kitne hansi the wo milan ke pal

by vikas2210 on May 11, 2009, 06:14:00 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2832 times)
vikas2210
Guest
«Reply #15 on: May 18, 2009, 06:05:44 PM »
Reply with quote
bahut khoob vikas ji..


Sonu ji aapko dekh kar accha laga. shukriya pasand karne ke liye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tumhari hansi by Yopop in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
KITNE DOOR KITNE PAAS by poem143s in Shayri-E-Dard
Ye teri hansi!! by Talat in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
Yun hi hansi hansi main!!!!! by Talat in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
US HANSI RAAT by s.hajare in Shayri-E-Dard
sakhi1909
Guest
«Reply #16 on: May 20, 2009, 04:05:13 PM »
Reply with quote
kya bat hai kuch pal ko yada kiya kuch pal ne ban gaye kuch kivita likhte pal....chalo kuch to hua..dekha kuch se kuch ho hi jata hai hai na???
tongue3
acha laga
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: May 21, 2009, 04:36:21 AM »
Reply with quote
Vikas ji hume bhi bahut acha laga yea dekh ker ke purane dost hume bhule nahi hai.. bahut bahut shukriya..

Sonu ji aapko dekh kar accha laga. shukriya pasand karne ke liye
Logged
Sonu
Guest
«Reply #18 on: May 21, 2009, 04:37:41 AM »
Reply with quote
pyar se sajaya tha kwahboo ka zahan,
mohabat se lagaya tha fuloon ka galicha,
ishq ne bazai thi shanai,
magar na wo aaye, na uski khabar aaye
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #19 on: May 21, 2009, 10:49:56 AM »
Reply with quote
kya bat hai kuch pal ko yada kiya kuch pal ne ban gaye kuch kivita likhte pal....chalo kuch to hua..dekha kuch se kuch ho hi jata hai hai na???
tongue3
acha laga

AAJ aap yahan kaya baat hai.

thanks for liking.

Logged
vikas2210
Guest
«Reply #20 on: May 21, 2009, 10:50:57 AM »
Reply with quote
Vikas ji hume bhi bahut acha laga yea dekh ker ke purane dost hume bhule nahi hai.. bahut bahut shukriya..


dost kehte ho aur phir bhulne bhulane ki baaten karte ho...  aap aaye accha laga.
 yun hi saath dete rehna.
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #21 on: May 21, 2009, 10:52:35 AM »
Reply with quote
pyar se sajaya tha kwahboo ka zahan,
mohabat se lagaya tha fuloon ka galicha,
ishq ne bazai thi shanai,
magar na wo aaye, na uski khabar aaye

Wah wah kaya khoob Sonu ji.


bisat zindgi ki khole baithe hain
hum tere intezaar mai jaage hue hai
ek pal ko aake to dekho
hum aaj bhi ussi mod pe baithe hain.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: May 21, 2009, 10:55:05 AM »
Reply with quote
Wah wah kaya khoob Sonu ji.


bisat zindgi ki khole baithe hain
hum tere intezaar mai jaage hue hai
ek pal ko aake to dekho
hum aaj bhi ussi mod pe baithe hain.




Wah kya baat hai Vikas Ji

YAAD JAB AATI HAI UNN HASEEN PALOH KI
DIL FIR SEY MACHAL JATA HAI
GHANTOH NA KHATAM HOTI THI WOH BATEY
SOCHKAR AAJ BHI SAKOON AA JATA HAI



JASBIR SINGH




Logged
vikas2210
Guest
«Reply #23 on: May 21, 2009, 11:00:19 AM »
Reply with quote



Wah kya baat hai Vikas Ji

YAAD JAB AATI HAI UNN HASEEN PALOH KI
DIL FIR SEY MACHAL JATA HAI
GHANTOH NA KHATAM HOTI THI WOH BATEY
SOCHKAR AAJ BHI SAKOON AA JATA HAI



JASBIR SINGH






Shukria bahi ji.....

dekh kar saath doston ka
hum phir jee jate hai
kasar to koi chodi nahi thi
kiya tha bepanha payar jisse
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: May 21, 2009, 11:15:21 AM »
Reply with quote
Shukria bahi ji.....

dekh kar saath doston ka
hum phir jee jate hai
kasar to koi chodi nahi thi
kiya tha bepanha payar jisse




Thanks Vikas Ji


MEHFIL HO DOSTOH KI TOH
KAISEY KOI TANHA NAZAR AAYE
GUM KAHA REHTA HAI KOI
JAB DOST KHUSHIYAA LEH AAYE


JASBIR SINGH



Logged
vikas2210
Guest
«Reply #25 on: May 21, 2009, 11:58:40 AM »
Reply with quote



Thanks Vikas Ji


MEHFIL HO DOSTOH KI TOH
KAISEY KOI TANHA NAZAR AAYE
GUM KAHA REHTA HAI KOI
JAB DOST KHUSHIYAA LEH AAYE


JASBIR SINGH





nice one Jasbir ji

dost ki dosti ka sajda
payar main to mila hai dhoka
kehte rah gaye hum naa jaao
aane ka vada vada hi raha
Logged
Sonu
Guest
«Reply #26 on: May 22, 2009, 03:22:33 AM »
Reply with quote
shukriya Vikas ji.. bahut khoob kea bat hia reply dea hia..



Wah wah kaya khoob Sonu ji.


bisat zindgi ki khole baithe hain
hum tere intezaar mai jaage hue hai
ek pal ko aake to dekho
hum aaj bhi ussi mod pe baithe hain.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #27 on: May 22, 2009, 03:23:10 AM »
Reply with quote
Na Umeedain Kisi Se Rakhtey To Acha Hota
Aitbar Na Kisi Pe Kartey To Acha Hota
Sabaq Daita Hai Zamana Yeh Auron Ko Giraney Ka
Sahara Na Kisi Ko samjhtey To Acha Hota
Yaqeen apni Kamyabi ka kisi Ko Kab Hota Hai
Taqdeer k Muqabil Na Hotey To Acha Hota
Sochtey They Aitbar Andha Ho Ga DeWaNa Tum Per
Na Khuwaab Jagtey Main Daikhtey To Acha Hota
Na Chatey Tum Kisi Ko Na Koi Tumheen Poojta
Na achey Kisi Ko Lagtey To acha Hota
Darya Mohabbat Ka Kab Koi Paar Karta Hai Dost
Na Mohabbat Kisi Se Kartey To Acha Hota..
Logged
PYAS
Guest
«Reply #28 on: May 22, 2009, 03:47:42 AM »
Reply with quote
Na Umeedain Kisi Se Rakhtey To Acha Hota
Aitbar Na Kisi Pe Kartey To Acha Hota
Sabaq Daita Hai Zamana Yeh Auron Ko Giraney Ka
Sahara Na Kisi Ko samjhtey To Acha Hota
Yaqeen apni Kamyabi ka kisi Ko Kab Hota Hai
Taqdeer k Muqabil Na Hotey To Acha Hota
Sochtey They Aitbar Andha Ho Ga DeWaNa Tum Per
Na Khuwaab Jagtey Main Daikhtey To Acha Hota
Na Chatey Tum Kisi Ko Na Koi Tumheen Poojta
Na achey Kisi Ko Lagtey To acha Hota
Darya Mohabbat Ka Kab Koi Paar Karta Hai Dost
Na Mohabbat Kisi Se Kartey To Acha Hota..

wah wah wah............

Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: May 22, 2009, 04:03:11 AM »
Reply with quote
Shukriya Pyass ji

bahut khoob reply dea hia apne..

Har khushi kam hai,
Tera gum bhulane ke liye,
Ek tera gum hi kaafi hai,
Mujhe umr bhar rulane ke liye


wah wah wah............

Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:38:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer