shukriya Aftab ji... bahu bahut shukriya ab keya karey juban key sath sath kalem bhi chalti hai patherkar hu to kalem to chaleygi hi naa.. dard key marey hai to dard ki aah nikleygi hina... javab bhi bahut acha deya hai apney....
Yea dil ab Pyar Ishq or Mahubaat ke qaabil nahi raha
Jis dil pe naaz tha mujhe voh dil nahin raha
jindgi ko jo cahyeta tha vo khab na raha
dil mey tha jiska pyaar vo ashiyana bhi na raha
jiski ek ah-hat sey dil humara machal jata tha
ab to vo ehsaas bhi na raha
mahubat ki duhye ditey they hum jinko
ab to unaka koi thikana na raha
ek jiskey saye mey hum paltey they
ab to vo mehrbaan bhi na raha
dil esha tuta humara key
es dil mey kesi or key aney ka rah(rasta) na raha
NICE RANJANA....
tum ahugey phir ek bar kuch dil mey eysa khiyal hia
dundh phir ahi uth rahi kuch roshni aney lagi door
chidya uhd rahi koi karva hia ah rha
tum ahogye phir ek bar kuch dil mey eysa khiyal hai.
kaise ajeeb kasiah thee jo unhae pass le aayi
mehak bahri masti thee m jo maine unse paayi
beete na ab sune pal,un bin hai ham ghabra gaye
jab se juda hue hai woh, sitam ham per dha gaye
Wah Wah Wah Sonuji, Firse natraaj hua champin
Kya kahen aapki kalamko, jis tezi se chalti aapki zubaan
usse bi teez aapki kalaam... jawab suno. =D> =D> =D> =D>
mohabbat ka apna,silaa chaahiye
mujhe tum se bas kuch wafaa chaahiye
zara sii khushii ka pataa chaahiye
humein aur dunyaa se kyaa chaahiye
mere zindagii ko ye kyaa chahaiye?
na ho khatm jo,wo mazaa chaahiye?!
zamaane ne diin hain bahut thokarein
sanbhalne ko ab aasraa chaahiye
judaa, paas rehke, na honaa kahin
judaa hone ka,faaslaa nahi chaahiye
kabhii aake kar do muqammal ise!
ghazal ko merii qaafiyaa chaahiye