Kis Ki Parchain Hai Yeh

by Abul Asad on December 12, 2011, 09:37:53 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1555 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Kis ki parchain hai yeh jo mujh par a giri
Kis ki aah hai yeh jo mujhe dil par a lagi

Kaisi tanhai hai yeh ke sukun dil ka le udi
Kis ke ansun hai yeh ke dasht  gila kar chali

Kaisi raat hai yeh jis ki subah bhi roh padi
Kanha gayi voh raushni, jo din bhi rat lagi

Kaisi yeh tadap bichde dilon ko hai abhi
Vasl ki raat hi to thi jo musibath a khadi

Abul Asad
Logged
wafakadard
Guest
«Reply #1 on: December 13, 2011, 03:17:47 AM »
Reply with quote
 icon_salut nice
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: December 13, 2011, 04:01:29 AM »
Reply with quote
Wafa Saheb,

Shukriya aap ka

Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: December 13, 2011, 04:10:00 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause :clap:bahut khoob asad bhai
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #4 on: December 13, 2011, 04:30:57 AM »
Reply with quote
Saini Saheb,

Behad Shukriya, bahuti khushi hovi ke aap ne dad di

Abul Asad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: December 13, 2011, 04:51:23 AM »
Reply with quote
 Applause
 Bahut khoob !
Logged
Solitude
Guest
«Reply #6 on: December 13, 2011, 04:51:53 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Usual Smile
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: December 13, 2011, 07:14:54 AM »
Reply with quote
Kis ki parchain hai yeh jo mujh par a giri
Kis ki aah hai yeh jo mujhe dil par a lagi

Kaisi tanhai hai yeh ke sukun dil ka le udi
Kis ke ansun hai yeh ke dasht  gila kar chali

Kaisi raat hai yeh jis ki subah bhi roh padi
Kanha gayi voh raushni, jo din bhi rat lagi

Kaisi milne ki tadap bichde dil ko hai abhi
Vasl ki raat hi to thi jo musibath a khadi

Abul Asad

Bahut khoob
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: December 13, 2011, 07:24:58 AM »
Reply with quote
Dr Saini Saheb
Hasan Saheb
Mkv Saheb

Aap logon ki dad behad purma'ine hain, phir aap jaisi shaksiyat se dad milna
badi hi faqr ki bat hai, is tifl-e maktab ko sarhane ka shukriya.

bejhijhak islah kijeye. Umeed hai aap jaise logon ki rehnumai mein shayad thoda
wazn a jaye.

Behad Mashkur, mere tamaam mohsinon aur rahburon ka, jo sirf iss site par hi nahi, balke iss kam aqal ko dosri jaghahon par bhi rah dikhate rahe.

Abul Asad
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 13, 2011, 07:28:07 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob!!!!
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: December 13, 2011, 07:34:25 AM »
Reply with quote
khwaish saheb,

Abhi naya hoon, yanhaa sare namon ko yad na rakh saka, iske liye bada maazarth khwan hoon, Apka aur Aap jaise aur bhi kaiye khair-khwan hain jinka main mashkur hoon.

Bbahut Inayat saheb

Dua Goo
Abul Asad
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 13, 2011, 07:39:19 AM »
Reply with quote
khwaish saheb,

Abhi naya hoon, yanhaa sare namon ko yad na rakh saka, iske liye bada maazarth khwan hoon, Apka aur Aap jaise aur bhi kaiye khair-khwan hain jinka main mashkur hoon.

Bbahut Inayat saheb

Dua Goo
Abul Asad

Aapka  bahut bahut Shukriya Asad ji Jo Aapne Nacheez Ko Izzat bakshi Aur Asad Ji Aapko Kahin Bhi Humari zaroorat Padhe to hum Khush-kismat samjhenge..Umeed karta Hoon Aapka Saath Iss mehfil Se Aur Hum Sab Se Yuhi bana Rahega.. icon_flower icon_flower
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #12 on: December 13, 2011, 07:51:48 AM »
Reply with quote
Khwahish saheb,

Bhai, "pyaar se jo mila ham ussi ke hogaye"
phir aap to khairkhwan hain, meri bhi dua yehi hai
ke aap jaise naik dil logon ka saath bana rahe.

Issi niyyat se aya hoon yanhan, ke kuch baaton, magar
usse se ziyaade meri khwaish yeh hai ke kuch aise kaam karon
ke logon ko zamane tak faidah phonche.
Inshallah Allah chaha to iss kaam ko bhi pura karonga

In Sab ke saath saath bahut hi ahem yeh hai ke thoda kuch aap
logon ki islah se seekhlon.
Dua goon Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #13 on: December 13, 2011, 11:36:16 AM »
Reply with quote
Muhabbat mile to aap jaise logon ki
dil bhar aye, phir milti jaye

Mashkur aap sab ki Muhabbaton ka
Abul Asad
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #14 on: December 13, 2011, 12:48:54 PM »
Reply with quote
gud one AA
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:28:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer