Mujhe Tum Nazar Se Giraa To rahe Ho,.

by Jaanasheen on February 13, 2008, 09:02:44 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 6876 times)
farahahmed
Guest
«Reply #45 on: February 26, 2008, 07:30:38 PM »
Reply with quote
qayamat ki nazer hai daad dene waale
mujh pe fida apna dil kar dene waale
sidkiyon mein jaan hai khushbu ki tarah
phoolonki mehek har soo udhaya karenge hum
na jaaiyega aap is mehfil ko chod kar ab
ankhon mein aapke khudko basaya karenge hum
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #46 on: February 26, 2008, 07:35:18 PM »
Reply with quote
mujhe girane koshish nakaam ho gayee jo
bebas ho ke khudko rulaya karoge
jaane bhi dijiye bhool jaiye subhie ko
ek hum se hai nisbet nibhaya karoge
sheeshe ke hain mehel pather na maariyega
hum khud mit chuke hain na mara karoge
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #47 on: February 26, 2008, 07:37:08 PM »
Reply with quote
lafz wa manie ke ulat pher mein phir bhi
uljhe rahe ho har din mere jaane ke baad
koshish yeh rahegee ki phir baat hogee
haan rubaroo milenge na jaane ke baad
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: February 27, 2008, 09:12:07 AM »
Reply with quote
Shukriya Pankhuri Sis,.
Khwaish Brother,.
Farahahmed Ji,.
Pooja Sis,.

And Nice Work Farah Ji,
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: February 27, 2008, 09:15:43 AM »
Reply with quote
Maanga Jinse Haath Humne Sahaara Paane Ko,.
Wohi Geera Diye Hume Thokarein Khaane Ko,.

Logged
farahahmed
Guest
«Reply #50 on: February 27, 2008, 04:58:36 PM »
Reply with quote
ummed hai kya kisee se na koi gila karoon
apnee barbaadiyon par yun roya karoon
siskiyonki aahat na sun sakenge hargiz
ek aag mein jala kar oh jaane waale
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #51 on: February 27, 2008, 04:59:37 PM »
Reply with quote
waah janasheen ji bahut khoob! likhte rahiye raunaqen badhtee rahengee.
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #52 on: February 27, 2008, 05:03:30 PM »
Reply with quote
sahara na mangiye kisee se na de gar koi haath
chahat dene waale khud thaam lete hain haath
maangne ki zarurat pad jaaye woh chahat hee hai kya
gira ke jo jaaye woh dega naheen koi saath
jhidkiyan hon saaheb ya thoker ho naseeb
zindagee mein mil jaaye ager koi ajeeb
pehchaniye usko parakhlijiye khushee se
belauz gar woh chahe na chodiye uska saath
Logged
Pooja
Guest
«Reply #53 on: February 27, 2008, 05:04:48 PM »
Reply with quote
jal kar agg mai hi sona kundan hota hai
Rota hai jo ashiq, wo to kamjor hota hai
siski bahalein nafrat main, kyun dil itna taar taar hota hai
toot kar bikhar jaana, shayad yahi pyaar hota hai!!!
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #54 on: February 27, 2008, 06:17:11 PM »
Reply with quote
Waah poojaji Kya baat hai!
toot kar bikhar jaana jo ager pyaar hota
dil tukde tukde hota teer aar paar hota
jaadu chalane waale ab haar kar baithe hain
ansoo par aye zaalim koi ikhtiyaar hota
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #55 on: February 27, 2008, 06:20:37 PM »
Reply with quote
nadaan bohat hai woh jo pyar karnewaale
ishq aur mohabbat do din nibha lete hain
wafaonka sila jo dekhen naheen milta hai
zamaane mein bahut hai pyar aur karnewaale
dil ko kyun jalaayen aur zakhm kyon hum khaayen
dillagee naheen hai dilse khelwaad karnewaale
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #56 on: February 27, 2008, 06:23:49 PM »
Reply with quote
jalwa dikhaiye huzoor na dil jalaaiye
apnee nigaah se bhi kuch to pilaaiye
chilman ki aad le kar kub tak chupe rahoge
baat jub jamegi jub saamne rahoge
sitaaronki baat kahenge na karenge chand ki baat
inhen aap mein dhoond lenge chahe din ho ke raat
Logged
Pooja
Guest
«Reply #57 on: February 27, 2008, 08:46:29 PM »
Reply with quote
bahoot khoob FARAH JI!!
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #58 on: February 27, 2008, 10:17:38 PM »
Reply with quote
shafaq ki rangat aapke labon par chaayee
ankhon mein surkhi badal ki tarah sajayee
muskura ke dekha jub aapne humeen ko
fizaayen naach utheen aur raoshnee ghar mein aayee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: February 28, 2008, 03:46:54 PM »
Reply with quote
Waah Farah Ji,.
Kamaal Ka Likha Hai Aapne,.
And Nice One Pooja Sis,.

Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 02:42:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer