koi to ho aisa

by anandjaiswal on December 26, 2009, 06:14:46 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1298 times)
anandjaiswal
Guest
Reply with quote
Koi to ho aisa jise aap sab kuchh baat sako, Koi to ho aisa jisse bina jhijhak sab keh sako. Koi to ho aisa ke jiske hone se sab achcha lagne lage, Koi to ho aisa ke jis pe aitbaar kar sako. Koi to ho jo humare jeeene ki wajah ban jaaye, Jis ke liye hum hanse jis ke liye muskuraye. Koi to ho jo is berang duniya ko rang jaye, Jis ke sang har rang me rangne ko jee chahe. Koi to ho jo tumhari rote hue aankho ko hasa de, Koi to ho jo tumhare khamosh laabo ko chehaka de. Koi to ho jiske ek pal ka saath me zindagi ji sako, Jis ke sang har lamha zindagi ban jaye. Koi to ho yaaar… koi to ho.

NM
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tum ko aisa dost chaiya yo aisa hoon by muneeb in Ghazals
aap ko aisa dost chaiya jo aisa hoon by muneeb in Shayari-e-Parastish
Aisa kya hai ap me ........... by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
aisa kyn hai by 19deepak94 in Miscellaneous Shayri
hai dil ko aisa by saahill in Share:Love Poetry
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: December 26, 2009, 06:24:05 AM »
Reply with quote
Koi to ho aisa jise aap sab kuchh baat sako,
Koi to ho aisa jisse bina jhijhak sab keh sako.
Koi to ho aisa ke jiske hone se sab achcha lagne lage,
Koi to ho aisa ke jis pe aitbaar kar sako.
Koi to ho jo humare jeeene ki wajah ban jaaye,
Jis ke liye hum hanse jis ke liye muskuraye.
Koi to ho jo is berang duniya ko rang jaye,
Jis ke sang har rang me rangne ko jee chahe.
Koi to ho jo tumhari rote hue aankho ko hasa de,
Koi to ho jo tumhare khamosh laabo ko chehaka de.
Koi to ho jiske ek pal ka saath me zindagi ji sako,
Jis ke sang har lamha zindagi ban jaye.
Koi to ho yaaar… koi to ho.

Nice one Anand Ji
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #2 on: December 26, 2009, 08:10:27 AM »
Reply with quote
Bahut khub And Anand Ji Jaise Sir Ne Apki Likhi Huvi post ko sahi tarah se sawara hai hum bhi chahte hai ki aaap isi tarah se apni post ko saware jisse padhne mein sabko accha lage aur phir samjh mein bhi aa jaye
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 03:21:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.087 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer