Kashish Aaj Bhi Waisi He Hai.........AnAAm

by ANAAM on March 13, 2011, 06:06:57 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1823 times)
ANAAM
Guest
Reply with quote
 
love9 tearyeyed icon_flower Kashish aaj bhi waisi he hai  icon_flower tearyeyed love9


Jab teri judaai mai behte hain meri aankhon se ashq
Baarishon mai ghumta hu ki kisi ko deekhayee na de

Bewafaayi nahi hai  karm mera aye mere bhole sanam
Darde waffa  hai mera inaam tujh se bichhadne k baad

Deewaana hu mein tera ab tou ye saara jahaan jaanta hai
Mehfil apni ho ya gairon ki ab kuchh kehnaa nahi chahta

Har dard sehne kee ab aadat ho gayee hai sanam humko
Tune samajh liyaa meri majboori ko ab safaai kya deni hai

Har lamhaa ab tou mein tere he khayaalon mai rehta hu
Basti hai tu hamesha he mere dil mai tujh se judaai kaisi

Kashish aaj bhi waisi he hai dil mai mere tere  pyaar kee
Teri yaadon ki giraft mai  ab mein janm-janm k  liye quid hu


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tareef (aisi bhi waisi bhai) by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4  All »
kashish by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kashish by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashish by 1234jamil in Shayri for Khumar -e- Ishq
tapan waisi to nahi thi by mamta bajpai in Shayri-E-Dard
brokenbyluv
Guest
«Reply #1 on: March 13, 2011, 06:13:26 PM »
Reply with quote
Bahut khoob anaam ji smjh nhi aa raha ise kya kahu kavita ya nazm nhi keh sakti kyunki kahiin  se bhi iski rhyme nhi baith rahi..chaliye jo bhi hai bahut acha hai...
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #2 on: March 13, 2011, 06:22:02 PM »
Reply with quote
Aapka tahe dil se shukriya Geetji.......kai baar dil ke jajjbaat likhte time hum Najm....poem...Gazal k sab niyam bhul jaate hain.....aur itni knowledge bhi nahi hai hum Amature poets ko......
Aapko rachna pasand aayee....mehnat safal hui......per maaf kijiyega kyuki ye bhi kisi k responce mai he likhi hai.....



Bahut khoob anaam ji smjh nhi aa raha ise kya kahu kavita ya nazm nhi keh sakti kyunki kahiin  se bhi iski rhyme nhi baith rahi..chaliye jo bhi hai bahut acha hai...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #3 on: March 13, 2011, 06:32:02 PM »
Reply with quote
Aapka tahe dil se shukriya Geetji.......kai baar dil ke jajjbaat likhte time hum Najm....poem...Gazal k sab niyam bhul jaate hain.....aur itni knowledge bhi nahi hai hum Amature poets ko......
Aapko rachna pasand aayee....mehnat safal hui......per maaf kijiyega kyuki ye bhi kisi k responce mai he likhi hai.....



Behetar hai..keep writing n keep sharing...
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #4 on: March 13, 2011, 07:13:55 PM »
Reply with quote
love9 tearyeyed icon_flower Kashish aaj bhi waisi he hai  icon_flower tearyeyed love9


Jab teri judaai mai behte hain meri aankhon se ashq
Baarishon mai ghumta hu ki kisi ko deekhayee na de

Bewafaayi nahi hai  karm mera aye mere bhole sanam
Darde waffa  hai mera inaam tujh se bichhadne k baad

Deewaana hu mein tera ab tou ye saara jahaan jaanta hai
Mehfil apni ho ya gairon ki ab kuchh kehnaa nahi chahta

Har dard sehne kee ab aadat ho gayee hai sanam humko
Tune samajh liyaa meri majboori ko ab safaai kya deni hai

Har lamhaa ab tou mein tere he khayaalon mai rehta hu
Basti hai tu hamesha he mere dil mai tujh se judaai kaisi

Kashish aaj bhi waisi he hai dil mai mere tere  pyaar kee
Teri yaadon ki giraft mai  ab mein janm-janm k  liye quid hu



Very Impressive Creation ..... ANAAM JI !

Very Touching ..... !

dil se daad ...... ! Applause Applause Applause

aise hi likhte raheN ... khush raheN ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: March 13, 2011, 09:35:45 PM »
Reply with quote
Wah wah Aaam ji,bahut hi lajawab peshkash,thoda sa dard aur thoda romantic bhi,wah bahut khoob,keep it up,hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
manjum
Guest
«Reply #6 on: March 14, 2011, 04:07:32 AM »
Reply with quote
bahut khub anaamji.... acha likha hai aapne.....
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #7 on: March 14, 2011, 10:36:46 AM »
Reply with quote
wow....mast poem ANAAM JI...... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kashish aaj bhi waisi he hai dil mai mere tere  pyaar kee
Teri yaadon ki giraft mai  ab mein janm-janm k  liye quid hu

MAST LINES.....

love9 tearyeyed icon_flower Kashish aaj bhi waisi he hai  icon_flower tearyeyed love9


Jab teri judaai mai behte hain meri aankhon se ashq
Baarishon mai ghumta hu ki kisi ko deekhayee na de

Bewafaayi nahi hai  karm mera aye mere bhole sanam
Darde waffa  hai mera inaam tujh se bichhadne k baad

Deewaana hu mein tera ab tou ye saara jahaan jaanta hai
Mehfil apni ho ya gairon ki ab kuchh kehnaa nahi chahta

Har dard sehne kee ab aadat ho gayee hai sanam humko
Tune samajh liyaa meri majboori ko ab safaai kya deni hai

Har lamhaa ab tou mein tere he khayaalon mai rehta hu
Basti hai tu hamesha he mere dil mai tujh se judaai kaisi

Kashish aaj bhi waisi he hai dil mai mere tere  pyaar kee
Teri yaadon ki giraft mai  ab mein janm-janm k  liye quid hu


Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #8 on: March 14, 2011, 10:43:10 AM »
Reply with quote
humnaam dil ko chhuti kalam hai aapki...mastam mast re........
very romantic and touchn feelings re...
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #9 on: March 14, 2011, 11:53:35 AM »
Reply with quote
bht khoob anaam ji....
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #10 on: March 14, 2011, 04:46:03 PM »
Reply with quote
Tahe dil se aapka shukriya....Anshumali ji........
khush raheN ... !..............duaaoN ke saath........


Very Impressive Creation ..... ANAAM JI !

Very Touching ..... !

dil se daad ...... ! Applause Applause Applause

aise hi likhte raheN ... khush raheN ... !

duaaoN ke saath ... !

Logged
ANAAM
Guest
«Reply #11 on: March 17, 2011, 12:50:08 AM »
Reply with quote
Thanks a lot Madhu ji......aapka shukriya...rachna aapko pasand aayi....... icon_flower



Wah wah Aaam ji,bahut hi lajawab peshkash,thoda sa dard aur thoda romantic bhi,wah bahut khoob,keep it up,hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 18, 2024, 09:17:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer