Kiya kya mukammal maine tujhe chaah ke

by thegrimreaper on August 13, 2009, 10:17:18 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1071 times)
thegrimreaper
Guest
Reply with quote
Main nahi jaanta main kya likh raha hoon bas likhna chaahta hoon, shayaad ye panktiyaan bachkaani lagein

Kiya kya mukammal maine tujhe chaah ke
ek umar bhar ki tanhai paayi tujhe khoke...

Kiya kya mukammal un yaadon ko thukra ke
ek khamosh si awaaz paayi tujhe khoke...

Kiya kya mukammal maine tujh gulaab ko chaah ke
ek kaanton ka daman sa paaya tujhe khoke...

Kiya kya mukammal maine sapnon ki duniya sajaake
ek dhokha hi paaya tujhe khoke...

Kiya kya mukammal maine tujhe chaah ke
ek umar bhar ki tanhai paayi tujhe khoke...

The GrimReaper
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAINE PYAR KYU KIYA by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
MAINE PHONE KYU KIYA? by ibrahim_alone in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4 5 »
KYA GUNAAH KIYA JO MAINE SAAZA PAYI. by ANKIT RAO in Shayri-E-Dard
Hamain tumhaaree chaah hai, Tumhain hamaaree chaah! by abdbundeli in Shairi - E - Zindagi
Maine Koi Bhii Khawaab Mukammal Nahii Dekhaa.....masoom by Masoom Shahzada in Ghazals
Pooja
Guest
«Reply #1 on: August 14, 2009, 04:39:03 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley bahoot khoob dil ki gahraio se nikal yah shabd apki rachna main saje hai... bahoot khoob The GrimReaper

Mukamall kabhi koi insaan nahi hota
hansi ke sath ansoo ka rishta bhi hai hota

paate hai insaaan, kuch kho kar he is jahan main
mol de raha hai kaya, bas kai baar pata nahi hota

insaan wahin, jo le sikh apne he gumo se khud
khud se bad kar khud ka koi humsafar nahi hota

Mukamall kabhi koi insaan nahi hota......
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #2 on: August 14, 2009, 07:57:21 PM »

thankyou pooja ji and
bahut hi khoob Pooja ji
mazzaa aagaya padke
i just loved the lines

"paate hai insaaan, kuch kho kar he is jahan main
mol de raha hai kaya, bas kai baar pata nahi hota"

poetry at its best
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: August 14, 2009, 07:58:48 PM »
Reply with quote
Thanks thegrimreaper ji, mujhe apno likhi yah do lines behad pasand aai hai!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: August 14, 2009, 08:17:16 PM »
Reply with quote
Main nahi jaanta main kya likh raha hoon bas likhna chaahta hoon, shayaad ye panktiyaan bachkaani lagein

Kiya kya mukammal maine tujhe chaah ke
ek umar bhar ki tanhai paayi tujhe khoke...

Kiya kya mukammal un yaadon ko thukra ke
ek khamosh si awaaz paayi tujhe khoke...

Kiya kya mukammal maine tujh gulaab ko chaah ke
ek kaanton ka daman sa paaya tujhe khoke...

Kiya kya mukammal maine sapnon ki duniya sajaake
ek dhokha hi paaya tujhe khoke...

Kiya kya mukammal maine tujhe chaah ke
ek umar bhar ki tanhai paayi tujhe khoke...

The GrimReaper

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot Khoob Reaper Ji
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #5 on: August 14, 2009, 08:21:12 PM »
Reply with quote
shukriya Celmira ji, means a lot from you
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 05:47:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer