KYUuuuu???????

by poppoetry on June 07, 2009, 10:31:04 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12]
ReplyPrint
Author  (Read 7330 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #165 on: August 16, 2010, 03:17:40 PM »
Reply with quote
Jo seekha hai yahi se seekha hai....aap sabse hi seekha hai...bahut bahut shukriya......aur aapka toh jwaab hi nahi.....behaaaaaaaad khubsurat.....



Gunguna le uss lamhe ki kahani jo naam tere hai kiya
Har khushi ka,zindagi ka wo pal tumhe humne diya

Nibhayege jab talak, dil se nibhayege iss rishte ki reet ko
Kal jo maanga tha waada tumne, aaj wo tumse hai kiya

Chand ki chandni mein,raahe hai roshan hamari
Aur andheri raahon ko tumne chaand sa roshan kiya

Manzil par pahuchne ki khushi khoob hogi innaankhon mein
Tumse door jaane ka gham bhi hoga magar
Muskuraayege uss pal,uss hunar k saath jo tumne hai humko diya

Intza hai itni si,jo kho gaye apni duniya mein hum
Dosh na dena iss nadaan ko k bhula diya tumhe
Bas samajh jana,zindagi ka ek naya safar shuru kiya humne






 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Humesha Ki tarah Lajawaab!!!!!

Missing You Badly In Yoindia.. sad11 sad5 sad7
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #166 on: August 30, 2010, 02:46:02 PM »
Reply with quote
Jo seekha hai yahi se seekha hai....aap sabse hi seekha hai...bahut bahut shukriya......aur aapka toh jwaab hi nahi.....behaaaaaaaad khubsurat.....



Gunguna le uss lamhe ki kahani jo naam tere hai kiya
Har khushi ka,zindagi ka wo pal tumhe humne diya

Nibhayege jab talak, dil se nibhayege iss rishte ki reet ko
Kal jo maanga tha waada tumne, aaj wo tumse hai kiya

Chand ki chandni mein,raahe hai roshan hamari
Aur andheri raahon ko tumne chaand sa roshan kiya

Manzil par pahuchne ki khushi khoob hogi innaankhon mein
Tumse door jaane ka gham bhi hoga magar
Muskuraayege uss pal,uss hunar k saath jo tumne hai humko diya

Intza hai itni si,jo kho gaye apni duniya mein hum
Dosh na dena iss nadaan ko k bhula diya tumhe
Bas samajh jana,zindagi ka ek naya safar shuru kiya humne






Milne Ki Tadap yakeenan Iss Dil Ko Tadpaati hai
Mujhe Pata Hai, kahin Naa Kahin Tujhe Bhi Meri yaad Aati hai..

Ishq Karna Asaan Nahi,Yeh sach kehte Hai Log!!!
Ishq Karne Se Yeh Tadap Jaan pe Ban Aati hai...

Tujhse Milne Ki Umeed Mein Main Chala Tha Jis Safar Par
Naa Milne Par Aankhein Tere Deedar Ko Taras Jaati hai

Suuna Hai Dard-e-Judai bahut Dard Deti Hai
Par kambakth yahan Milne Ki Ghadi Bhi Kaha Nazar Aati Hai..

Main Jaanta Hoon Ishq mein Sirf Darddddd Hi Naseeb Hoga!!!
Par tujhse Milne ke baad Yeh Ehsaas To Rehta!!!!
Ke Teri Meethi yaadein humesha mere saath reh jaati hai...

"Khwaish" Jee Leta Uss Pal Ko jee Bhar kar!!!
Kya Pata Kal Ki Ghadi Kya Waqt Le Aati Hai...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #167 on: September 07, 2010, 04:02:49 PM »
Reply with quote
 sad11 sad7
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #168 on: September 11, 2010, 06:00:07 PM »
Reply with quote
Milne Ki Tadap yakeenan Iss Dil Ko Tadpaati hai
Mujhe Pata Hai, kahin Naa Kahin Tujhe Bhi Meri yaad Aati hai..

Ishq Karna Asaan Nahi,Yeh sach kehte Hai Log!!!
Ishq Karne Se Yeh Tadap Jaan pe Ban Aati hai...

Tujhse Milne Ki Umeed Mein Main Chala Tha Jis Safar Par
Naa Milne Par Aankhein Tere Deedar Ko Taras Jaati hai

Suuna Hai Dard-e-Judai bahut Dard Deti Hai
Par kambakth yahan Milne Ki Ghadi Bhi Kaha Nazar Aati Hai..

Main Jaanta Hoon Ishq mein Sirf Darddddd Hi Naseeb Hoga!!!
Par tujhse Milne ke baad Yeh Ehsaas To Rehta!!!!
Ke Teri Meethi yaadein humesha mere saath reh jaati hai...

"Khwaish" Jee Leta Uss Pal Ko jee Bhar kar!!!
Kya Pata Kal Ki Ghadi Kya Waqt Le Aati Hai...

kaafi waqt baad khola hai apne ye thread.......shukrana aapka


Khuch lamho ki kahani sun lo tum
Bheegi palkon ki zubaani sun lo tum

Ye behti fizaaye , bunde baarish ki aaye
Khuch gehre se ye baadal neel gagan par chhaye
Paani se behte waqt k saath door kahi hum hai nikal aaye

Tham sa gaya tha ye karwa jo chal rha tha barso se
Dene raftaar usse tum phir yha ho aaye

Sang rahege sda ye pal ek pyari yaad ban kar
Lafj hai yahi wo,jo abhi jehan mein aaye
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #169 on: December 28, 2012, 06:02:33 PM »
Reply with quote
sad11 sad7
kjwaish ji sad kyu hai...aage badhaiyee iss thread ko Jnaab
Logged
Mehrajankita. . .
Guest
«Reply #170 on: December 30, 2012, 05:49:44 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
 love4
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:34:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer