Mujhe Tum Nazar Se Giraa To rahe Ho,.

by Jaanasheen on February 13, 2008, 09:02:44 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
ReplyPrint
Author  (Read 6982 times)
farahahmed
Guest
«Reply #90 on: March 13, 2008, 01:25:44 PM »
Reply with quote
Qismet se na mila jo dosh na deejiye
sahal jaiye khud aur dua kijiye
haath nathama usne to koi baat nahee
koi doosra humsafer talaash kijiye
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #91 on: March 13, 2008, 01:28:42 PM »
Reply with quote
samhal jaiye zindagee mein gham na keejiye
sil par haath na rakhiye na gila keejiye
daur ek acha sa khwabon mein jo dekha tha
duniyan mein haseen aur hain bus talaash kijiye
wada wafa mohabbat sab kitabee batein hain
amalie zindagee hai kuch samjha kijiye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #92 on: March 14, 2008, 09:58:20 AM »
Reply with quote
Nice One Farah Ahmedf Ji,.
Good Going Yaar,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
 Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #93 on: March 14, 2008, 10:03:37 AM »
Reply with quote
Kaash Ke Geerta Main Taara Bankar,.
To Sabki Murad Poori Hoti,.

__________________-Jaanasheen-
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #94 on: March 14, 2008, 02:40:22 PM »
Reply with quote
Tara bankar na tootne ki baat keejiye
falaq par mager chamakne ki baat kijiye
asmaan par nazer ate rehna hai apko
doosronko raah dikhane ki baat kijiye
Logged
farahahmed
Guest
«Reply #95 on: March 14, 2008, 02:46:04 PM »
Reply with quote
kashmakash thee zindagee thee roz mere samne
asman bhi zard tha jo dekha nazer se humne
arzuonke qile thae jo hausla de rahe thae
jeetne ki khwaahish thee jis se samhal rahe thae
na jaane aapmein kya baat dekhi humne
khwabonka gharonda abaad kiya hume
mukammil huee zindagee aapko paker
noor chehre par dekha jo apko pa liya humne

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: March 16, 2008, 09:20:51 AM »
Reply with quote
Waah Farah Ahmed Sahaab Kamaal Ka Likha Hai Aapne,.
Nice One Yaar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: March 16, 2008, 09:24:53 AM »
Reply with quote
Acha Hua Ke Raahon Mein Thokar Mujhe Lagi,.
Main Geer Pada To Saara zamaana Samabhal Gaya,.

_______________________________-NM,-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #98 on: March 16, 2008, 09:29:59 AM »
Reply with quote
Zindagi Ke Safar Mein Thokarein To Bahoot Mili,.
Lekin Sahaare Ke Liye Haath Kisi Ne Na Diya,.

Chal Rahe The, To Sab Ko Gilaa Tha Humse,.
Geer Gaye To Sabne Muskuraa Diya,.  icon_geek
_________________________________- Jaanasheen--
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #99 on: March 16, 2008, 09:40:11 AM »
Reply with quote
Bohat acha likha hai sab dosto ney aur Azeem bro ..Usual Smile

Kabhi manzil ke fasley na samajh paye hum
Kabhi raaste ka anjam na pehchan paye
Kuch ajeeb sa dard hai joh seene mein paye hai
Dard judai ka na mita pate hai
Unko dekh kar ye dil bechan hue
Jaise sawan ka jhoka humhe chura ley gaya..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #100 on: March 16, 2008, 10:55:14 AM »
Reply with quote
Waah Sis Bahoot Khoob,.
YUnhi LIkhte rahiye,.
And Thank U,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #101 on: March 16, 2008, 10:57:02 AM »
Reply with quote
kashmakash thee zindagee thee roz mere samne
asman bhi zard tha jo dekha nazer se humne
arzuonke qile thae jo hausla de rahe thae
jeetne ki khwaahish thee jis se samhal rahe thae
na jaane aapmein kya baat dekhi humne
khwabonka gharonda abaad kiya hume
mukammil huee zindagee aapko paker
noor chehre par dekha jo apko pa liya humne




Very Good lines Farahahmed ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #102 on: March 16, 2008, 10:58:54 AM »
Reply with quote
Roja Ji Apne Nahi Likha Yaar,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #103 on: March 16, 2008, 10:59:56 AM »
Reply with quote
Good lines Jaanasheen ji..

Udasi thi per khush ho gayi
Jane kya baat huyi khamosh ho gayi...  tongue3
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #104 on: March 16, 2008, 11:03:32 AM »
Reply with quote
Chup Hue Hum To Ashqon Ke Lehar Barse The,.
Jab keh Rahe The, To Baaton KO Hum Tarse The,.


_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:11:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer