Mazaar.......Sahal.

by sahal on July 31, 2013, 03:33:34 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 3386 times)
sbechain
Guest
«Reply #15 on: August 01, 2013, 06:08:35 AM »
Reply with quote

             Mazaar.......Sahal.

Aker wo meri mazaar pe khud ko uljha ke roye,
Yaad karke apni bewafaein aankhein sujha ke roye.
nahin ji wajh wo nahin thi. wo swiss bank ka paas word kahin gumm ho gayatha jo tum ne diya tha wahi yaad kar ke ro rahi thi ki ab kaise pata chale ga Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
[/color]
Bichaye the kaante ulfat ki raahon mein jisne ,
 Aaj wohi hum per phool chadha ke roye.

duniya daari hai logo.n ko dikhaane ke liye ye to karna hi padega warna duniya kya kahti ki main kaisi churail hoon Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Jalte rahe chiraagh intezaar mein jiske,
 Aaj wohi sare chiraagh bujha ke roye.

haan ji bujhaane ki wajha bhi hai ab kaun roz roz inmein tel daale aur jalaata rahe isliye in chiraago.n ko main ne bujha diya. jab tum bujh gaye to inko jalaa kar kya faayda Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Mayesar na ho saki zulfon mein jiski neend,
 Aaj wohi hum per apne geysu bichha ke roye.

nahin ji main just nahaa kar aai thi to zulfo.n ko sukhaane ke liye main nein unhein bichha diya tha aur kya Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Rona jin ka abhi tak thamne mein na aya “sahal”,
 Jaatey hue hamein wo kitna samjha ke roye.


ro isliye rahi hoon ki tum to gaye daulat bhi chali gai tumhaari bewakoofi se. kitna samjhaya tha mere alawa kisi aur ko power of attorney mat dena per uss bhootni ne mere ghaybaane mein kya jaadoo kiya ki buss.
main aqsh se tumhaari shikaayat zaroor karoon gi
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
[/color][/font][/size][/b]



                soye the bade aaraam se odhe kafan mazaar mein!
                yahaan bhi sataane aa gaye kisne pataa bataa diya!!

                    (N.M)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mazaar by yasir_sensitive in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Mazaar par mere... by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mazaar Pe Aana Mere... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
mazaar.........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Mazaar (by vb) by vb in Miscellaneous Shayri
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #16 on: August 01, 2013, 06:44:20 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
  bahut khubsurat , sahal ji.
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #17 on: August 01, 2013, 11:09:41 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
aqsh
Guest
«Reply #18 on: August 01, 2013, 01:28:13 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP
waaaaaaaaaah sahal kya khooooooooob kalam se nawaza hai tumne. sabhi ashaaaaar ek se badhkar ek hai. bahut bahut pasand aayi mujhe tumhari yeh kalaaam. is khoobsurat peshkash par mere dil se dee gayi hazaron daad ko qubool karo...

Jalte rahe chiraagh intezaar mein jiske,
 Aaj wohi sare chiraagh bujha ke roye.

Mayesar na ho saki zulfon mein jiski neend,
 Aaj wohi hum per apne geysu bichha ke roye.

yeh do sher toh wallah kamaal hai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #19 on: August 01, 2013, 01:38:27 PM »
Reply with quote
Jalte rahe chiraagh intezaar mein jiske,
 Aaj wohi sare chiraagh bujha ke roye

just beautiful sahal jee
Thankyou ! MKV ji.
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #20 on: August 01, 2013, 01:43:35 PM »
Reply with quote


                soye the bade aaraam se odhe kafan mazaar mein!
                yahaan bhi sataane aa gaye kisne pataa bataa diya!!

                    (N.M)


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard  Laughing hard Laughing hard

aap ki baaton pe bohut hasi aa rahi hai mujhe sheba ji..

swiss bank ke a/c ka password maine jaan bujh ke nai bataya apko,us lene apko bhi yaha ana padega NaNaNa NaNaNa

array zulfhein sukhane kabaristan mein kyun aayega koi ,,mujhe to aap per bhi doubt hora hai.

Aqsh ji ko kyun batayenge shikayat,kahin mere marne ke peeche unka haath to nahi hai  Embarrased Embarrased

Thankyou !
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #21 on: August 01, 2013, 01:44:10 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause
  bahut khubsurat , sahal ji.
Thankyou ! hasan sahab.
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #22 on: August 01, 2013, 01:50:26 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP
waaaaaaaaaah sahal kya khooooooooob kalam se nawaza hai tumne. sabhi ashaaaaar ek se badhkar ek hai. bahut bahut pasand aayi mujhe tumhari yeh kalaaam. is khoobsurat peshkash par mere dil se dee gayi hazaron daad ko qubool karo...

Jalte rahe chiraagh intezaar mein jiske,
 Aaj wohi sare chiraagh bujha ke roye.

Mayesar na ho saki zulfon mein jiski neend,
 Aaj wohi hum per apne geysu bichha ke roye.

yeh do sher toh wallah kamaal hai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Thankyou ! Aqsh ji ,,bohut shukriya waqt deke padhne ka
APKI DILI MUBARAKBAAD DIL SE QUBOOL KI GAI HAI,
Logged
aqsh
Guest
«Reply #23 on: August 01, 2013, 03:44:14 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard  Laughing hard Laughing hard

aap ki baaton pe bohut hasi aa rahi hai mujhe sheba ji..

swiss bank ke a/c ka password maine jaan bujh ke nai bataya apko,us lene apko bhi yaha ana padega NaNaNa NaNaNa

array zulfhein sukhane kabaristan mein kyun aayega koi ,,mujhe to aap per bhi doubt hora hai.

Aqsh ji ko kyun batayenge shikayat,kahin mere marne ke peeche unka haath to nahi hai  Embarrased Embarrased

Thankyou !
ufff sahal tumhe raaz ka pata chal gaya. Are haan sheba ji ki shikayat par toh maine tumhara qatl kiya tha. Aur ab dekho tumhari ruhaani bhatakti aatma bankar ghazalein suna rahi hai. Raaz film isi qisse se toh inspired hai  Laughing hard Laughing hard
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #24 on: August 01, 2013, 04:12:04 PM »
Reply with quote
ufff sahal tumhe raaz ka pata chal gaya. Are haan sheba ji ki shikayat par toh maine tumhara qatl kiya tha. Aur ab dekho tumhari ruhaani bhatakti aatma bankar ghazalein suna rahi hai. Raaz film isi qisse se toh inspired hai  Laughing hard Laughing hard

HA RAAZ BHI PATA CHAL GAYA,
HUMRAAZ BHI PATA CHAL GAYA. AAP DONO NE MILKE MERA QATL-E-KHAAS KIYA,AB APLOGON KO MAIN NAHI CHHODUNGA, APKI HAR GHAZAL ME MERA AMAL DAKHAL HOGA,CHAIN SE NAHI RAHOGE AAP DONO AB,

AP LOGON KO AB JAIL MEIN CHAKKI FRESH ATA PEESING N PEESING N PEESING. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
APKO NAHI PATA JAB EK AASHIQ MARTA HAI TO TARHA TARHA KI MUSIBATEIN AATI HAI,

SHEBA= KAISI MUSIBATEIN AAINGI.

AQSH= DANDRUFF,BIRD FLU,CHIKUN GUNIYA [CHHODO DUNIYA].

AP LOG ULTI GINTI GINNA SHURU KARDO ,U TIME STARTS NOW.

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #25 on: August 01, 2013, 05:59:31 PM »
Reply with quote
soooo amazing lines
fantastic....

Thankyou ! jennifer
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #26 on: August 01, 2013, 06:05:31 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Thankyou ! nandbahu
Logged
aqsh
Guest
«Reply #27 on: August 01, 2013, 06:18:08 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
sahal tumhare dhamkiyon se nahi darte hum log. Yahan ruhaani se peecha chhudane wale bahut hai. Tum befikr raho meri jaan. Tumhe bhi is dard se nijaat dila denge.
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #28 on: August 01, 2013, 06:25:24 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
sahal tumhare dhamkiyon se nahi darte hum log. Yahan ruhaani se peecha chhudane wale bahut hai. Tum befikr raho meri jaan. Tumhe bhi is dard se nijaat dila denge.


hum dhamkiyaan nahi dete faisle sunate hain jaani,

ruhaani se pichha chhudane wale baba aj kal pakhandi hote hain.

aray meri jaan, meri jaan bolke ,meri jaan hi nikali dono ne
aur kya chahiye.

uper to chain se jeene nahi diye mazaar mein to kam se kam chain se jeene do, yaha bhi chale aye ,,kisne pata bata diya.
 
us khajoor ko main bhi dhoond raha hun.

Logged
aqsh
Guest
«Reply #29 on: August 01, 2013, 06:34:07 PM »
Reply with quote

hum dhamkiyaan nahi dete faisle sunate hain jaani,

ruhaani se pichha chhudane wale baba aj kal pakhandi hote hain.

aray meri jaan, meri jaan bolke ,meri jaan hi nikali dono ne
aur kya chahiye.

uper to chain se jeene nahi diye mazaar mein to kam se kam chain se jeene do, yaha bhi chale aye ,,kisne pata bata diya.
 
us khajoor ko main bhi dhoond raha hun.




Tumhe imagine karo toh woh gaana yaad aa raha hai. Gumnaam hai koi. Laughing hard Laughing hard  meri jaan nahi bolte toh tum kahan apni jaan dete. Isiliye abhi bhi meri jaan hi kahenge.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:09:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer