MUDDAT INTZAAR KI......

by Ninaah on February 14, 2005, 07:47:26 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10
ReplyPrint
Author  (Read 10500 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #105 on: July 02, 2005, 06:34:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
hum intzaar karte reh gaye kisi ka,
aur zindagi yun beet gayee,
hum lagayee baazi zindagi ki,
pur maut humse jeet gayee....
amaanat ke tour pe pada
mehfooz dil wahi
ab talak jahaan chot tum
her pal diya kiye.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muddat ke baad aaj usse dekh kar Munir by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat se... by sanju in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat say mera dil by muneeb in Shayri for Dard -e- Judai
muddat huee hai yaar ko mehmaan............ by waheed in Ghazals
Badi muddat ke baad .... by dhadkan in Shayri-E-Dard
fakharenaveed
Guest
«Reply #106 on: July 02, 2005, 07:23:58 PM »
Reply with quote
Sari Duniya Ko Thukrya Tha
Bas Tum KO Apnya Tha
Teri Chah mein Hum Ney
Sabhi Ghumon ko Dil S LGya Tha
Logged
bhambra
Guest
«Reply #107 on: July 05, 2005, 07:08:03 AM »
Reply with quote
Nice all...

Roshan ho jis se mohabbat ka chirag,
Woh shamma-E-raat abhi baaki hai,
Har ghadi ek imtehaan hai jindagi magar,
jindagi se chand sawalat abhi baaki hai,
Chand fasalo se hi ghabara gaye "Tum",
faslon ki barsaat to abhi baaki hai,
Tere aane ka intezaar hai umrbhar mujhe,
dil ko dil se karni hai abhi woh baat baaki hai,
Mit jayenge ye fasale bas jara intezaar kar,
Nazron ki nazron se haseen mulakat abhi baaki hai..[NM]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #108 on: July 05, 2005, 07:55:23 AM »
Reply with quote
pyar mein jab chot dil ko lagi,
to ashq ankhon se kyon nikal pade,
unki bewafayeeyon ko na pehchaan paaye,
kyon unhe dekh phir pighal pade.....

Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
hum intzaar karte reh gaye kisi ka,
aur zindagi yun beet gayee,
hum lagayee baazi zindagi ki,
pur maut humse jeet gayee....
amaanat ke tour pe pada
mehfooz dil wahi
ab talak jahaan chot tum
her pal diya kiye.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #109 on: July 05, 2005, 07:59:07 AM »
Reply with quote
theek kaha faree...

sari duniya ko thukra kar,
ikk pyar ko apnanya tha,
kisi ki baddua lagi hai,
jo tumse dhoka khaya tha....

Quote from: "fakharenaveed"
Sari Duniya Ko Thukrya Tha
Bas Tum KO Apnya Tha
Teri Chah mein Hum Ney
Sabhi Ghumon ko Dil S LGya Tha
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #110 on: July 05, 2005, 08:02:17 AM »
Reply with quote
bujh gayee roshni, humare chiragon ki,
khuda is yahi shikayat hai,
e-khuda tu usse salamat rakhna,
jiss se humne ki itni mohabbat hai....

Quote from: "bhambra"
Nice all...

Roshan ho jis se mohabbat ka chirag,
Woh shamma-E-raat abhi baaki hai,
Har ghadi ek imtehaan hai jindagi magar,
jindagi se chand sawalat abhi baaki hai,
Chand fasalo se hi ghabara gaye "Tum",
faslon ki barsaat to abhi baaki hai,
Tere aane ka intezaar hai umrbhar mujhe,
dil ko dil se karni hai abhi woh baat baaki hai,
Mit jayenge ye fasale bas jara intezaar kar,
Nazron ki nazron se haseen mulakat abhi baaki hai..[NM]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #111 on: July 05, 2005, 08:55:48 AM »
Reply with quote
dard sambhal kar rakho,
ye hardam saath nibhate hain,
jab saaye bhi saath chod de,
ye dosti nibhane chale aate hain....

«Reply #112 on: July 06, 2005, 05:49:56 AM »

Nice Ninaah...

Kehta hai dil bhul jaa use who tere pyaar ke kaabil hi nahi
Phir kyon uski yaad mein aankh se yeh ansoon behte hai

Mat kar yaad use who teri yaad ke kaabil hi nahi
Phir kyon use bhul pane ke jazbaat hi is dil mein nahi

Koshish toh karta hu har lamha usse dur jaane ki
Phir kyon yeh kadam nahi uthte use chod ke jaane ke liye

Ae khuda suna tha pyaar mein bichad ke log jee nahi sakte
Phir kyon nahi phat rahi Aaj yeh zameen mujhe samane ke liye..[NM]
[/i]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #113 on: July 06, 2005, 06:53:44 AM »
Reply with quote
nice one bhambra.....

jara si aahat pe,
kyon dil humara dhadkta hai,
gum ko dil mein chupa kar,
jamane mein muskurana padta hai.....

Quote from: "bhambra"
Quote from: "Ninaah"
dard sambhal kar rakho,
ye hardam saath nibhate hain,
jab saaye bhi saath chod de,
ye dosti nibhane chale aate hain....

Quote from: "bhambra"
Nice all...

Roshan ho jis se mohabbat ka chirag,
Woh shamma-E-raat abhi baaki hai,
Har ghadi ek imtehaan hai jindagi magar,
jindagi se chand sawalat abhi baaki hai,
Chand fasalo se hi ghabara gaye "Tum",
faslon ki barsaat to abhi baaki hai,
Tere aane ka intezaar hai umrbhar mujhe,
dil ko dil se karni hai abhi woh baat baaki hai,
Mit jayenge ye fasale bas jara intezaar kar,
Nazron ki nazron se haseen mulakat abhi baaki hai..[NM]

Nice Ninaah...

Kehta hai dil bhul jaa use who tere pyaar ke kaabil hi nahi
Phir kyon uski yaad mein aankh se yeh ansoon behte hai

Mat kar yaad use who teri yaad ke kaabil hi nahi
Phir kyon use bhul pane ke jazbaat hi is dil mein nahi

Koshish toh karta hu har lamha usse dur jaane ki
Phir kyon yeh kadam nahi uthte use chod ke jaane ke liye

Ae khuda suna tha pyaar mein bichad ke log jee nahi sakte
Phir kyon nahi phat rahi Aaj yeh zameen mujhe samane ke liye..[NM]
[/i]
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #114 on: July 06, 2005, 10:45:07 PM »
Reply with quote

Jo phoolon main dikha tera chehra
Phir baaghon ko hi hum jannat samajh baithey

Nikli woh phir ghar say bahar
Phir chaandni meri galiyon say guzri

Ger palkain na hoti teri aankhon pay
Main kab ka unmain doob chuka hota

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #115 on: July 08, 2005, 11:34:11 AM »
Reply with quote
phoolon mein chehra dhundhoge,
to kuch bhi na haath aayega,
mein to tere dil mein hoon,
apni har awaaz pe tu hamesha mera saaath paayega....

Quote from: "fakharenaveed"

Jo phoolon main dikha tera chehra
Phir baaghon ko hi hum jannat samajh baithey

Nikli woh phir ghar say bahar
Phir chaandni meri galiyon say guzri

Ger palkain na hoti teri aankhon pay
Main kab ka unmain doob chuka hota

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #116 on: July 08, 2005, 11:50:57 PM »
Reply with quote

Har Pal Saath Jo tera Mere Saath Hota Hai
Gila Zindgi S Phir Mujhay Nahin Koi Hota  Hai

Quote from: "Ninaah"
phoolon mein chehra dhundhoge,
to kuch bhi na haath aayega,
mein to tere dil mein hoon,
apni har awaaz pe tu hamesha mera saaath paayega....

Quote from: "fakharenaveed"

Jo phoolon main dikha tera chehra
Phir baaghon ko hi hum jannat samajh baithey

Nikli woh phir ghar say bahar
Phir chaandni meri galiyon say guzri

Ger palkain na hoti teri aankhon pay
Main kab ka unmain doob chuka hota

Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #117 on: July 09, 2005, 11:44:20 AM »
Reply with quote
Nice all of you

Milti hai badi mushkil se zindagi me khushi
khilti hai kayi sadyo me chahat ki kali
Ek dost mila qudrat ki meherbaani se
dekh kar us ki masumiyat aajati hai mujhko bhi hansi Usual Smile
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #118 on: July 09, 2005, 10:58:12 PM »
Reply with quote

Thanx  By :  Faree & Ninaah

U r Gr8 potess Saba_Saba

Acchi saza de zalim ne muskurane k
 Hum too fir bhi rolethe hai
Tumko kya malum hai humara muskurana kisko kahathe ha
 Jab hum kush hote hai aap ki yaado mein
too apni kushi mein hi hum rolethe hai
 
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #119 on: July 12, 2005, 08:13:46 AM »
Reply with quote
muddaat s eoh tujhe pyaar kr rha hai
dil an tote ,is liye izhaar s dar rha hai
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:20:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer