muhaaz-e-zindagi

by Ameen Asim on August 19, 2011, 06:48:37 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1079 times)
Ameen Asim
Guest
Reply with quote
mai'n muhaaz-e-zindagi par hoo'n, miri qismat mei'n hae
roz apni samt barrta gham ka lashkar daikhhna
(Ameen Asim)
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: August 19, 2011, 07:04:05 PM »
Reply with quote
Kia baat hai janab ...
bahut khoob yeH ashar bhi khoob raha daad Usual Smile

Janab aik choti si guzarish hai gar aap sirf aik
sher kahna chahte haiN to uske liye aik hi thread
banaiye... Aur wahaaN hi aik ke bad aik sher pesh
kariye ... jisse aapke sabhi ashaar aik saath padhne
mile... Usual Smile

Hope aap humari baat samjheN ho Usual Smile
Hum bhi aapki shayari meiN kuch sher add kar dete hai:)




kyuN khud apni zaat se taubaa na karuN maiN
Thaa jo meri kismat meiN yeH manzar dekhna       



Likhate rahiye... Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye.
Khuda Hafez Usual Smile       

Logged
Ameen Asim
Guest
«Reply #2 on: August 19, 2011, 07:12:22 PM »
Reply with quote
Mohtaram Parwaaz sahib!
aap ki raah numaai per aap ka dili shukr guzaar hooN,,,
mujhe signatur baaray aik massage mila tha,, ki kam az kam 10 posts kareiN so idhar akathi 10 posts kar dieN,,
problum ye hae ki mujhe english baut kam aati hae,, maiN apni kam maaigi per sharminda hoon.
yaqeenan kuch ahbaab ko aisa nagawaar guzray ga,,, is ke liyay meiN aap aur deegar ahbaab se peshgi ma'zrat ka talab gaar hoon
Wassalam
Ameen Asim
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: August 19, 2011, 07:19:11 PM »
Reply with quote
Shukria, Parwaaz sahib
aap ki raah numaai per aap ka dili shukr guzaar hooN,,,
mujhe aik signatur baaray aik massaje mila tha,, ki kam az kam 10 post kareiN so idhar akathi 10 posts kar dieN,,
problum ye hae ki muje english baut kam aati hae,, maiN apni kam maaigi per sharminda hoon.
yaqeenan kuch ahbaab ko aisa nagawaar guzray ga,,, is ke liyay meiN aap aur deegar ahbaab se peshgi ma'zrat ka talab gaar hoon
Wassalam
Ameen Asim

Janab Aadaab!

Hum mazarrat chahte haiN janab ke humne aapki profile ko nahi dekha aur aisa sugesstion diya.. Usual Smile

Par aap dus logoN ko reply karke bhi apne posting count bada sakte haiN... Usual Smile
Aur hume lagta hai aisa hi karna chahiye.. jisse aapko log janeNge bhi Usual Smile aur aapko bhi dili sukun hoNga ke aapne kisi ki houNsla afzai ki.. Usual Smile

Aap behad khoob likhate haiN... hum chaheNge ke aap pure kalaam pesh kijiye Usual Smile

Likhate rahiye... Khush O aabaad rahiye..
Aate rahiye.. Usual Smile
Khuda Hafez Usual Smile           

Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: August 23, 2011, 06:51:13 PM »
Reply with quote
mai'n muhaaz-e-zindagi par hoo'n, miri qismat mei'n hae
roz apni samt barrta gham ka lashkar daikhhna
(Ameen Asim)


kyaa kahne hain.A.A BAHUT KHOOB
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: August 23, 2011, 06:52:57 PM »
Reply with quote
Kia baat hai janab ...
bahut khoob yeH ashar bhi khoob raha daad Usual Smile

Janab aik choti si guzarish hai gar aap sirf aik
sher kahna chahte haiN to uske liye aik hi thread
banaiye... Aur wahaaN hi aik ke bad aik sher pesh
kariye ... jisse aapke sabhi ashaar aik saath padhne
mile... Usual Smile

Hope aap humari baat samjheN ho Usual Smile
Hum bhi aapki shayari meiN kuch sher add kar dete hai:)




kyuN khud apni zaat se taubaa na karuN maiN
Thaa jo meri kismat meiN yeH manzar dekhna       



Likhate rahiye... Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye.
Khuda Hafez Usual Smile       



ACHA HAI PARWAAZ SB.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:34:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer