khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
«Reply #75 on: December 15, 2009, 06:09:56 PM » |
|
Dil mein rehte hai ek duje k phir bhi kyu hai doori darmiyaan Shayad khuch galatfehmiyon k shikaar hai dono
Paas hokar bhi hai wo paas nahi,door hokar bhi nahi hai door Na jaane kis duniya mein khoye hai dono
Ek duje k swaalon k jwaab jab jab na dena chaha 'Pata nahi'kehkar apne apne raasto par chal diye dono Sahi galat ki kashmakash mein ulajh kar reh gaye dono....
Bahut Bahut Khoob Pooja..
Yeh Dil Ko, Usse Mile Ka Kuch bahana Chaahe, Tere Shehar mein naa Jaane Kyon Aana-Jaana Chaahe...
Jaanta Hoon Asaan Nahi Hai Yeh sab!!! Par Iss Mein Dil ka Kya Kasoor!!! Yeh To Aag Behte Paani Mein Lagana Chaahe....
Kuch Bhi nahi Haasil Mohabaat Ke is Safar Mein!!! Par Dil Ki Aarzoo Ko Bas Ek Thikana Chaahe....
Hum Aa Bhi Jaate Aur Kareeb!!! Bas Milne Ka Ek Bahaana Chaahe....
Pata Nahi Aakhir Kyon Lafz keh nahi Paate Haal-e-Dil Apna!!! bas Yeh Aankhein Hai Paas Mere Jo bahut Kuch Bataana Chaahe....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #76 on: December 15, 2009, 06:29:58 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #77 on: December 17, 2009, 06:23:59 PM » |
|
Khwaish ji k saath ne hi iss thread mein char-chaand lagaaye hai... aur ab aap aa gayi hai toh is thread ki khoobsurati aur bhi badhegi koyal... Koshish ki hazaar na aaye daastaan duniya k saamne In nigahon ne magar sab byaan kar diya.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #78 on: December 17, 2009, 07:03:12 PM » |
|
Laakh koshish ki Nikhaar tune hum se chhupane ki Teri aankhon ne khol diya tere pyarr ka sab raaj Sakhi Ham-safar kise chuna hai tune Es raaj ka Ham-raaj hame bana leti.... Khwaish ji k saath ne hi iss thread mein char-chaand lagaaye hai... aur ab aap aa gayi hai toh is thread ki khoobsurati aur bhi badhegi koyal... Koshish ki hazaar na aaye daastaan duniya k saamne In nigahon ne magar sab byaan kar diya.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #79 on: December 17, 2009, 07:22:16 PM » |
|
Bahut achchhi mehfil jamai hai Nikhaar Ji aur Khwaish Ji, aap dono ne. Just wonderful and interesting.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #80 on: December 18, 2009, 03:52:04 PM » |
|
Bahut achchhi mehfil jamai hai Nikhaar Ji aur Khwaish Ji, aap dono ne. Just wonderful and interesting.
Khushi hui aapko pasand aaya....shukriya Rajesh ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #81 on: December 18, 2009, 03:57:23 PM » |
|
Laakh koshish ki Nikhaar tune hum se chhupane ki Teri aankhon ne khol diya tere pyarr ka sab raaj
Sakhi Ham-safar kise chuna hai tune Es raaj ka Ham-raaj hame bana leti....
Koyal ku ku karke geet madhur tum gaati ho Sabke dil k raaz jaan leti ho..... Apne dil k haal nahi btaati ho........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #82 on: December 18, 2009, 04:03:56 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #83 on: December 18, 2009, 04:18:23 PM » |
|
Bahut Bahut Khoob Pooja..
Yeh Dil Ko, Usse Mile Ka Kuch bahana Chaahe, Tere Shehar mein naa Jaane Kyon Aana-Jaana Chaahe...
Jaanta Hoon Asaan Nahi Hai Yeh sab!!! Par Iss Mein Dil ka Kya Kasoor!!! Yeh To Aag Behte Paani Mein Lagana Chaahe....
Kuch Bhi nahi Haasil Mohabaat Ke is Safar Mein!!! Par Dil Ki Aarzoo Ko Bas Ek Thikana Chaahe....
Hum Aa Bhi Jaate Aur Kareeb!!! Bas Milne Ka Ek Bahaana Chaahe....
Pata Nahi Aakhir Kyon Lafz keh nahi Paate Haal-e-Dil Apna!!! bas Yeh Aankhein Hai Paas Mere Jo bahut Kuch Bataana Chaahe....
Aapke saath dene ka hi asar hai....i hope ye reply pasand aaye... Dil ka panchi kabhi kabhi galat disha mein udta hai Aise mein insaan kabhi sambhalta hai kabhi girta hai
Jubaan ko lafj nahi milte ya lafjon ko jubaan nahi Dil ka aehsaas yu hi dil mein reh jata hai
Khuda se hai dua har khwaish ho teri poori Adhuri rehti khwaishon k sath insaan adhura reh jata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #84 on: December 23, 2009, 04:59:54 PM » |
|
Ye andaz bhi tumse hi sikha hai dear......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #85 on: December 24, 2009, 04:33:21 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #86 on: December 25, 2009, 03:25:14 PM » |
|
Kisi aur par aajmaate aur pitaayi khaate... Isliye socha kyu na tumse hi shuruaat kar dikhate....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #87 on: December 27, 2009, 07:49:44 PM » |
|
Kyuuuuuuuuuuuuu? ? Mujh se he pitne ka eraadaa hai tera Har baat chhupane ka achha tarika hai tera....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #88 on: January 16, 2010, 03:54:51 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|