KYUuuuu???????

by poppoetry on June 07, 2009, 10:31:04 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
ReplyPrint
Author  (Read 7256 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #90 on: January 17, 2010, 08:04:33 AM »
Reply with quote
Bahut Hi Khoob Likha Hai Khwaish ji.. Behad Khubsooarti Se Nikhar ji ki har baat ka Jawab diya Hai aapne..!!! Bahut Khoooooob.. Applause Applause

**~** Mann **~**

Bahut bahut Shukriya Mannji.. Usual Smile

Aapko Yahan Dekh Kar Acha Laga..
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #91 on: January 17, 2010, 08:11:49 AM »
Reply with quote
Wah kiya baat hai Khwaish ji,very touching and lovely creation,beautiful lines by Nikhaar ji,Koyal ji,excellent Hats off to you! Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #92 on: January 17, 2010, 08:19:19 AM »
Reply with quote
Wah kiya baat hai Khwaish ji,very touching and lovely creation,beautiful lines by Nikhaar ji,Koyal ji,excellent Hats off to you! Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Thankyou Soooooooo Much Madhu.. icon_flower

Thanks  A Lot For Appreciating!!! hello2
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #93 on: January 20, 2010, 01:23:49 PM »
Reply with quote
Wah kiya baat hai Khwaish ji,very touching and lovely creation,beautiful lines by Nikhaar ji,Koyal ji,excellent Hats off to you! Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
thanx a million madhu di......
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #94 on: January 20, 2010, 03:47:31 PM »
Reply with quote
Bahut Achi Soch Pooja..Bhaut Khoob Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch Yaadon ko Apne, Zehan Se Mita Kyon Nahi Dete
Ashko Ko Inn Aankhon se Baha Kyon Nahi Dete...

Gar Main Guneghaar Ho To Kuch Insaaf Kar!!!
Hairat hai Mujhe!! Aakhir Koi Saza Kyon Nahi Dete...

Jo Ehsaas Panap Rahe Hai Dil Mein Shayad Woh Mohabbat Hai!!!
Apne Hi Dil ko Yeh Baat Bata Kyooon Nahi Dete...

Tere Tasawuur Mein Naa Jaane KyoonGuumsuum Sa Ho Gaya Tha Main!!
Iss Beemar "Khwaish" Ko Koi Dawa Kyon Nahi Dete...

Kuch lafz Aise Bhi Hote Hai Jo Zubaan Par Utarna Chaahte Hai!!!
Par Naa Jaane Kyooon Unn Lafzo Ko Hum Awaaz Kyon Nahi Dete...

Naa Jaane Kyoooon?? Ab Haal-e-Dil Bayaan Karna Na-Mumkin Sa Ho Gaya Hai!!!
Kuch Raaz Ko Hum Dil mein Apne Vaapas Chupa Kyon Nahi Dete....

ankahe ,anjaane, ajnabi aehsaas dil mein hi rahe toh accha hai
dil k chippe raaz raz hi rahe toh accha hai

Aasaan hai khwaabon ki hassen duniya bsaana
Haqiqat ki kare jo baat toh ye rasta thoda kacha hai

Kyu du mai koi bhi saza tujhe
Mana Sach ko chipaya tune phir bhi lagta tu mujhe saccha hai

kyu khuch baatein hum khud se bhi kehne se darte hai
Iss kyu ka jwaab hum ek duje ko na hi de toh accha hai

Zazbaat aise dil k jo na jubaan par aate bane na dil mein rehte bane
In chipe zazbaaton ko chipa hi rehne de toh accha hai

Rishton ki khichi lakeeron mein qaid hai hum dono hi
Apne apne dayron mein rehna hi humare liye accha hai
[/size]
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #95 on: January 21, 2010, 10:57:24 AM »
Reply with quote
Thank you Madhu-di.....

Wah kiya baat hai Khwaish ji,very touching and lovely creation,beautiful lines by Nikhaar ji,Koyal ji,excellent Hats off to you! Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #96 on: January 21, 2010, 12:11:12 PM »
Reply with quote

ankahe ,anjaane, ajnabi aehsaas dil mein hi rahe toh accha hai
dil k chippe raaz raz hi rahe toh accha hai

Aasaan hai khwaabon ki hassen duniya bsaana
Haqiqat ki kare jo baat toh ye rasta thoda kacha hai

Kyu du mai koi bhi saza tujhe
Mana Sach ko chipaya tune phir bhi lagta tu mujhe saccha hai

kyu khuch baatein hum khud se bhi kehne se darte hai
Iss kyu ka jwaab hum ek duje ko na hi de toh accha hai

Zazbaat aise dil k jo na jubaan par aate bane na dil mein rehte bane
In chipe zazbaaton ko chipa hi rehne de toh accha hai

Rishton ki khichi lakeeron mein qaid hai hum dono hi
Apne apne dayron mein rehna hi humare liye accha hai
[/size]

Acha Hai ke Tujhse yeh baat jaan gaye Hum
Teri Har baat maan gaye hum!!!

khata meri Hi hogi jo main jaankar bhi Anjaan Banta Raha
Haan Aur Naa ke is khel mein ab Haar maan gaye Hum

Sach To yeh Bhi Hai ke Dil Toota Hai!!
Yeh to Hona Hi tha Isse Bhi Tera ek ehsaan maan Gaye Hum..

Rishto ki khichi lakeeron ke Faislo par main ab kya kahoon??
Jis Raah Par koi Manzil hi nahi,
waha naa chalna hi behtar yeh Jaan Gaye Hum

Par Sach kO Dil Mein Chupa Kar Rakhna Bhi To  Ek Jurm hai!!!
Yeh Jurm TO Kiya Hai Hum Dono Ne,Itna To jaan gaye Hum!!!

Ab Alwida Kahoon Yaha Saath rahoon,Kuch Pata Nahi!!!
"Khwaish" Rishto Mein Milte Hai Kuch Aise Bhi Inaam Maan Gaye Hum!!!

Logged
poppoetry
Guest
«Reply #97 on: January 26, 2010, 01:31:41 PM »

Jis gunaah k hone mein hi sabki khushi ho
uss gunah ki yha maafi hai
Itna khuch keh diya tune k khuch kehna apna ab na baaki hai

Saath rehne ya door jaane ki uljhan mein uljha hai jo dil tera
Iss uljhan ko rishton k dhaagon mein bunna hi kaafi hai

Kya sach ko chupana ab,lafjon ne lafjon ko talasha hi
Rishta bna hai inhi lafjon ka,
Iss rishte ko nibhane mein dil apna raaji hai

Kahe Khwaish ab dil ki,rishton ki ye baaji hai
Zra gaur se dekho "Khwaish" ye nayi subah kitni taazi hai
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #98 on: January 26, 2010, 01:40:48 PM »
Reply with quote
Wah bahut Bahut Khooooooob Pooja & Khwaish Ji.. Bahut Hi Khubsoorat Jugalbandi chal rahi Hai.. Yeh silsila Yunhi hi Jaari Rakhiyega.. Applause Applause

**~** Mann **~**
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #99 on: January 26, 2010, 02:08:37 PM »
Reply with quote

Jis gunaah k hone mein hi sabki khushi ho
uss gunah ki yha maafi hai
Itna khuch keh diya tune k khuch kehna apna ab na baaki hai

Saath rehne ya door jaane ki uljhan mein uljha hai jo dil tera
Iss uljhan ko rishton k dhaagon mein bunna hi kaafi hai

Kya sach ko chupana ab,lafjon ne lafjon ko talasha hi
Rishta bna hai inhi lafjon ka,
Iss rishte ko nibhane mein dil apna raaji hai

Kahe Khwaish ab dil ki,rishton ki ye baaji hai
Zra gaur se dekho "Khwaish" ye nayi subah kitni taazi hai

Woh Ho Saka Na Juda Mujhse Door jaakar Bhi,
"Khwaish" Muskurata Hai Yahan Sab kuch Gawaakar Bhi....

Khel Naa Kahoon To Kya Kahoon isse??
Paa Nahi Sakta main Tujhe Kabhi Paakar Bhi....

Koshishe Bahut Si ki Tujhe Bhool Jaane Ki,
Par Tu Har Soch mein Shaamil hai Mere,
Mila Hai Chain Kahan Mujhe,Tujhe Bhoolakar Bhi....

Main Yeh jaanta Hoon Duniya Ki nazar Mein main Guneghaar Hoon!!!
par Naa Samaj Paaya Yeh Dil,Lakh Samjhaakar Bhi....

"Khwaish" Ko Pata Hai iss Baat Ka,
Ke Iss Raah mein Sirf Dard Hi Haasil Hai!!
Par Deewana Hi Hai "Khwaish"!!
Chalna Chaahta hai Chot Khaakar Bhi....

Mujhe Tujhse Kuch Nahi Chahiye,
Bas Kuch Chahiye Bhi To, Sirf Pal Do pal Ka Saath!!!
"khwaish" Yeh Baat Dil se Kehta Hai!!!
Kabhi Dekh lena Isse Azmaakar Bhi....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #100 on: January 26, 2010, 02:17:57 PM »
Reply with quote
Wah bahut Bahut Khooooooob Pooja & Khwaish Ji.. Bahut Hi Khubsoorat Jugalbandi chal rahi Hai.. Yeh silsila Yunhi hi Jaari Rakhiyega.. Applause Applause

**~** Mann **~**

Bahut bahut Shukriya Mannji..

Umeed Hai Yeh Silsila Yuhi Jaari rahega..

Aapka Teh Dil se shukriya jo aapne Apna Waqt Diya.. Usual Smile
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #101 on: February 07, 2010, 02:10:07 PM »
Reply with quote
Woh Ho Saka Na Juda Mujhse Door jaakar Bhi,
"Khwaish" Muskurata Hai Yahan Sab kuch Gawaakar Bhi....

Khel Naa Kahoon To Kya Kahoon isse??
Paa Nahi Sakta main Tujhe Kabhi Paakar Bhi....

Koshishe Bahut Si ki Tujhe Bhool Jaane Ki,
Par Tu Har Soch mein Shaamil hai Mere,
Mila Hia Chain Kahan Mujhe,Tujhe Bhoolakar Bhi....

Main Yeh jaanta Hoon Duniya Ki nazar Mein main Guneghaar Hoon!!!
par Naa Samaj Paaya Yeh Dil,Lakh Samjhaakar Bhi....

"Khwaish" Ko Pata Hai iss Baat Ka,
Ke Iss Raah mein Sirf Dard Hi Haasil Hai!!
Par Deewana Hi Hai "Khwaish"!!
Chalna Chaahta hai Chot Khaakar Bhi....

Mujhe Tujhse Kuch Nahi Chahiye,
Bas Kuch Chahiye Bhi To, Sirf Pal Do pal Ka Saath!!!
"khwaish" Yeh Baat Dil se Kehta Hai!!!
Kabhi Dekh lena Isse Azmaakar Bhi....

Lajwaab khwaish ji.....

Raaste juda juda hai tere mere
kin shabdon mein dhalu dil k jajbaaton ko
Dil juda ,phir bhi na juda tere mere

Zindagi mein bani ajab ye kahani,dono
ki aankho mein hai ek sa hi paani
Na ban k bhi banne kisse tere mere

Tere har gham se takleef hoti hai humko
Na jaane kya hai darmiyaan tere mere

Aajmaana ye kaisa,kyu kha tumne aisa
Ye pal hi toh hai sang tere mere

"khwaish"ki khwaish ko samjhe kaise hum jaane
Khamoshi ka karwa chale jo sang tere mere

Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #102 on: February 08, 2010, 09:39:28 AM »
Reply with quote
Kya kahoo Nikhaar tera ye thread din-b din neekhaarta jaa raha hai........
Theek usi tarah se jaise tere likhne ka andaaj sawartajaa raha hai........
Rab se kahoo meri sakhee ko de wo shakti k vo likhti rahe es-se bhee achchha aur hum daad dete rahain.... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

KYUuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu.....Sahi hai naa POOJA-DI.....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #103 on: February 08, 2010, 11:24:36 AM »
Reply with quote
Lajwaab khwaish ji.....

Raaste juda juda hai tere mere
kin shabdon mein dhalu dil k jajbaaton ko
Dil juda ,phir bhi na juda tere mere

Zindagi mein bani ajab ye kahani,dono
ki aankho mein hai ek sa hi paani
Na ban k bhi banne kisse tere mere

Tere har gham se takleef hoti hai humko
Na jaane kya hai darmiyaan tere mere

Aajmaana ye kaisa,kyu kha tumne aisa
Ye pal hi toh hai sang tere mere

"khwaish"ki khwaish ko samjhe kaise hum jaane
Khamoshi ka karwa chale jo sang tere mere

Wah Wah Wah!!!!

Bahut bahut Khooooob Pooja..bhaut Hi Khoobsurat Ehsaas!!!

Har Lafz,Har sher Lajaawab!!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Inn Lafzon mein kuch Aisi Mehak Ho
ke Inn Lafzo Mein Tujhe Meri Awaaz Bhi Sunaai de..

Tu Saamne Kabhi Na Aa Sake, Naa Sahi!!!
Par Phir Bhi tu Mujhe Har jagah,har soo Dikai de...

Hum Na Mil sake Kabhi, na Hi Bichad Sake!!!
kabhi Aise Bhi mujhse Mil,Chaahe Uske baad mujhe Dard-E-Judai De...

Tere Khayal Se Kyon Khil utha Yeh Chehra Mera!!!
Puchta Hoon kabhi main khud Se,
Aisi bhi Kya Chaahat Jo chhere par Sab ko dikhai de...

Maana Humne Bhi Ke Asaan nahi hai Yeh Dard Ko Sehna!!!
Par zaroori nahi ke sheesha toote Aur sab ko Sunai de...

Kabhi AaKar Iss hayaat-E-dard Ko mitha De...
Kuch Aisa Ho Ke "Khwaish" Tujhe Zindagi Bhar Duhai De....

Logged
Nady
Guest
«Reply #104 on: February 08, 2010, 12:00:01 PM »
Reply with quote
Tooooo Good Poojaji and Khwaishji.

Both r Superb.... kaam k beech mein shayeri padh raha tha, aur isi mein kho gaya..... lajawaab.... !!
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 05:49:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer