Kismat main jo tha vo hi tou paaya hai

by ek_tamanna on June 02, 2011, 02:24:40 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1256 times)
ek_tamanna
Guest
Reply with quote
Tere ishQ ne khub rang dikhaaya hai
pal men sadiyoN ka rista mitaaya hai

chaaron taraf hai ab tanhai ka aalam
teri ki khwahish to inaam ye paaya hai

wasl ki ummeed hi thi jine ka zariyaa
ae bad-waqt mujhe kaahaan le aaya hai

jabse badla tere mijaaz ke mousam
baharon meiN bhi, patjhad paaya hai

vo fasaana jo abhi tak bana hi nahin
aisa Qissa vo mujhe sunane aaya hai

ulfat se milne ki thi just-ju yaaroo
bewafa sang be-rukhi bhi laaya hai

na laga andaaza aankhon ki gahrai ka
pura samandar in meiN hi samaaya hai

koun kahtaa hai badnaseeb huN maiN..
kismat main jo tha vo hi tou paaya hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khud Ko Khush-kismat Kahun Ya Bat-kismat? by Devdas_online in Shayri-E-Dard
DIL TOOTANA HAI KISMAT MAIN HAMARI by BeNam in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
mere kismat main tu nahi by nadia brohi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Kaash Mere LIye Koi Banaa Hota,. {AS} by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
jiski kismat main rona by Dineshkumarjonty in Shayri-E-Dard
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: June 02, 2011, 02:26:57 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah Waah Waah!!!!

Hum Kaun Hai Hote Hai Aapko Daad Dene Wale Par Itna Zaroor Keh Sakte Hai Ke A'shaar Lajawaab Hai!!!

Bahut Ache..

Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #2 on: June 02, 2011, 06:32:32 PM »
Reply with quote
baddlo ki tarah dil pe chaya hai
her sher tera hame bahut bhaya hai
Tere ishQ ne khub rang dikhaaya hai
pal men sadiyoN ka rista mitaaya hai

chaaron taraf hai ab tanhai ka aalam
teri ki khwahish to inaam ye paaya hai

wasl ki ummeed hi thi jine ka zariyaa
ae bad-waqt mujhe kaahaan le aaya hai

jabse badla tere mijaaz ke mousam
baharon meiN bhi, patjhad paaya hai

vo fasaana jo abhi tak bana hi nahin
aisa Qissa vo mujhe sunane aaya hai

ulfat se milne ki thi just-ju yaaroo
bewafa sang be-rukhi bhi laaya hai

na laga andaaza aankhon ki gahrai ka
pura samandar in meiN hi samaaya hai

koun kahtaa hai badnaseeb huN maiN..
kismat main jo tha vo hi tou paaya hai
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: June 02, 2011, 08:06:31 PM »
Reply with quote
Tamanna Jee Aadaab!


Aapki shayari ki kia kaheN waah janab waah
bahut umdaa aur behad dilfareb ashaaroN se
kalaam ko sajayaa hai aapne Usual Smile

Dil se daad O mubarakbad kabul kijiye Usual Smile         



Tere ishQ ne khub rang dikhaaya hai
pal men sadiyoN ka rista mitaaya hai

Waah janab Tanziyaa tarif behad khoob kahi hai daad daad daad.. Usual Smile         

chaaron taraf hai ab tanhai ka aalam
teri ki khwahish to inaam ye paaya hai

Kia baat hai... daad

Jiski lakeereN jaisi thi waisa usne paya hai
YahaaN har kisi uska aapna hissa aayaa hai...           


wasl ki ummeed hi thi jine ka zariyaa
Yeh bad-waqt mujhe kaahaan le aaya hai

Kia baat hai.. daad           

jabse badla tere mijaaz ke mousam
baharon meiN bhi, patjhad paaya hai

Waah janab waah bahut achcha sher kaha hai daad Usual Smile         

vo fasaana jo abhi tak bana hi nahin
aisa Qissa vo mujhe sunane aaya hai

Achcha hai daad Usual Smile         

ulfat se milne ki thi just-ju yaaroo
bewafa sang be-rukhi bhi laaya hai

Oye kia kahne jee daad Usual Smile achcha andaaz e bayaaN hai Usual Smile         

na laga andaaza aankhon ki gahrai ka
pura samandar in meiN hi samaaya hai

Waah jee waah bahut khoob dilfareb sher kaha hai daad Usual Smile         

koun kahtaa hai badnaseeb huN maiN..
kismat main jo tha vo hi tou paaya hai

Kia kahne Tamanna jee bahut khoob ...
daad hazeer hai Usual Smile         



Is khubsurat kalaam par dil se daad O mubarakbad kabul kijiye Tamanna jee... Usual Smile

Likhati rahiye.. Aati rahiye... Usual Smile
Khush O aabaad rahiye... Usual Smile
Khuda Hafez ....... Usual Smile         

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #4 on: June 03, 2011, 07:26:17 AM »
Reply with quote
 icon_flower icon_flower icon_flower
bahut khoobsurat kavita likhi hai...
wah wah wah
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #5 on: June 03, 2011, 08:39:36 AM »
Reply with quote
hiiiiiiiiii tammanna diiiiiiiii

kaisi ho aappppppppp

aap ne itni achi nazm likhi ke padhty padhty aansu aur khusi mix ho gayi

bhut sundar hai ati sundar hai

no words

:hets off:
Logged
ek_tamanna
Guest
«Reply #6 on: June 06, 2011, 07:19:59 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waah Waah Waah!!!!

Hum Kaun Hai Hote Hai Aapko Daad Dene Wale Par Itna Zaroor Keh Sakte Hai Ke A'shaar Lajawaab Hai!!!

Bahut Ache..



ji sukriyah
Logged
ek_tamanna
Guest
«Reply #7 on: June 06, 2011, 07:21:39 AM »
Reply with quote
baddlo ki tarah dil pe chaya hai
her sher tera hame bahut bhaya hai

do lafz jo kah diye humari khidmat meiN
yeh andaz aapki humare dilko bhaya hai
Logged
ek_tamanna
Guest
«Reply #8 on: June 06, 2011, 07:23:10 AM »
Reply with quote
Tamanna Jee Aadaab!


Aapki shayari ki kia kaheN waah janab waah
bahut umdaa aur behad dilfareb ashaaroN se
kalaam ko sajayaa hai aapne Usual Smile

Dil se daad O mubarakbad kabul kijiye Usual Smile         



Is khubsurat kalaam par dil se daad O mubarakbad kabul kijiye Tamanna jee... Usual Smile

Likhati rahiye.. Aati rahiye... Usual Smile
Khush O aabaad rahiye... Usual Smile
Khuda Hafez ....... Usual Smile         




sukriyah ji
saath banaye rakhiyega
Logged
ek_tamanna
Guest
«Reply #9 on: June 06, 2011, 07:23:57 AM »
Reply with quote
icon_flower icon_flower icon_flower
bahut khoobsurat kavita likhi hai...
wah wah wah

sukriyah ji


take care
Logged
ek_tamanna
Guest
«Reply #10 on: June 06, 2011, 07:25:04 AM »
Reply with quote
hiiiiiiiiii tammanna diiiiiiiii

kaisi ho aappppppppp

aap ne itni achi nazm likhi ke padhty padhty aansu aur khusi mix ho gayi

bhut sundar hai ati sundar hai

no words

:hets off:

sukriyah bhai .......
koshish karoongi aage bhi kuchh likhun jo tumhare dilko chhuye

tc
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 06, 2011, 07:25:54 AM »
Reply with quote
ji sukriyah

You Are Welcome Ek_Tamanna Ji. Usual Smile
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #12 on: June 08, 2011, 09:47:15 AM »
Reply with quote
Tere ishQ ne khub rang dikhaaya hai
pal men sadiyoN ka rista mitaaya hai

chaaron taraf hai ab tanhai ka aalam
teri ki khwahish to inaam ye paaya hai

wasl ki ummeed hi thi jine ka zariyaa
ae bad-waqt mujhe kaahaan le aaya hai

jabse badla tere mijaaz ke mousam
baharon meiN bhi, patjhad paaya hai

vo fasaana jo abhi tak bana hi nahin
aisa Qissa vo mujhe sunane aaya hai

ulfat se milne ki thi just-ju yaaroo
bewafa sang be-rukhi bhi laaya hai

na laga andaaza aankhon ki gahrai ka
pura samandar in meiN hi samaaya hai

koun kahtaa hai badnaseeb huN maiN..
kismat main jo tha vo hi tou paaya hai


saare ashar behtreen par akhri sher bahur umda rahaa
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:09:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer