Kyun Yaad Aa Rahe Ho Itna Aaj

by deepika_divya on April 05, 2009, 02:31:43 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 8960 times)
deepika_divya
Guest
«Reply #30 on: April 16, 2009, 03:26:31 PM »
Reply with quote
bohat khoob sophi ji bohat dard likha hai aapne behtereen. behad khoobsoorat
 Applause Applause Applause

Thank U so Much Saurabh Ji
Logged
upyogkarta
Guest
«Reply #31 on: April 17, 2009, 07:50:43 AM »
Reply with quote
gud
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #32 on: April 17, 2009, 08:39:33 AM »
Reply with quote
Thanks !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #33 on: April 18, 2009, 09:10:15 AM »
Reply with quote
WOW very nice Lines Shihab!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #34 on: April 18, 2009, 09:24:28 AM »
Reply with quote
Aapne kaha aur hum kuch farmaye nahi

Kardenge  bayan Hum apne Dil-e- wafa ki dasta
Rahem karna mujhe mere Khuda, tujhe mohabbabt ka vasta
Seh lenge hum sanam pe pardne wale har Dard-e-sitam
Khuda khair kare, Na bade mere or sanam k Dilo ka fasla

Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #35 on: April 27, 2009, 09:06:41 AM »
Reply with quote
sweet one!

Ankho ko band karti hun tera chera nazar aata hai
Raat ki khamosiyon mea aksar tera khayal aata hai

Jab jab yea chand mujh par chandani barsata hai
Kya kahe sanam ,tab tum bin chain nahi aata hai

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: April 28, 2009, 08:19:11 AM »
Reply with quote
Shukariya Ji
Bada Pyaara Likha Hai
Aapne Bhi Keep It Up...


  Raat Raat Bhar Tamannae,n Raqsh Karti Hai
  Is Qadar Teri Yaadein Mujhme Ghast Karti Hai.

 Baitha Rehta Hun Phir Rashtey Par Palken Bichhaye
  Aur Aise Mein Intazar Ki Ghadiya Mast Karti Hai





Hay Kya Khoob Kaha Hai Majid Bhai, Bohat Achche,.

Har Line Mashallah Kamaal Ki hai,.

Yunhi Likhte Rehna
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: April 28, 2009, 08:25:44 AM »
Reply with quote

Bardh Jaati Hai Dharkane, Intezaar Jab Bhi Hota Hai,.
Kho Jaata Hoon Un Mein Main, Deedaar Jab Bhi Hota Hai,.

Zindagi Apni, Apni Nahi Lagti, Saasein Bhi Judaa Si Lagti Hain,.
Bhool Jaate Hain Khud Ko Hum, Ye Pyaar Jab Bhi Hota Hai,.

________________________________________-Azeem-



Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #38 on: April 28, 2009, 08:38:18 AM »
Reply with quote
Shukariya Ji
Bada Pyaara Likha Hai
Aapne Bhi Keep It Up...


  Raat Raat Bhar Tamannae,n Raqsh Karti Hai
  Is Qadar Teri Yaadein Mujhme Ghast Karti Hai.

 Baitha Rehta Hun Phir Rashtey Par Palken Bichhaye
  Aur Aise Mein Intazar Ki Ghadiya Mast Karti Hai





How sweet Majid.
bahoot acha likha hai Usual Smile

Tere Katir kar lenge intzaar saath janam tak.
Par root kar tujhe ak pal bhi nahi raha jata hai !!

Tere khushi ki katir nichavar kar dun khushi apni,
Par tera ak bhi ansoon mujhe saha nahi jata hai !!

~Divya~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: April 28, 2009, 08:47:37 AM »
Reply with quote
How sweet Majid.
bahoot acha likha hai Usual Smile

Tere Katir kar lenge intzaar saath janam tak.
Par root kar tujhe ak pal bhi nahi raha jata hai !!

Tere khushi ki katir nichavar kar dun khushi apni,
Par tera ak bhi ansoon mujhe saha nahi jata hai !!

~Divya~

Nice One Sophi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: April 28, 2009, 08:49:07 AM »
Reply with quote
Nawazish Bohat Bohat Shukariya Azeem Bhai.
Aapka Tahe Dil Se Shukar Guzar Hoon Ki Aapne
Apna Kimti Waqt Diya Bohat Bohat Shukariya..

ALLAH Pak Aapko Khush Rakhe Ameen...

Are Bhai Aap Jaise Keemti Doston Ke Aage, Waqt Ki Koi Ehmiyat Nahi Hoti,.

Yunhi Likhte Rahiye, May Allah Bless You Too,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #41 on: April 28, 2009, 08:49:46 AM »
Reply with quote

Bardh Jaati Hai Dharkane, Intezaar Jab Bhi Hota Hai,.
Kho Jaata Hoon Un Mein Main, Deedaar Jab Bhi Hota Hai,.

Zindagi Apni, Apni Nahi Lagti, Saasein Bhi Judaa Si Lagti Hain,.
Bhool Jaate Hain Khud Ko Hum, Ye Pyaar Jab Bhi Hota Hai,.

________________________________________-Azeem-





Very very Nice Azeem!

Ho jaye shaam , tho dhakanao mea ak halchal mach jata hai
Sanson ki bad jaati hai raftaar, jee mera machal jata hai

Aahat teri sun kar hi, mere man ko chain e karar aata hai
Jab hota hai deedar tumara, tab hamare dil ko Aithbaar aata hai

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: April 28, 2009, 08:55:59 AM »
Reply with quote
Ye Hui Na Baat Bohat Khoob Mere Bhai...
Pura Khumar Mein Dooba Hua Hai
Sahi Kaha Aapne YehPyaar Bhi Ajib Hota Hai.
Khair Keep It Up Bro...



Shukruiya Bhai Jo Hamaari Koshish Ko Saraaha Tumne,.
Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: April 28, 2009, 09:08:27 AM »
Reply with quote
Very very Nice Azeem!

Ho jaye shaam , tho dhakanao mea ak halchal mach jata hai
Sanson ki bad jaati hai raftaar, jee mera machal jata hai

Aahat teri sun kar hi, mere man ko chain e karar aata hai
Jab hota hai deedar tumara, tab hamare dil ko Aithbaar aata hai



Nice One Sophi,.

Dekar Apna Deedaar Hum, Tumhaare Dil KO Karaar Denge,.
Aaj Sehlo Judaai Ke Kante, Kal Hum Phoolon Ki Bahar Denge,.

Bhool Jaaogi Saare Gham, Itna Tumhe Hum Pyaar Denge,.
Bas Itna Kehdo Ke Mere Ho, Hum Zindagi Yunhi Guzaar Denge,.

_______________________________________-Azeem-
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #44 on: April 28, 2009, 09:16:39 AM »
Reply with quote
Nice One Sophi,.

Dekar Apna Deedaar Hum, Tumhaare Dil KO Karaar Denge,.
Aaj Sehlo Judaai Ke Kante, Kal Hum Phoolon Ki Bahar Denge,.

Bhool Jaaogi Saare Gham, Itna Tumhe Hum Pyaar Denge,.
Bas Itna Kehdo Ke Mere Ho, Hum Zindagi Yunhi Guzaar Denge,.

_______________________________________-Azeem-


Wow That realy beautiful Azeem

Keh tho deh Ki hum tume behad chahte hai,
Par kya kare sanam humari bhi majboori hai !!

Dil k kareeb tho aap hamesha hi rehte hai,
Par najane kyun lagti abhi bhi kuch doori hai !!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:34:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer