¬Kabhi humen shikayat hue unse¬

by honeyrose on July 13, 2008, 01:16:31 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 4329 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: July 20, 2008, 02:59:00 PM »
Reply with quote
Nice One,.
Sayeed Ji,.
Naami Bhai,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
JAB KABHI MILTE HAI UNSE........... by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq
kabhi unse yeh na poocha...... by punam in Shayri-E-Dard
shikayat nahi hai unse by saahill in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
unse shikayat karneka kya fayada..... by jyuthika in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: July 20, 2008, 03:03:53 PM »
Reply with quote
Kam Nahi Meri Zindagi Ke Liye,.
Chain Mil Jaaye Do Ghari Ke Liye

Aye Dil-e-Zaar Kaun Hai Tera,
Kyun Tadapta Hai Yun Kisi Ke Liye,.

Kitne Saamaan Kar Liye Paida,.
Itni Choti Si Zindagi Ke Liye,.

Aisa "Hume" Gham Ne Ghera Hai,.
Lab Taras Hi Gaye Hansi Ke Liye,.

________________-Fayaz Hashmi-
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #32 on: July 20, 2008, 05:10:24 PM »
Reply with quote

Kitne Saamaan Kar Liye Paida,.
Itni Choti Si Zindagi Ke Liye,.

Aisa "Hume" Gham Ne Ghera Hai,.
Lab Taras Hi Gaye Hansi Ke Liye,.

________________-Fayaz Hashmi-


Himmat afzaai ka shukriya azeem bhai.

Or umda ashaar hein khaas kar ye donoN bohot hi pasand aaye.
Logged
sarthika
Guest
«Reply #33 on: July 20, 2008, 05:35:05 PM »
Reply with quote
bahoot khoob jaanasheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: July 21, 2008, 07:59:28 AM »
Reply with quote
Shukriya
Sayyid Ji,.
and Sarthika Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: July 21, 2008, 08:01:06 AM »
Reply with quote
main kaisa zinda admi tha ik shakhs ne mujh ko mar diya


ye saja sajaya ghar saqi meri zat nahin mera hal nahin
ai kash kabhi tum jan sako jo us sukh ne azar diya


main khuli hui ik sachai mujhe janane wale jante hain
main ne kin logon se nafrat ki aur kin logon se pyar kiya


wo ishq bahut mushkil tha magar asan na tha yun jina bhi
us ishq ne zinda rahne ka mujhe zarf diya pindar diya


ik sabz shakh gulab ki tha ik duniya apne pyar ki tha
wo ek bahar jo ai nahin us k liye sab kuch har diya


main rota hun aur asman se tare tutate dekhta hun
un logon par jin logon ne mere logon ko azar diya

wo yar hon ya mahbub mere ya kabhi kabhi milne wale
ik lazzat sab k milne main wo zakhm diya ya pyar diya

________________________________-Obaidulla Aleem,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #36 on: July 28, 2008, 06:46:49 AM »
Reply with quote
bahot khoob Honey di..bahot hi acha thread aap ne start kiye aap ne..
Atiq bhaiya...Azeem bhaiya...syed ji bahot hi acha likha hai aap sab ne...

..

Shukriya punam dear


Yahi To Zindagi Ka Dastoor Hai Mere Yaara.
Judaa Ho Hi Jata Hai Chahe Kitna Ho Pyaara.
Ye Hota Aaya Hai Ye Hua Hai Ye Hota Rahega.
Jise Maut Ne Na Puchha Use Judaai Ne Mara.


Sabne Bohat Pyaar Likha hai lagey raho.
...
Applause Acha likha hai shihab aapne..

Kam Nahi Meri Zindagi Ke Liye,.
Chain Mil Jaaye Do Ghari Ke Liye

Aye Dil-e-Zaar Kaun Hai Tera,
Kyun Tadapta Hai Yun Kisi Ke Liye,.

Kitne Saamaan Kar Liye Paida,.
Itni Choti Si Zindagi Ke Liye,.

Aisa "Hume" Gham Ne Ghera Hai,.
Lab Taras Hi Gaye Hansi Ke Liye,.

________________-Fayaz Hashmi-


 Applause nice sharing Azeem bro..
Bohat shukriya Sayyid ji aapka



Har taraf unki tasveer nazar aati hai mujhe
Har sapne sache lagne lagi hai mujhe
Waadha kiya tha humne woh ache lagte hai mujhe
Aur kuch na chahun mein aur kya rakha hai chahe pyar mujhe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: July 28, 2008, 01:41:41 PM »
Reply with quote
Shukriya didi Jana,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #38 on: July 28, 2008, 01:47:06 PM »
Reply with quote
nice sharing lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: July 28, 2008, 02:03:32 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #40 on: July 28, 2008, 02:10:21 PM »
Reply with quote
main kaisa zinda admi tha ik shakhs ne mujh ko mar diya


ye saja sajaya ghar saqi meri zat nahin mera hal nahin
ai kash kabhi tum jan sako jo us sukh ne azar diya


main khuli hui ik sachai mujhe janane wale jante hain
main ne kin logon se nafrat ki aur kin logon se pyar kiya


wo ishq bahut mushkil tha magar asan na tha yun jina bhi
us ishq ne zinda rahne ka mujhe zarf diya pindar diya


ik sabz shakh gulab ki tha ik duniya apne pyar ki tha
wo ek bahar jo ai nahin us k liye sab kuch har diya


main rota hun aur asman se tare tutate dekhta hun
un logon par jin logon ne mere logon ko azar diya

wo yar hon ya mahbub mere ya kabhi kabhi milne wale
ik lazzat sab k milne main wo zakhm diya ya pyar diya

________________________________-Obaidulla Aleem,.

wow good 1 Jaanasheen ji. Thanks for sharing
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: August 03, 2008, 10:25:08 AM »
Reply with quote
Thank U roja Ji.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: August 03, 2008, 10:29:59 AM »
Reply with quote
Is Karam Ka Karoon Kaise Shukr Adaa,.
Jo Karam Mujhpe Mere Nabi Kardiya,.

Main sajaata Tha Sarkar Ki Mehfilein,.
Mujhko Har Gham Se Rabne Bari Kardiya,.

Lamha Lamha Hai Mujhpe Nabi Ki Ataa,.
Mere Doston Main Maangu Mere Rab Se Kyaa,.

Kya Ye Kam Hai Ke Mere Khuda Ne Mujhe,.
Apne Mehboob Ka Ummati Kardiya.,.

_________________________-NM-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #43 on: November 09, 2008, 09:46:07 AM »
Reply with quote
Is Karam Ka Karoon Kaise Shukr Adaa,.
Jo Karam Mujhpe Mere Nabi Kardiya,.

Main sajaata Tha Sarkar Ki Mehfilein,.
Mujhko Har Gham Se Rabne Bari Kardiya,.

Lamha Lamha Hai Mujhpe Nabi Ki Ataa,.
Mere Doston Main Maangu Mere Rab Se Kyaa,.

Kya Ye Kam Hai Ke Mere Khuda Ne Mujhe,.
Apne Mehboob Ka Ummati Kardiya.,.

_________________________-NM-

Bohat khoob Bhai ...nice sharing...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #44 on: November 09, 2008, 09:48:58 AM »
Reply with quote
Kabhi humse shikayat hoti to humse pooch lete
Humare dil ko churakar yuna shikayat na karte
Chodkar saath humara yuna humse door jaate
Muhabbat ka wada nibhaya hai to saath nibhate

_____honeyrose_______
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:03:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer