Laaibaa huN maiN,................

by laaiba on November 12, 2013, 05:57:41 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1177 times)
laaiba
Guest
Reply with quote

 bohat din pehle sir saini jee ne 'laaibaa' word use kar ke aik ghazal share ki thee ,aaj uss ghazal ka aik chota sa reply sir ki ijazat se share kar rahee hun q ke chahne ke bawjood limited time mein main isse ghazal nahi kar paayi,.,our iske baad shayed aik lambe arse tak aap ke samne na aa payoon ,
dua hai ke yo per yunhee ache ache log rahen our acha achaa likhte rahen,...allah hafez

urvashi hun na mainkaa huN main
ik pareeroo see laaibaa huN main

aqs sab hee jahaan men meraa
panee pe tehraa aayinaa huN main

koi mujh koh na aaj tak samjhaa
hus.n kaa ek falsafaa huN main

yun to laakhon haseeN yahan lekin
haaN magar sab se hi judaa huN main
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #1 on: November 12, 2013, 06:05:02 PM »
Reply with quote
ofcourse tum sabse judaa ho naam se naheen tum man se bhee Laaibaa ho mujhe tumne jo izzat dee vo mere hameshaa saath rahegee jiskaa mujhe fakhr rahegaa khush rahnaa aage badhnaa aur haan chalte -chalte ek rau GOD BLESS U
Logged
vb
Guest
«Reply #2 on: November 12, 2013, 06:07:53 PM »
Reply with quote
Applause
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #3 on: November 12, 2013, 06:08:34 PM »
Reply with quote

aqs sab hee jahaan men meraa
panee pe tehraa aayinaa huN main

is ashaar per RAU dena banta hai

bohut hi umda kalaam ba hasiyat e jawaab diya hai

koi mujh koh na aaj tak samjhaa
hus.n kaa ek falsafaa huN main

bohut khush rahi ..likhte rahiye .

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Usual Smile  Thumbs UP
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #4 on: November 12, 2013, 06:27:23 PM »
Reply with quote
Apne aandaaz ko bakhubi beyaan kiya apne,
Waah waah waah waah
 Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: November 12, 2013, 06:53:29 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Laaiba ji . Achhe ashaar se nawaza hai . Ghazal Saini saheb ki ghazal ka jawaab hai ya nahin main nahin kah sakta . Lekin mujhe yaad hai ki yeh ghazal parh kar main pahle chaunka thha kyuunki mujhe khud lafz 'Laaiba ' ka matlab nahin maloom thha . Ittefaqan saini bhai ka phone bhi aaya aur unhon ne matlab bataya. Bahut khubsurat istemaal kiya thha is lafz ka . Aap ne bhi pareeroo lafz ka khub istemaal kiya hai . Achhe ashaar k liye aap ko phir mubarakbaad . Yunhi khub se khubtar likhti rahye . Allah aapko nawaaze.
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #6 on: November 12, 2013, 07:00:15 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob Laiiba jee....beshak aap dur ja rahi hai par hamari duayein aapke sath rahengi, likhte rahein or dur rahne ka jo ye waqt hai ye jaldi kat jaye taki ham fir se aapki khoobsurat Ghazlein padh sakein...
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: November 12, 2013, 07:07:47 PM »
Reply with quote
Bahut badhiya Laaiba jee
duaayen..khush rahiye
Logged
khujli
Guest
«Reply #8 on: November 12, 2013, 07:34:45 PM »
Reply with quote

 bohat din pehle sir saini jee ne 'laaibaa' word use kar ke aik ghazal share ki thee ,aaj uss ghazal ka aik chota sa reply sir ki ijazat se share kar rahee hun q ke chahne ke bawjood limited time mein main isse ghazal nahi kar paayi,.,our iske baad shayed aik lambe arse tak aap ke samne na aa payoon ,
dua hai ke yo per yunhee ache ache log rahen our acha achaa likhte rahen,...allah hafez

urvashi hun na mainkaa huN main
ik pareeroo see laaibaa huN main

aqs sab hee jahaan men meraa
panee pe tehraa aayinaa huN main

koi mujh koh na aaj tak samjhaa
hus.n kaa ek falsafaa huN main

yun to laakhon haseeN yahan lekin
haaN magar sab se hi judaa huN main

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

boss!!!!!!!!!! all the best. we will miss U
Logged
aqsh
Guest
«Reply #9 on: November 12, 2013, 08:07:32 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut khooooooooob laaiba ji... Allah tumhe apne hifz o amaan mein rakhe..Aameen... jaldi laut kar aana.. intezar rahega..
Logged
Risk
Guest
«Reply #10 on: November 12, 2013, 08:12:07 PM »
Reply with quote

 bohat din pehle sir saini jee ne 'laaibaa' word use kar ke aik ghazal share ki thee ,aaj uss ghazal ka aik chota sa reply sir ki ijazat se share kar rahee hun q ke chahne ke bawjood limited time mein main isse ghazal nahi kar paayi,.,our iske baad shayed aik lambe arse tak aap ke samne na aa payoon ,
dua hai ke yo per yunhee ache ache log rahen our acha achaa likhte rahen,...allah hafez

urvashi hun na mainkaa huN main
ik pareeroo see laaibaa huN main

aqs sab hee jahaan men meraa
panee pe tehraa aayinaa huN main

koi mujh koh na aaj tak samjhaa
hus.n kaa ek falsafaa huN main

yun to laakhon haseeN yahan lekin
haaN magar sab se hi judaa huN main

wah wah
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013

View Profile WWW
«Reply #11 on: November 12, 2013, 08:12:35 PM »
Reply with quote
urvashi hun na mainkaa huN main
ik pareeroo see laaibaa huN main

Wah.Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Laaibaa ji,Bahut sunder.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #12 on: November 12, 2013, 11:40:25 PM »
Reply with quote

 bohat din pehle sir saini jee ne 'laaibaa' word use kar ke aik ghazal share ki thee ,aaj uss ghazal ka aik chota sa reply sir ki ijazat se share kar rahee hun q ke chahne ke bawjood limited time mein main isse ghazal nahi kar paayi,.,our iske baad shayed aik lambe arse tak aap ke samne na aa payoon ,
dua hai ke yo per yunhee ache ache log rahen our acha achaa likhte rahen,...allah hafez

urvashi hun na mainkaa huN main
ik pareeroo see laaibaa huN main

aqs sab hee jahaan men meraa
panee pe tehraa aayinaa huN main

koi mujh koh na aaj tak samjhaa
hus.n kaa ek falsafaa huN main

yun to laakhon haseeN yahan lekin
haaN magar sab se hi judaa huN main

bahot khoob likha hai aapne aur dr saini ji ko jo aapne izzat bakhshi hai wo aap ne ham sab ko di hai . aap jis wajah kar bhi taweel waqt ke liye ye mehfil chhor rahi.n hain meri doa hai ALLAH JALLESHANAHU aap ko kaamyaabi aur mussarrat ata'a kare.amin aur umeed hai aap jald hi apne kaam se faarig ho kar wapas aayein gi

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #13 on: November 13, 2013, 12:14:35 AM »
Reply with quote

 bohat din pehle sir saini jee ne 'laaibaa' word use kar ke aik ghazal share ki thee ,aaj uss ghazal ka aik chota sa reply sir ki ijazat se share kar rahee hun q ke chahne ke bawjood limited time mein main isse ghazal nahi kar paayi,.,our iske baad shayed aik lambe arse tak aap ke samne na aa payoon ,
dua hai ke yo per yunhee ache ache log rahen our acha achaa likhte rahen,...allah hafez

urvashi hun na mainkaa huN main
ik pareeroo see laaibaa huN main

aqs sab hee jahaan men meraa
panee pe tehraa aayinaa huN main

koi mujh koh na aaj tak samjhaa
hus.n kaa ek falsafaa huN main

yun to laakhon haseeN yahan lekin
haaN magar sab se hi judaa huN main

aqs sab hee jahaan men meraa
panee pe tehraa aayinaa huN main

koi mujh koh na aaj tak samjhaa
hus.n kaa ek falsafaa huN main

Waah Waah Waah Waah........Bahut Bahut Khoooob  Laaiba Jiii...

Humesha Ki Tarah Umda Bayaani, Umda Peshkash...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #14 on: November 13, 2013, 12:15:59 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:05:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer