<>*Muskurahut uski*<>

by *KasaK*....Dil Ki on August 04, 2010, 02:37:32 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2295 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
Reply with quote
<>*Muskurahut uski*<>

har lamha tarasti rahi hain baahein uski
mujhe thaamne ko faili rahi ab bhi bahein uski

mere jehan me basa hai wo iss tarah
k nazar se hat.ti nahin hai mere surat uski

koi to batao koi sambhalo ab to mujhe
kyun apne hathon khatm kar rahi hun mahobbat uski

wo mere jeene ki jarurat hai koi bataye use
mujhe bht achchi lagti hain ab baatein uski

aaj main khamosh nahin reh pa rahi hun yaara
mere jine ki wajah ban gai hai ye muskurahut uski...!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
uski bin by sandeepparker in Shayri for Khumar -e- Ishq
uski bewafaai by desikuri in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Uski chahat by feroze in Shayri for Khumar -e- Ishq
uski jafaaein uski ataa hum say poochhyie by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Muskurahut Usaki.. (Dedicated to AnAmikA on Farmayish) by Rancho-D-Idiot in Shayri for Dard -e- Judai
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: August 04, 2010, 02:40:36 PM »
Reply with quote
bahut khoob Anamika Ji
Logged
Rancho-D-Idiot
Guest
«Reply #2 on: August 04, 2010, 02:44:50 PM »
Reply with quote
har lamha tarasti hai baahein meri,
tumhe thaamne ko faili rahi hai ab bhi bahein meri..

mere jehan me basi hai tu kuchh iss tarah,
k nazar se hat.ti nahin hai mere surat tumhari..

tum hi batao tum hi sambhalo ab mujhe,
kyun apne hathon khatm kar rahi ho mahobbat hamari..

tum mere jeene ki jarurat ho yeh janti ho tum,
mujhe bahot achchi lagti hain baatein tumahari..

aaj main khamosh hu to sirf iss liye hun bas,
kyon ki mere jine ki wajah ban gai hai ye muskurahat teri..
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #3 on: August 04, 2010, 02:50:19 PM »
Reply with quote
rancho ji........ise aap design karte to ye aur jyada ubahr k aati....

karenge na..?
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #4 on: August 04, 2010, 02:50:50 PM »
Reply with quote
shukriya rajesha ji aapko pasand aai ye paeshkash hamari
Logged
Rancho-D-Idiot
Guest
«Reply #5 on: August 04, 2010, 02:52:54 PM »
Reply with quote
aap kahe aur hum na kare aisa kabhi ho sakata hai.... Anamika ji...

bas kal ka intezar kijiyega.... aapki farmayish puri ho jayegi...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #6 on: August 04, 2010, 02:57:35 PM »
Reply with quote
thnx rancho ji....aap wakai swttt hain....
Logged
Rancho-D-Idiot
Guest
«Reply #7 on: August 04, 2010, 03:00:59 PM »
Reply with quote
aur aap to sweetness ki chalti firti murat ho....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: August 04, 2010, 04:21:29 PM »
Reply with quote
<>*Muskurahut uski*<>

har lamha tarasti rahi hain baahein uski
mujhe thaamne ko faili rahi ab bhi bahein uski

mere jehan me basa hai wo iss tarah
k nazar se hat.ti nahin hai mere surat uski

koi to batao koi sambhalo ab to mujhe
kyun apne hathon khatm kar rahi hun mahobbat uski

wo mere jeene ki jarurat hai koi bataye use
mujhe bht achchi lagti hain ab baatein uski

aaj main khamosh nahin reh pa rahi hun yaara
mere jine ki wajah ban gai hai ye muskurahut uski...!!!

Beautiful Emotions Anamika Ji..I M Speechless!!!!!

Kin Lafzon mein aake lekhni ki tareef karoon..

Humesha ki tarah Dil Ko Chutti Hui..

bahut bahut Bahut Khoob Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: August 04, 2010, 07:56:57 PM »
Reply with quote
Anamika di, behad khubsoorat jazbaat..bahaut acha likha hai... bahaut acha laga parrkar..Jaise Khwaish dost ne kaha, lavz nahin tariff kay! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: August 05, 2010, 12:18:01 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut khoob likha hai aapne Kasak ji... bahut sundar...!!!
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #11 on: August 05, 2010, 12:20:22 PM »
Reply with quote
Bahot khoob bahot hi khoob poem likhi hai KDK ji. Ise parhkar main bhi kuchh der tak sochta rah gaya aur kho sa gaya. Phir jo khayal dil mein aaye likh diye;

Dil ke is dard mein ek raaz chuupa hai shayad
Aankhon mein bas ke koi door hua hai shayad
Ek aatish hai jo bujhti nahi jalti bhi nahi
Dil lagaane se hi ye haal hua hai shayad
(riyaz)

<>*Muskurahut uski*<>

har lamha tarasti rahi hain baahein uski
mujhe thaamne ko faili rahi ab bhi bahein uski

mere jehan me basa hai wo iss tarah
k nazar se hat.ti nahin hai mere surat uski

koi to batao koi sambhalo ab to mujhe
kyun apne hathon khatm kar rahi hun mahobbat uski

wo mere jeene ki jarurat hai koi bataye use
mujhe bht achchi lagti hain ab baatein uski

aaj main khamosh nahin reh pa rahi hun yaara
mere jine ki wajah ban gai hai ye muskurahut uski...!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: August 05, 2010, 12:31:35 PM »
Reply with quote
Bahot khoob bahot hi khoob poem likhi hai KDK ji. Ise parhkar main bhi kuchh der tak sochta rah gaya aur kho sa gaya. Phir jo khayal dil mein aaye likh diye;

Dil ke is dard mein ek raaz chuupa hai shayad
Aankhon mein bas ke koi door hua hai shayad
Ek aatish hai jo bujhti nahi jalti bhi nahi
Dil lagaane se hi ye haal hua hai shayad
(riyaz)


Bahut bahut Khoob Riyaz Ji..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #13 on: August 05, 2010, 12:39:23 PM »
Reply with quote
Bahot khoob bahot hi khoob poem likhi hai KDK ji. Ise parhkar main bhi kuchh der tak sochta rah gaya aur kho sa gaya. Phir jo khayal dil mein aaye likh diye;

Dil ke is dard mein ek raaz chuupa hai shayad
Aankhon mein bas ke koi door hua hai shayad
Ek aatish hai jo bujhti nahi jalti bhi nahi
Dil lagaane se hi ye haal hua hai shayad
(riyaz)


shukriya Riyaz ji.....
aapne 4 line s me sab kuch keh diya...
bht hi pyara ji

dil lagakar hi ye dard inaam paaya hai
tabhi labon se koi aah nikalti nahin
apne hi dil k hathon hue hain barbaad hum
tabhi kisi aur ki taraf ungli uthti nahin...
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #14 on: August 05, 2010, 12:42:02 PM »
Reply with quote
Bahot khoob KDK aapne phir se kamaal ka likha hai. Really aap bahot achha likhti hain.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:24:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer