Mujhe Tum Nazar Se Giraa To rahe Ho,.

by Jaanasheen on February 13, 2008, 09:02:44 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
ReplyPrint
Author  (Read 7054 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #105 on: March 16, 2008, 11:13:17 AM »
Reply with quote
Sabke Hoton Pe Tabbassum Tha Mere Marne Ke Baad,.
Jaane Kya Sochkar Rota Raha Qateel Mera,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #106 on: March 16, 2008, 11:18:29 AM »
Reply with quote
wah jaanasheen ji

Unki mohabbat aaj tak ssanson main samayi hai
Mai unka mehboob aur wo meri tanhayi hai..
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #107 on: March 16, 2008, 11:47:33 AM »
Reply with quote
Nice One,.

Hamari Mohabbat Hamare Ghamon Ki Wajah Hui,.
Hum Tanhaa The Pehle Bhi Magar Udaas Na The,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Roja
Guest
«Reply #108 on: March 16, 2008, 12:03:39 PM »
Reply with quote
wah wah Jaanasheen ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #109 on: March 16, 2008, 12:05:08 PM »
Reply with quote
Humsafar na sahi, dosti bahut hai
Do pal ka saat de hame wahi bahut hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #110 on: March 16, 2008, 12:08:58 PM »
Reply with quote
Shukriya Roja Ji,.
And Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #111 on: March 16, 2008, 12:11:51 PM »
Reply with quote
Do Pal Ka saath Kya Dein Hum,.
Hume To Mili Hai Zindagi Bhi Ek Pal Ke Liye,.

Jee Liye Humne Char Din zindagi Ke,.
Do Khushi Me Do Ghamon Ke Daur Mein,.
Ab Maloom Nahi Kya Bachaa Hai Kal Ke Liye,.

_______________________-Jaanasheen-
Logged
Roja
Guest
«Reply #112 on: March 16, 2008, 12:16:45 PM »
Reply with quote
Thanks Azeem


Payal ki zankar lagti hai
Tere samne dunia bekar lagti hai
Fizawon main na ho teri khushboo to
Yeh dunia mujhe bekar lagti hai..!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #113 on: March 16, 2008, 12:20:50 PM »
Reply with quote
U Are Welcome,.

Hume Bhi Tumhare Bin Zindagi Bekaar Lagti Hai,.
Duniya Ki Kya Baat Karein,.

Ab To Milne Ka Faisla Karo Jaanam,.
Ke Bin Tumhare Ye Falak ye Zameen Bhi Lachaar Lagti Hai,.
Hum Fizaao Ki Baat Kya Karein,.

___________________-azeem-
Logged
Roja
Guest
«Reply #114 on: March 16, 2008, 12:26:59 PM »
Reply with quote


Na pass bhulao hame ab sanam
Pass bhulakar judayi ka gam na do ab

Pass aakar mayusi mili tere dhar se
Dunia chod chale aaye hai ab

Tujhse juda hokar hum her rishta tod aaye
Khuda ke ghar chale jayenge ab


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #115 on: March 17, 2008, 07:07:50 AM »
Reply with quote
NIce One Roja,.
Kamaal Ki Lines Hain Sabhi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #116 on: March 17, 2008, 07:12:31 AM »
Reply with quote


Na pass bhulao hame ab sanam
Pass bhulakar judayi ka gam na do ab

Pass aakar mayusi mili tere dhar se
Dunia chod chale aaye hai ab

Tujhse juda hokar hum her rishta tod aaye
Khuda ke ghar chale jayenge ab




Judaai Ka Safar Jab Taay Karna Tha,.
To Paas Bulaaya Kyun,.

Hum To Tanha Hi Zindagi Ka Safar Kar Rahe The,.
Tanhaai Ka Ehsaas Dilaaya Kyun,.

Mohabbat To Tumhe Bhi Thi Humse,.
Akhri Waqt Mein Daam Chudaaya Kyun,.

Ab Kya Mooh Lekar Jaaye Khuda Ke Aage Hum,.
THukraana Hi Tha Hume, To Apna Banaaya Kyun,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #117 on: March 17, 2008, 02:00:05 PM »
Reply with quote
Waah janasheenji!!
paas bulaya tha juda hone ke liye
bhool jaiye ab humein Khuda ke liye
Tanhaiyon ke ehsas jo jaan lijiye huzoor
saath humare aapne zindagee paayee bharpoor
Khuda to ghafoor ur raheem hai sun lijiye
mukammal jehan chod jana hai Khuda ke liye
arzuen is jehan mein poore ho sakein ki naheen
jaagtee ankhonse khwaab hum dekhte jayenge

Logged
Roja
Guest
«Reply #118 on: March 17, 2008, 02:04:40 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Azeem and Farahahmed ji
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #119 on: March 17, 2008, 06:25:58 PM »
Reply with quote
Thanks Rojaji.
Haath uthate hain dua ke liye aap ke mil jaane pe
Shuker karte hain Khuda ka aapke apnaane se
dard judaai jo badh gaya tha door jaane se
door hua shayaree ke gun gaane se
chehel pehel banaye rakhiye yeh karam karte rahiye
shayaree ki humaaree daaad mil kar dete rahiye
jante thae hum ek din ban jayega karwaan
aap aajayenge iska ilm tha milnekewaste
dekhliya humein aapne aur samajh bhi liya hai
kya andaze bayan hai kya meri dua hai
aiye milker is maktab ko raushan kar dein
karwaan ban hee gaya hai ab mela kar dein.
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:19:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer