MUDDAT INTZAAR KI......

by Ninaah on February 14, 2005, 07:47:26 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 10
ReplyPrint
Author  (Read 10498 times)
Ninaah
Guest
«Reply #30 on: March 15, 2005, 12:27:58 PM »
Reply with quote
HAR MULAKAT KE NAAM PUR KYON DIL DHADAKTA HAI,
KYON TUJHSE MILNE KO YE DIL TADAPTA HAI......



Quote from: "fakharenaveed"
Teri yaad aayi aur dil tarap uttha aaj phir
Teri kuch baat yaad aayi aur dil tarap uttha aaj phir
Teri woh mulakat yaad aayi aur dil tarap uttha aaj phir
Teri eik aada yaad aayi aur dil tarap uttha aaj phir
Teri Gali sey guzana yaad aaya aur dil tarap uttha aaj phir
Teri Yaad phir Yaad aayi aur yeh dil tarap uttha aaj phir
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muddat ke baad aaj usse dekh kar Munir by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat se... by sanju in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat say mera dil by muneeb in Shayri for Dard -e- Judai
muddat huee hai yaar ko mehmaan............ by waheed in Ghazals
Badi muddat ke baad .... by dhadkan in Shayri-E-Dard
fakharenaveed
Guest
«Reply #31 on: March 27, 2005, 02:26:41 AM »
Reply with quote
Jab Baghawat per mere ghar ki Shamaa hi aa gayi
Tab Hawaa ka ik Ishaaraa bhi Qayamat kar gaya.

Toofaan se Ulajhane ka kar Shauk zaraa dekho
Kya khaak Maza leharon pe Kashti ko Chalaane kaa.

Ab Lafz bhi apni Jubaan kho Baithe
Banaane jaon to Baat aur Bigad Jati Hai.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #32 on: March 29, 2005, 06:44:57 AM »
Reply with quote
bewafayee ki har ghadi qayamat laati hai,
dard gum ki ik ik parat dil pe cha jaati hai...



Quote from: "fakharenaveed"
Jab Baghawat per mere ghar ki Shamaa hi aa gayi
Tab Hawaa ka ik Ishaaraa bhi Qayamat kar gaya.

Toofaan se Ulajhane ka kar Shauk zaraa dekho
Kya khaak Maza leharon pe Kashti ko Chalaane kaa.

Ab Lafz bhi apni Jubaan kho Baithe
Banaane jaon to Baat aur Bigad Jati Hai.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #33 on: March 30, 2005, 10:28:07 PM »
Reply with quote
DARD TU GHUMON S HI MILTA HAI "NINI"
KABHI KHUSHI S NAHIN MILA YEH "NINI"
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #34 on: March 31, 2005, 10:41:11 AM »
Reply with quote
pur gum se door jaane se,
dil ka dard kam nahi hota,
aisa iss duniya mein ek bhi insaan nahi,
jiski zindagi mein koi gum nahi hota....


Quote from: "fakharenaveed"
DARD TU GHUMON S HI MILTA HAI "NINI"
KABHI KHUSHI S NAHIN MILA YEH "NINI"
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #35 on: April 02, 2005, 06:27:13 AM »
Reply with quote
EK ROZ USKO HUM BHI ZINDGI MEIN LAYEIN GAY
JO HUMARI ZINDGI S DOOR JA K BAS GYA HAI
Logged
thelostworld
Guest
!!!
«Reply #36 on: April 02, 2005, 06:46:08 AM »
Reply with quote
Ishq mohabbat to hazaro karte hain
gam e judai se wo sabhi darte hai
hum to na ishq karte hai na mohabbat karte hain
Bas doston ki ek muskuraht pe marte hain..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #37 on: April 02, 2005, 07:05:05 AM »
Reply with quote
ishaq huum bhi krte hain un s
lekin shayd kuch kkam krte hain un s
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #38 on: April 03, 2005, 09:37:45 PM »
Reply with quote
Zindagi ko zindagi humnay smajh ker jia nahin
her sitem sehtay rahay tum say gila kuch kia nahin
her zakhm ka tha rafuger main sabhi keliyay magar
jo chak Sultan huwa apna graibaan sia nahin...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #39 on: April 07, 2005, 11:09:09 AM »
Reply with quote
har koi dosti ke kabil nahi hota,
saccha dost milna bhi mushkil nahi hota,
bus apne aap aur kismat pe vishvass rakh,
varna ek insaan bhi zindagi mein hasil nahi hota.....



Quote from: "thelostworld"
Ishq mohabbat to hazaro karte hain
gam e judai se wo sabhi darte hai
hum to na ishq karte hai na mohabbat karte hain
Bas doston ki ek muskuraht pe marte hain..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #40 on: April 07, 2005, 11:18:01 AM »
Reply with quote
teri zindagi se door jaane se pehale,
hum apni zindagi se door chale jaayenge,
itni shiddat hai meri chahat mein tere liye,
ki tu ik aawaaz hume dega to hum jannat se bhi laut aayenge....


Quote from: "fakharenaveed"
EK ROZ USKO HUM BHI ZINDGI MEIN LAYEIN GAY
JO HUMARI ZINDGI S DOOR JA K BAS GYA HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #41 on: April 07, 2005, 11:21:48 AM »
Reply with quote
har sitam pur humne bhi kuch kahan nahi,
aisa kya tha zindagi mein jo humne bhi saha nahi,
pur ab kiss se karein gila uss bewafa ki,
ki ab wo bewafa bhi iss zindagi mein raha nahi......


Quote from: "fakharenaveed"
Zindagi ko zindagi humnay smajh ker jia nahin
her sitem sehtay rahay tum say gila kuch kia nahin
her zakhm ka tha rafuger main sabhi keliyay magar
jo chak Sultan huwa apna graibaan sia nahin...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #42 on: April 07, 2005, 11:47:31 PM »
Reply with quote
IN BEWAFOON KI DUNIAY S BACHAYE KOI
IN GHUMOON S JAAN CHUDAYE KOI
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #43 on: April 08, 2005, 06:26:58 AM »
Reply with quote
tuhi tuh meri zindagi hai
tuh chali gai tuh hum mar jayenge
ki saanein meri teri saanson se bandi hai
tuh ssath chod ke jayegi tuh hum mar jayenge

Quote from: "Ninaah"
teri zindagi se door jaane se pehale,
hum apni zindagi se door chale jaayenge,
itni shiddat hai meri chahat mein tere liye,
ki tu ik aawaaz hume dega to hum jannat se bhi laut aayenge....


Quote from: "fakharenaveed"
EK ROZ USKO HUM BHI ZINDGI MEIN LAYEIN GAY
JO HUMARI ZINDGI S DOOR JA K BAS GYA HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #44 on: April 08, 2005, 11:57:14 AM »
Reply with quote
marney ki batain an kroo plz yahan
hum tu pehle bhi kisi ko bethe hain
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:01:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer