KISMAT !!!!!!!!!

by Ninaah on February 14, 2005, 05:27:33 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2725 times)
Ninaah
Guest
Reply with quote
sad5  sad5

SUNHARE RANGON SE AABAAD HO GAYA DIL TERI MOHABBAT SE...........
PUR TUJHE NA PAANE KA SHIKWA REH GAYA AB TO APNI KISMAT SE......


 sad5  sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khud Ko Khush-kismat Kahun Ya Bat-kismat? by Devdas_online in Shayri-E-Dard
******KISMAT****** by baadal102 in Shayri-E-Dard
Kismat by Nino in Shayri-E-Dard
wah re kismat by sahood in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mohd_i'm
Guest
«Reply #1 on: February 14, 2005, 06:00:30 AM »
Reply with quote
:oops: hello kismat k kya bus larki he saat nahi deetho kismat pay kya shekhyad hai zindagi may our br gum hai c wa mohbbat k c wa !!!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #2 on: February 14, 2005, 06:31:55 AM »
Reply with quote
sur zhuka ke wo meri mohabbat ki mehfil mein shaamil hua tha......
jiska aks aankhon mein liye ghoom rahi thi, wohi meri mohabbat ka kaatil bana hua tha.........


Quote from: "mohd_i'm"
:oops: hello kismat k kya bus larki he saat nahi deetho kismat pay kya shekhyad hai zindagi may our br gum hai c wa mohbbat k c wa !!!!
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #3 on: February 14, 2005, 06:39:49 AM »
Reply with quote
wah bohut achai ninaah
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #4 on: February 14, 2005, 06:44:43 AM »
Reply with quote
THANKS AMIT,

GUM HAR JAGAH HAI, GUM SE BADHKAR DOST KOI NAHI......
DOST DAGA DE JAAYENGE, PUR GUM KO KHADA PAAOGE WOHIN.....




Quote from: "amit_is_always_cool"
wah bohut achai ninaah
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #5 on: September 10, 2005, 06:04:16 PM »
Reply with quote
agn great 1 ninaah ji
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #6 on: October 05, 2005, 11:00:19 AM »
Reply with quote
thanks.........

Quote from: "amit_is_always_cool"
agn great 1 ninaah ji
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #7 on: May 24, 2006, 10:14:49 AM »
Reply with quote
KISMAT KE KHEL NIRALE HAIN,
KAHIN ANDHERE, TO KAHIN UJALE HAIN,
JO MOHABBAT KO NA BHULE, WO ROTE HAIN,
AUR JO BHUL KAR NAYEE RAAH KHOJEIN, WOHI DIL WAALE HAIN.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 24, 2006, 11:21:02 AM »
Reply with quote
Nice One Ninaah Ji,..

Likhi Ho Jab Judaai Kismat Mein To Kya Unse Gilaa Kare,..
Kismat Hi Khel Jaati Hai Dost Baazi Mohabbat Ki,..
Gar De De Saath Kismat To Sawar Jaate Hain Veeraane,..
Jab Kismat Saath Na De To Hum Kya Kisi Se Gilaa Kare,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #9 on: May 25, 2006, 08:18:40 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen......

gile shikwe ka waqt nikal gaya,
chand lakeerein reh gayee haathon mein,
wo humko bahot yaad aaye,
inn syaah kaali raaton mein.....


Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Ninaah Ji,..

Likhi Ho Jab Judaai Kismat Mein To Kya Unse Gilaa Kare,..
Kismat Hi Khel Jaati Hai Dost Baazi Mohabbat Ki,..
Gar De De Saath Kismat To Sawar Jaate Hain Veeraane,..
Jab Kismat Saath Na De To Hum Kya Kisi Se Gilaa Kare,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 25, 2006, 09:18:10 AM »
Reply with quote
Nice One Nihaah Ji,.
Aur Shukriya,..

Judaai Na Ho Mohabbat Mein To Mohabbat Mein Mazaa Kya Hai,..
Judaai Hi Hai Jo Mohabbat karne Walon Ko Intezaar Ka Ghoont Peelati Hai,..

_________________________________________________ _____-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #11 on: May 25, 2006, 09:49:58 AM »
Reply with quote
thanks to you tooo jaanasheen.....

mohabbat ko hum kya kahein,
hum unke aur mohabbat ke beech pade hain,
wo roshni ki taraf chal diye,
aur hum ab bhi andheron mein khade hain.....


Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Nihaah Ji,.
Aur Shukriya,..

Judaai Na Ho Mohabbat Mein To Mohabbat Mein Mazaa Kya Hai,..
Judaai Hi Hai Jo Mohabbat karne Walon Ko Intezaar Ka Ghoont Peelati Hai,..

_________________________________________________ _____-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 26, 2006, 07:48:15 AM »
Reply with quote
Khushnaseeb Ho Tum ke Ab Bhi Andhere Mein Khade Ho,..
Humne To Ujalon Mein Rehne Ke Baad Andhere Paaye Hain,,,
Wo To Khush Rehte Hain Jinhone Sirf Andhere Mein Guzara Kiya,..
Magar Humne To Ujaalon Mein Chotein Khaaye Hain,..

________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #13 on: May 26, 2006, 08:21:17 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen......

andheron ki hume aadaat hai,
roshni hume darati hai,
roshni mein aankhein khamosh hoti hain,
aur andheron mein he ye aansoo bahati hai......


Quote from: "Jaanasheen"
Khushnaseeb Ho Tum ke Ab Bhi Andhere Mein Khade Ho,..
Humne To Ujalon Mein Rehne Ke Baad Andhere Paaye Hain,,,
Wo To Khush Rehte Hain Jinhone Sirf Andhere Mein Guzara Kiya,..
Magar Humne To Ujaalon Mein Chotein Khaaye Hain,..

________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
bond
Guest
«Reply #14 on: May 26, 2006, 08:53:52 PM »
Reply with quote
bahut khoob..................
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:00:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer