"Meri Chahat Hai Kisi Koe Paane Ka" -SKY-

by SkykiTears on April 07, 2011, 10:04:46 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1628 times)
SkykiTears
Guest
Reply with quote
“Judaii Pe Kisi Koe Yaad Karna Bhi Ajeeb Hai,
   Kabhi Khayalon Me Toe, Kabhi Khawabon Me Aati hai.
Pyaar Karna Ek Guna Hai,
   Jis Ki Saza Maine Bhi Paayi Hai.
Zindagi Ka Kuch Pata Nahi,
   Phir Bhi Dua`on Me Koi Shamil Hai.
Meri Chahat Hai Kisi Koe Paane Ka,
   Is Ka Pata Mere RAB Koe Hi Hai.”


-SKY-
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: April 07, 2011, 12:03:23 PM »
Reply with quote
Waah Kya baat hai Bahoot Bahoot Khoob SkyTear !
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: April 07, 2011, 06:09:54 PM »
Reply with quote
aap bhi kamaal katqti ho Aasmani Aansoo ji……chahat to hamesa kuch na kuch pane ki hi hoti he khone ki chahat koi thode na karta he.
aur pyar agr guna hai to ek guna kya or dus guna kya.…
wese likha aapne acha he…
daad dil ke kone kone se.
actualy thoda mazak b kar leta hu to dont mind mat karna.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: April 07, 2011, 08:42:47 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Bahaut khoob..!
Khush rahiye..!
Logged
SkykiTears
Guest
«Reply #4 on: April 08, 2011, 02:57:25 AM »
Reply with quote
Waah Kya baat hai Bahoot Bahoot Khoob SkyTear !
aap bhi kamaal katqti ho Aasmani Aansoo ji……chahat to hamesa kuch na kuch pane ki hi hoti he khone ki chahat koi thode na karta he.
aur pyar agr guna hai to ek guna kya or dus guna kya.…
wese likha aapne acha he…
daad dil ke kone kone se.
actualy thoda mazak b kar leta hu to dont mind mat karna.
Applause Applause Applause
Bahaut khoob..!
Khush rahiye..!

Bohout Bohout Shukriya Sophi Ji, Nirala Ji Aur Rahim Ji.
Aap Logon Ki Kimti si waqt pay humare is chota sa Feelings Koe Parne k liye aur us par Reply dene k liye.
Allah Aap Sab koe humesha khush rakhe, Aur app sab ki har Achi Armaanin Puri Farmayea AMEEN.


-SKY-
Logged
nirala
Guest
«Reply #5 on: April 08, 2011, 03:18:12 AM »
Reply with quote
matlb mere koi armaan poore nai honge.

mere paas srf bure armaan hain
Logged
SkykiTears
Guest
«Reply #6 on: April 08, 2011, 03:31:55 AM »
Reply with quote
matlb mere koi armaan poore nai honge.

mere paas srf bure armaan hain

Toe aap Bure armaan hi rakhte kun hai?  Winking NaNaNa Laughing hard

-SKY-
Logged
nirala
Guest
«Reply #7 on: April 08, 2011, 03:43:26 AM »
Reply with quote
bura insaan to bure armaan hi rakhega na…aansoo ji.
koi bat nai hum khud poore karenge apne armaan Usual Smile
aapke saare armaan poore ho jaaye. subah subah apke lie dua kar di mene. dekhna sb accept ho jayega ji.
Logged
SkykiTears
Guest
«Reply #8 on: April 09, 2011, 02:40:44 AM »
Reply with quote
bura insaan to bure armaan hi rakhega na…aansoo ji.
koi bat nai hum khud poore karenge apne armaan Usual Smile
aapke saare armaan poore ho jaaye. subah subah apke lie dua kar di mene. dekhna sb accept ho jayega ji.

Nirala Ji.. jhooth bool na bhi seekh lijiyay.. bura Insaan kabhi bhi kisi ki BHALAYI nahi chahte..  Laughing hard Laughing hard

-SKY-
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #9 on: April 11, 2011, 06:39:12 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooooooooob Skytear Ji.. Jazzbaaton Ko Bakhoobi Pesh kiya hai dost.. Lajawab Lafz, Alfaazon Ki Behtreen Sajaawat Is rachna ki Khubsoorati Hai... Daad Kubool Karen.. Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:37:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer