"Mere Mehmaa.N" <PWFS)

by pankajwfs on February 18, 2012, 07:53:32 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 728 times)
pankajwfs
Guest
Reply with quote

Muntazar thi jo mom si ankheN, unke patthar hone ke baad aae haiN.
Khazaana-e-isq tha jis me us dil ke lut jaane ke baad aae haiN.

Chale they jo saath un rahoN pe GulistaaN-e-Muhabaat me kabhi.
Khija.N-e-muhabaat me puchne haal mera Kante Chubhane ke baad aae haiN.

Parwaane the hum jis shamma.N ke uski lau ki jumbish ye hui.
Ban ne hum-aashna mere Wo Khana-e-dil jalaane ke baad aae haiN.

Mausam-e-bahaar tha jin nigahon me ulfat-e-jaana ke liye tab.
Manzar-e-barsat ka luft lene Ab un nigahoN ko rulaane ke baad aae haiN.

Rawayaaton se jamaane ki mere mehboob ki fitrat hui kuch aisi.
Manane apni jafa ka jasn wo hume wafa me haraane ke baad aae haiN.

Koun kehta hai ki bahut sangdil hain mere sanam, mere yaar.
Bazm me Unki mujh tak Jam-e-gam ke paimaane paimaano ke baad aae haiN.  

Sab-e-gam ki sehar ka ab to hua jaata hai intezaar bhi khatm.
khwaab unke dene dastak meri kabrr pe, mujhe sulaane ke baad aae haiN.

(PWFS - 18/02/2012)

Logged
khujli
Guest
«Reply #1 on: February 18, 2012, 10:47:55 AM »

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #2 on: February 18, 2012, 11:18:43 AM »
Reply with quote
bahut bahut sukriya Qalb ji  icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #3 on: February 18, 2012, 11:35:46 AM »
Reply with quote
Bahut sunder ehsaas pankaj ji badhaai ho
Logged
EpicLover
Guest
«Reply #4 on: February 18, 2012, 10:29:10 PM »
Reply with quote
bahut khoob.
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #5 on: February 19, 2012, 06:57:53 AM »
Reply with quote
 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut  thanks Saini Sir aur  icon_salut icon_salut icon_salut Epiclover ji
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #6 on: February 21, 2012, 02:26:55 AM »
Reply with quote
Pankaj ji, Bahut khubsurat peshkash. Har sher pe daad. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #7 on: February 21, 2012, 04:22:24 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut sukriya Usha Ji  Thankyou !
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:16:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer