Kaun Sehta Hai....

by angel4u on May 19, 2006, 05:25:11 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1179 times)
angel4u
Guest
Reply with quote
Ek aisi baat jiska takaza abtak nahi ho paya hai,
Kaun jane kiska gam hota hai,
Ye jitna hota hai kam hota hai,
Barasta hai jo aankhonse gila pani,
Kalam kagaz ka phir aise sanam hota hai,
Saath mehfilke hua karte the tanhaye kadam,
Jahan shuru rasta wahi piar khatam hota hai,
Dard dejaye gairke bas ki baat nahi,
Rulanewaleka naam to humdam hota hai,
Muqammal chizka duniyame koi naam nahi,
Kaun sehta hai aur kispar zulm hota hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh kaun tha?? by amritflora in Shayri-E-Dard
kaun aya hai by bekarar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4 »
app ka kaun tha by Azedmeer in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Kaun Sehta Hai.... by angel4u in Shayri for Dard -e- Judai
GANDHIJI janme the us desh me Rehta hu. Fir bhi ye Bhrshtachar roj Sehta hu. by RAJ SOLANKI in Occassion Specific Poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1 on: May 20, 2006, 03:28:31 PM »
Reply with quote
Nice One angel,...

Judai Ka Gham Kya Jaane Koi Is Bedard Zamaane Mein,..
Judai Ka Naam Hi Kaafi Hai Kisi Hanste Ko Rulaane Mein,..

Bahoot Tardpaati Hai Gham-e-Judai Jaanasheen,..
Jisne Saha Judai Ka Gham Charaag Nahi Jala Uske Ashiaane Mein,..

Seh Raha Hoon Gham-e-Judaai Main Kai Barson Se,..
Jaane Kyun Lage Hain Log Phir Bhi Hume Mitaane Mein,..

Zindagi Kat Gayi Abtak Intezaar Mein Tere Jaanasheen,..
Ke Abhi Nazar Intezaar Karti Hai Tere Aane Mein,..

____________________-Azeem-_____________________
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: June 16, 2006, 05:53:40 AM »
Reply with quote
Nice Azeem ji.

Thanks
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #3 on: June 16, 2006, 06:09:06 AM »
Reply with quote
very nice angel ji  & janasheen ji.................

  juadyi ko dard ko lafzo main samjha main nahi sakta
   ki sagar ki gehrayi ko abhi naapa nahi hai maine.
   
.............@fahi@...............
   
Quote from: "angel4u"
Ek aisi baat jiska takaza abtak nahi ho paya hai,
Kaun jane kiska gam hota hai,
Ye jitna hota hai kam hota hai,
Barasta hai jo aankhonse gila pani,
Kalam kagaz ka phir aise sanam hota hai,
Saath mehfilke hua karte the tanhaye kadam,
Jahan shuru rasta wahi piar khatam hota hai,
Dard dejaye gairke bas ki baat nahi,
Rulanewaleka naam to humdam hota hai,
Muqammal chizka duniyame koi naam nahi,
Kaun sehta hai aur kispar zulm hota hai...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: June 17, 2006, 04:59:30 AM »
Reply with quote
Thanks purani_jeans Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: June 17, 2006, 07:28:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "angel4u"
Nice Azeem ji.

Thanks

Shukriya Angel Ji,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: June 17, 2006, 07:29:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
very nice angel ji  & janasheen ji.................

  juadyi ko dard ko lafzo main samjha main nahi sakta
   ki sagar ki gehrayi ko abhi naapa nahi hai maine.
   
.............@fahi@...............
   
Quote from: "angel4u"
Ek aisi baat jiska takaza abtak nahi ho paya hai,
Kaun jane kiska gam hota hai,
Ye jitna hota hai kam hota hai,
Barasta hai jo aankhonse gila pani,
Kalam kagaz ka phir aise sanam hota hai,
Saath mehfilke hua karte the tanhaye kadam,
Jahan shuru rasta wahi piar khatam hota hai,
Dard dejaye gairke bas ki baat nahi,
Rulanewaleka naam to humdam hota hai,
Muqammal chizka duniyame koi naam nahi,
Kaun sehta hai aur kispar zulm hota hai...

Nice One PJAG,...

Judaai Bhi Teri Mujhe Chahat Ka Ehsaas Dilaati Hai,..
Ke Door Hokar Bhi Teri Yaad Har Pal Mujhe Aati Hai,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #7 on: June 17, 2006, 08:58:59 PM »
Reply with quote
Teri judai ka ehsas jab satane laga
Chand Bhi mere dard par aansu bahane laga...
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
very nice angel ji  & janasheen ji.................

  juadyi ko dard ko lafzo main samjha main nahi sakta
   ki sagar ki gehrayi ko abhi naapa nahi hai maine.
   
.............@fahi@...............
   
Quote from: "angel4u"
Ek aisi baat jiska takaza abtak nahi ho paya hai,
Kaun jane kiska gam hota hai,
Ye jitna hota hai kam hota hai,
Barasta hai jo aankhonse gila pani,
Kalam kagaz ka phir aise sanam hota hai,
Saath mehfilke hua karte the tanhaye kadam,
Jahan shuru rasta wahi piar khatam hota hai,
Dard dejaye gairke bas ki baat nahi,
Rulanewaleka naam to humdam hota hai,
Muqammal chizka duniyame koi naam nahi,
Kaun sehta hai aur kispar zulm hota hai...

Nice One PJAG,...

Judaai Bhi Teri Mujhe Chahat Ka Ehsaas Dilaati Hai,..
Ke Door Hokar Bhi Teri Yaad Har Pal Mujhe Aati Hai,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #8 on: June 18, 2006, 06:20:08 AM »
Reply with quote
jab dard ne do dil ek duje se juda hote dekhe
 uske chehre per bhi humne dard ke nishaa dekhe.

.............@fahi@.................
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: June 18, 2006, 10:48:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
jab dard ne do dil ek duje se juda hote dekhe
 uske chehre per bhi humne dard ke nishaa dekhe.

.............@fahi@.................

Nice One Angel And PJAG,...

Dekha Jab Uske Chehre Par Nami Maine,..
Dil Mein Mere Bhi Bechaini Si Hone Lagi,..
Dekhkar Ye Alaam Bhi Main Muskuraata Raha,..
Kamzor Dil Ki Thi Wo Ke Gham sehkar Rone Lagi,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: June 18, 2006, 10:48:10 AM »

«Reply #11 on: June 18, 2006, 10:52:36 AM »
Reply with quote
Nice One PJAG And Angel Ji,..

Dekha Jab Haal Uske Dil Ka Maine,..
Mere Dil Mein Bechaini Hone Lagi,..
Dekh Kar Ye Alam Main Phir Bhi Muskuraata Raha,..
Kamzor Dil Ki Thi Wo Ke Ghamon Ko Sehkar Rone Lagi,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #12 on: June 24, 2006, 10:06:47 PM »
Reply with quote
Thanks Janasheen ji...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: June 29, 2006, 07:30:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "angel4u"
Thanks Janasheen ji...

U Are Welcome Angel..

Kya Yahi Gardeeshein Hain Zamaane Ki,..
Surkhiaan Mere Fasaane Ki,..
Phir Mila Ek Gham Dil Ko Tazaa,..
Ab Zaroorat Hai Muskuraane Ki,..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #14 on: July 01, 2006, 05:58:42 AM »
Reply with quote
main tere ishq ki veeraniyonme khoyi rahun,
mere labonpe hamesha yehi fariyad rahe,
mujhe mil jaye zamaneki saari takilfein,
mere mehboobka jahan sada aabad rahe...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:27:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer