MAA KE PAAS CHALTE HAIN............................QADEER TOOPCHI....

by mamta bajpai on August 27, 2010, 08:44:29 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1665 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
AAJ MAI AAP KO QADEER SAAHEB KE US KHOOBSOORAT KALAAM SE ROOBAROO KARAA RAHI HOON JISE MAI NE PICHLE DINO QADEER SAAHEB KEE PURSOZ AAWAAZ ME BBC REDIO PAR SUNA.MAI APNE KO KHUSHNASEEB SAMAJHTI HOON JO MUJHE UNKA YE KALAAM UNKEE AAWAAZ ME SUN-NE KO MILA.PESH-E-KHIDMAT HAI UNKEE YE BEHTAREEN GAZAL......


DIN KE HUM UJAALON ME CHUP CHUPA KE RO LENGE
RAAT KE ANDHERON ME DIL JALA KE RO LENGE

MEHFILON ME AAYE HO SAARE GHAM BHULAA DAALO
AAP HUM AKELE ME KAH SUNA KE RO LENGE

JAL RAHE HAIN JO TERI YAAD KE DIYE AB TAK
AAO SAATH ME MIL KAR SAB BUJHA KE RO LENGE

RO KE TUNE JO LIKHE PARH KE JIN KO MAI ROYAA
AAO KEH WOH KHAT SAARE HUM JALA KE RO LENGE

AB TALAK JO RAAZ APNE DIL ME RAKH KE ROYE HAIN
AAJ UNKE AAGE HUM SAB BATAA KE RO LENGE

AYE QADEER GAR TUJHKO GARDISHON NE GHERA HAI
MAA KE PAAS CHALTE HAIN SAR JHUKA KE RO LENGE

QADEER TOOPCHI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Achha toh Hum chalte hain... by VIPAL in Chit - Chat & General Discussion
CHALTE HAIN by sajid_ghayel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Chal Chalte Hain Uss Par Sanam... by anjaansaya in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hum apne saath lutf-e-zindagani le ke chalte hain. by Dr. Naim Sahil in Shairi - E - Zindagi
ulti chaal chalte hain ye ishq wale.......... by monamithiya in Other Languages
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: August 27, 2010, 08:59:13 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Qadeer Bhai Ki Baat Hi Niraali Hai..

Vakaai mamta Ji Aap Khushnaseeb hai jo aapne unki awaaz mein yeh ghazal suuni,

Bahut Bahut bahut Shukriya aapka jo aapne yeh ghazal Hum sab mein share ki..

Aur Qadeer Bhai, Huemsha Ki tarah lajawaab Hats off to you!
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #2 on: August 27, 2010, 09:09:51 AM »
Reply with quote
shukriya Khwaish jee!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: August 27, 2010, 08:03:26 PM »
Reply with quote
Mamtaa Jee aadaab!

Aap waqai khushnaseeb hai jo aapne Qadeer sahab ki pursoze, pur asar, purnoor aur dilkash Awaaz meiN yeh Gazal suni... Usual Smile

Humne yeh Gazal pahele bhi padhi thi kahiN... tab bhi bahut umdaa lagi thi aur aaj bhi... Kafi gehrai hai is gazal ke har sher meiN... Hum bus Waah kar sakte hai.. Is gazal ki tarif karna humare bus ki baat nahi hai....

thanks for sharing.... Usual Smile           

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: August 31, 2010, 02:21:40 AM »
Reply with quote
Nice sharing Mamta Ji
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #5 on: August 31, 2010, 07:16:21 AM »
Reply with quote
YAQEENAN PARVEZ JEE QADEER SAAHEB KEE GAZALON KEE TARAH UNKEE ADAAYAGEE BHEE BAHUT KHAAS MUKAAM RAKHTEE HAI.AAP NE SHERING SE LUTFANDOH HUE . HUME KHUSHEE HUI.......SHUKRIYA........
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #6 on: August 31, 2010, 07:17:18 AM »
Reply with quote
THANKS RAJESHJEE!
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #7 on: August 31, 2010, 07:26:43 AM »
Reply with quote
Badi shaandaar Gazal.....dil se shukriya Mamta-di for sharing.... Clapping Smiley
Ab kabhi aapko pehle se pata chal jaaye ki...unka progamme hai tou Yo par batta dijiyega taki sab uss ka luft utha sakein.... icon_flower icon_flower icon_flower



AAJ MAI AAP KO QADEER SAAHEB KE US KHOOBSOORAT KALAAM SE ROOBAROO KARAA RAHI HOON JISE MAI NE PICHLE DINO QADEER SAAHEB KEE PURSOZ AAWAAZ ME BBC REDIO PAR SUNA.MAI APNE KO KHUSHNASEEB SAMAJHTI HOON JO MUJHE UNKA YE KALAAM UNKEE AAWAAZ ME SUN-NE KO MILA.PESH-E-KHIDMAT HAI UNKEE YE BEHTAREEN GAZAL......


DIN KE HUM UJAALON ME CHUP CHUPA KE RO LENGE
RAAT KE ANDHERON ME DIL JALA KE RO LENGE

MEHFILON ME AAYE HO SAARE GHAM BHULAA DAALO
AAP HUM AKELE ME KAH SUNA KE RO LENGE

JAL RAHE HAIN JO TERI YAAD KE DIYE AB TAK
AAO SAATH ME MIL KAR SAB BUJHA KE RO LENGE

RO KE TUNE JO LIKHE PARH KE JIN KO MAI ROYAA
AAO KEH WOH KHAT SAARE HUM JALA KE RO LENGE

AB TALAK JO RAAZ APNE DIL ME RAKH KE ROYE HAIN
AAJ UNKE AAGE HUM SAB BATAA KE RO LENGE

AYE QADEER GAR TUJHKO GARDISHON NE GHERA HAI
MAA KE PAAS CHALTE HAIN SAR JHUKA KE RO LENGE

QADEER TOOPCHI
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: June 13, 2011, 06:45:23 AM »
Reply with quote
Wah wah ,kya pyari ghazal hai.Aaj padhne ka ittefaq hua.Maza Aagaya.Khaas taur se 4th sher aur maqta.Qadeer saheb ke liye dil se daad nikalti hai ...aur Mamtaji ke liye alfaz e tashakkur.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #9 on: June 19, 2011, 08:24:45 AM »
Reply with quote
AAJ MAI AAP KO QADEER SAAHEB KE US KHOOBSOORAT KALAAM SE ROOBAROO KARAA RAHI HOON JISE MAI NE PICHLE DINO QADEER SAAHEB KEE PURSOZ AAWAAZ ME BBC REDIO PAR SUNA.MAI APNE KO KHUSHNASEEB SAMAJHTI HOON JO MUJHE UNKA YE KALAAM UNKEE AAWAAZ ME SUN-NE KO MILA.PESH-E-KHIDMAT HAI UNKEE YE BEHTAREEN GAZAL......


DIN KE HUM UJAALON ME CHUP CHUPA KE RO LENGE
RAAT KE ANDHERON ME DIL JALA KE RO LENGE

MEHFILON ME AAYE HO SAARE GHAM BHULAA DAALO
AAP HUM AKELE ME KAH SUNA KE RO LENGE

JAL RAHE HAIN JO TERI YAAD KE DIYE AB TAK
AAO SAATH ME MIL KAR SAB BUJHA KE RO LENGE

RO KE TUNE JO LIKHE PARH KE JIN KO MAI ROYAA
AAO KEH WOH KHAT SAARE HUM JALA KE RO LENGE

AB TALAK JO RAAZ APNE DIL ME RAKH KE ROYE HAIN
AAJ UNKE AAGE HUM SAB BATAA KE RO LENGE

AYE QADEER GAR TUJHKO GARDISHON NE GHERA HAI
MAA KE PAAS CHALTE HAIN SAR JHUKA KE RO LENGE

QADEER TOOPCHI


MB AAPKA BHAUT BAHUT SHUKRIA JA AAPNE KHULE DIL SE QADEER SB GI GHAZAL HUM TAK PAHUCHAAI.

   BAHUT KHOOBSURAT ANDAAZ AUR BAHUT PYAARI GHAZAL QADEER SB.


           

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:52:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer