MUDDAT INTZAAR KI......

by Ninaah on February 14, 2005, 07:47:26 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10
ReplyPrint
Author  (Read 10673 times)
chhaya
Guest
«Reply #90 on: June 25, 2005, 09:47:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "chhaya"
DARD JUDAI KA  WOH DIYE JATE HAI
HAME TO WOH HAMESHA YAAD ATE HAI
PAR KYA KARE JAKHM DEKE HAME
HAMI PE ILZAAM LAGATE HAI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muddat ke baad aaj usse dekh kar Munir by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat se... by sanju in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muddat say mera dil by muneeb in Shayri for Dard -e- Judai
muddat huee hai yaar ko mehmaan............ by waheed in Ghazals
Badi muddat ke baad .... by dhadkan in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #91 on: June 25, 2005, 10:05:12 AM »
Reply with quote
BEWAFAON KA KAAM HE ILZAAM LAGANA HOTA HAI,
ISS JAMANE MEIN WAFA KO BADNAAM KARANA HOTA HAI,
YAHAN BEWAFAYEE HASEEN-KHUSHI REHTI HAI,
AUR WAFA APNI KAHANI LEKAR ROTA HAI....



Quote from: "chhaya"
DARD JUDAI KA  WOH DIYE JATE HAI
HAME TO WOH HAMESHA YAAD ATE HAI
PAR KYA KARE JAKHM DEKE HAME
HAMI PE ILZAAM LAGATE HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #92 on: June 25, 2005, 07:21:48 PM »
Reply with quote
Koi Tere Liye Baddua Kiun Kre Ga meri Ninaah
Tum Tu phool ho Khushbu s labrez ho Ninaah

Quote from: "Ninaah"
WO HUMKO DEKH KAR HANS DIYE,
AUR HUMNE SABRA SE KAAM LIYA,
UNHE DIL SE DUWAYEIN DE KAR,
KHUD BADDUWAON KA DAMAN THAM LIYA....




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
THANKS ALOT.......

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
E-DOST KOI TUMSE KHAFA NAHI HOTA,
KOI APNE DOST SE YUN JUDA NAHI HOTA,
KISI KI MAJBOORI HOTI HAI SAATH CHODNA,
WARNA KOI YUN HE BEWAFA NAHI HOTA.....





Quote from: "fakharenaveed"
hum s kia khta hui hai k woh hum s kahfa hai
kia yehi mere pyar mein uski shamil  jafa hai
nice
You Wel Come
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #93 on: June 27, 2005, 09:09:51 AM »
Reply with quote
unke intzaar mein hum palkein bichaye bethe the,
unki yaadon ko hum apne seene se lagaye bethe the,
wo humein kyon bhul gaye,
hum to unke intzaar ka deepak jalaye bethe the....



Quote from: "fakharenaveed"
Koi Tere Liye Baddua Kiun Kre Ga meri Ninaah
Tum Tu phool ho Khushbu s labrez ho Ninaah

Quote from: "Ninaah"
WO HUMKO DEKH KAR HANS DIYE,
AUR HUMNE SABRA SE KAAM LIYA,
UNHE DIL SE DUWAYEIN DE KAR,
KHUD BADDUWAON KA DAMAN THAM LIYA....




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
THANKS ALOT.......

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
E-DOST KOI TUMSE KHAFA NAHI HOTA,
KOI APNE DOST SE YUN JUDA NAHI HOTA,
KISI KI MAJBOORI HOTI HAI SAATH CHODNA,
WARNA KOI YUN HE BEWAFA NAHI HOTA.....





Quote from: "fakharenaveed"
hum s kia khta hui hai k woh hum s kahfa hai
kia yehi mere pyar mein uski shamil  jafa hai
nice
You Wel Come
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #94 on: June 27, 2005, 09:12:57 AM »
Reply with quote
nice

deep dil k khoon s jla rha hoon mein
teri raah phoolon s mehka rha hoon mein
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #95 on: June 27, 2005, 09:14:57 AM »
Reply with quote
har yaad kisi ki dil ko jalati hai,
aur jamane ko ye fasana lagta hai,
hum kisi ki chahat mein loote hain,
aur kisi ko ye afsana lagta hai....


Quote from: "fakharenaveed"
nice

deep dil k khoon s jla rha hoon mein
teri raah phoolon s mehka rha hoon mein
Logged
chhaya
Guest
«Reply #96 on: June 27, 2005, 09:15:10 AM »
Reply with quote
APNI KAHANI KOI SUNATA NAHI
DARD KO KOI BANTATA NAHI
PER YEH AKHE DAGA DE JATI HAI
MAIFILO MAIN HAMESHA CHALAK JATI HAI

Quote from: "Ninaah"
BEWAFAON KA KAAM HE ILZAAM LAGANA HOTA HAI,
ISS JAMANE MEIN WAFA KO BADNAAM KARANA HOTA HAI,
YAHAN BEWAFAYEE HASEEN-KHUSHI REHTI HAI,
AUR WAFA APNI KAHANI LEKAR ROTA HAI....



Quote from: "chhaya"
DARD JUDAI KA  WOH DIYE JATE HAI
HAME TO WOH HAMESHA YAAD ATE HAI
PAR KYA KARE JAKHM DEKE HAME
HAMI PE ILZAAM LAGATE HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #97 on: June 27, 2005, 09:17:19 AM »
Reply with quote
koun kehta Hai tu afsan kehti hai
tu mere dil k liye tarana kehti hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #98 on: June 27, 2005, 10:58:50 AM »
Reply with quote
bewafaon ki mehfil mein yun jaya na karo,
apni ashqon ko kisi ki yaad mein bahaya na karo,
hum to rote hain aaj tak apni badkismati pur,
lekin aap to apne motiyon ko yun jaaya na karo....


Quote from: "chhaya"
APNI KAHANI KOI SUNATA NAHI
DARD KO KOI BANTATA NAHI
PER YEH AKHE DAGA DE JATI HAI
MAIFILO MAIN HAMESHA CHALAK JATI HAI

Quote from: "Ninaah"
BEWAFAON KA KAAM HE ILZAAM LAGANA HOTA HAI,
ISS JAMANE MEIN WAFA KO BADNAAM KARANA HOTA HAI,
YAHAN BEWAFAYEE HASEEN-KHUSHI REHTI HAI,
AUR WAFA APNI KAHANI LEKAR ROTA HAI....



Quote from: "chhaya"
DARD JUDAI KA  WOH DIYE JATE HAI
HAME TO WOH HAMESHA YAAD ATE HAI
PAR KYA KARE JAKHM DEKE HAME
HAMI PE ILZAAM LAGATE HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #99 on: June 27, 2005, 10:59:54 AM »
Reply with quote
har tarane mein kuch dard chuppa hota hai,
jo bhula dein yadon ko aasani se, wohi to bewafa hota hai....


Quote from: "fakharenaveed"
koun kehta Hai tu afsan kehti hai
tu mere dil k liye tarana kehti hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #100 on: June 27, 2005, 02:33:34 PM »
Reply with quote
Har Tarana ghumgeen nahin huwa krta hai
har sapna rangeen nahin huwa krta hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #101 on: June 28, 2005, 10:53:29 AM »
Reply with quote
Har Tarana gumgeen nahin huwa karta hai,
har sapna rangeen nahin huwa karta hai
lekin phir log sapne dekhne ki galti karte hain,
aur ye kaam bhi sangeen nahi huwa karta hai....


Quote from: "fakharenaveed"
Har Tarana ghumgeen nahin huwa krta hai
har sapna rangeen nahin huwa krta hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #102 on: June 29, 2005, 09:09:49 AM »
Reply with quote
kisi ke pyar mein hum gire,
aur kisi ko ye mauka mila,
jholi bhar gayee ashqon se,
pyar mein hume ye tohfa mila.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #103 on: June 30, 2005, 07:35:33 AM »
Reply with quote
muddat intzaar ki ab khatam ho gayee,
ankhein unki yaad mein kyon nam ho gayee....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #104 on: July 01, 2005, 06:20:24 AM »
Reply with quote
hum intzaar karte reh gaye kisi ka,
aur zindagi yun beet gayee,
hum lagayee baazi zindagi ki,
pur maut humse jeet gayee....
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:11:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer