~~~Phir haath nahi aata...~~~

by vitasta on May 19, 2009, 11:08:47 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2083 times)
vitasta
Guest
«Reply #15 on: May 20, 2009, 04:13:34 AM »
Reply with quote



ah ha, bahut hi khoob


RAH GUJAR YU MAJBOOR HO CHUKA HU
CHOT KHA KEY BHI ROH NAHI PATA
NA POOCH LEY KOI ISS DARD KI WAJAH
HASTEY HUYE SAB KOH MAIN NAZAR AATA HU



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com



kya baat hai...

ro lete par tera dupatta na tha ashq ponch jaane ko
hans lete par tera 'Noor' na tha andhera mitaane ko
tamanna-e-anjuman basa rakhi hai ab 'Viti' ne dekh
jal jaate par teri nazar ka sharaara na tha jalaane ko...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dost hota nahi her haath milane wala by samnoj in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2 3 4 »
dil churana nahi aata by sandip4u in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Agar gale nahin milta to haath bi nahi mila by Sonia01 in Ghazals « 1 2  All »
NAHI AATA by manoj12021989 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Murjhana nahi aata by @kaash in Shayri-E-Dard
vitasta
Guest
«Reply #16 on: May 20, 2009, 04:14:49 AM »
Reply with quote

Viti Ji....... Kamaal ki Shayara hain aap.. Pahali baar hi aaj aapko padhne ka Mauka Mila.. aur Yakin maaniye padh kar bahut accha laga.. ab to aapki aane wali sabhi Post ka besabri se Intzaar rahega.. Usual Smile Usual Smile

Lafzon ko Behad Khubsoorati se Piroya hai aapne Is Poem me. yehi iski sabse badi Khasiyat hai.. jo is poem ko khubsoorat bana rahi Hai.. Great work.. Bahut Khooooooooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**

bahut bahut shukriya mann Usual Smile ummeed hai aage bhi aapko mera kaam yunhi pasand aayega Usual Smile
Logged
vitasta
Guest
«Reply #17 on: May 20, 2009, 04:15:52 AM »
Reply with quote
Vitasta and Jasbir

Nice going Applause Applause

Keep going Thumbs UP

Vicky bro...aap ki kalam mein ink khatam ho gayi kya? tongue3

thanks rajbir ji Usual Smile
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #18 on: May 20, 2009, 04:27:12 AM »
Reply with quote
very very nice vitasta ji, beautiful lines by jasbir ji and mann ji.
Logged
vitasta
Guest
«Reply #19 on: May 20, 2009, 04:29:51 AM »
Reply with quote
very very nice vitasta ji, beautiful lines by jasbir ji and mann ji.
thanks madhuwesh ji Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #20 on: May 20, 2009, 04:32:29 AM »
Reply with quote
kho jo jaata hai ik lamha, phir haath nahi aata
raat saath guzaar sapna, phir haath nahi aata

aati hai yaad uski subah bhi, shaam bhi yaar
sochun chookar dekhun, phir haath nahi aata

ek nazm, do nazm, hazaaron hi nazm qurban
dhundha har lafz 'Noor' jo phir haath nahi aata

na jaam, na aaraam, chain kahan paye 'Viti' ab
ulfat ka ek katra bhi kabhi phir haath nahi aata...

Wah bahut khoob Vitasta
Logged
vitasta
Guest
«Reply #21 on: May 20, 2009, 04:35:10 AM »
Reply with quote

Wah bahut khoob Vitasta

shukriya roja ji Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #22 on: May 20, 2009, 04:39:18 AM »
Reply with quote
shukriya roja ji Usual Smile

Welcome vitasta ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: May 20, 2009, 07:23:37 PM »
Reply with quote
kya baat hai...

ro lete par tera dupatta na tha ashq ponch jaane ko
hans lete par tera 'Noor' na tha andhera mitaane ko
tamanna-e-anjuman basa rakhi hai ab 'Viti' ne dekh
jal jaate par teri nazar ka sharaara na tha jalaane ko...



WAH WAH WAH, bahut hi khoob VITASTA JI, wah wah, bahut
hi kamaal ka likha hai aap ney, dil khush ho gaya ...


SAMANDAR KEY KINAREY BHI HUM BHAVAR MEH NAZAR AAYE
PAA KAR TUMHEY BHI HUM BHEED MEH TANHA NAZAR AAYE
MAJBOOR TOH ITNI NAHI THI HAMARI WOH RAAH-GUJAR
AKELEY HI KHADEY THEY HUM, TUM NA NAZAR AAYE



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com


Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: May 20, 2009, 07:24:20 PM »
Reply with quote
very very nice vitasta ji, beautiful lines by jasbir ji and mann ji.

Thanks Madhu Ji

Jasbir Singh
Logged
vitasta
Guest
«Reply #25 on: May 21, 2009, 02:23:36 PM »
Reply with quote


WAH WAH WAH, bahut hi khoob VITASTA JI, wah wah, bahut
hi kamaal ka likha hai aap ney, dil khush ho gaya ...


SAMANDAR KEY KINAREY BHI HUM BHAVAR MEH NAZAR AAYE
PAA KAR TUMHEY BHI HUM BHEED MEH TANHA NAZAR AAYE
MAJBOOR TOH ITNI NAHI THI HAMARI WOH RAAH-GUJAR
AKELEY HI KHADEY THEY HUM, TUM NA NAZAR AAYE



JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com




shukriya jasbir ji aapne bhi bahut khoob likha...

kabhi aahat teri sunai de kabhi aawaz
kabhi likhne ko kam pad jaayen alfaaz
teri ibaadat hi kaafi hai jeene ke liye ab
kabhi saamne aa 'Noor,' sun le niyaaz
Logged
Roja
Guest
«Reply #26 on: May 21, 2009, 02:25:23 PM »
Reply with quote
Good going Vita dear and Jas ji
Logged
vitasta
Guest
«Reply #27 on: May 21, 2009, 02:27:18 PM »
Reply with quote
Good going Vita dear and Jas ji

thanks roja Usual Smile
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: May 22, 2009, 08:33:30 PM »
Reply with quote
shukriya jasbir ji aapne bhi bahut khoob likha...

kabhi aahat teri sunai de kabhi aawaz
kabhi likhne ko kam pad jaayen alfaaz
teri ibaadat hi kaafi hai jeene ke liye ab
kabhi saamne aa 'Noor,' sun le niyaaz



Thanks Vita Ji and bahut hi khoob kaha aap ney

JHALAK PANEY KOH HUM BHI BEKARAAR REHTEY HAI
AAKHOH SEY AASOOO BEHIMTEEHA BEHTEY HAI
HAR RAAH PEH MUDD MUDD KAR DEKHTEY HAI
AAJAO TUM, ISS AAS MEH REHTEY HAI


JASBIR SINGH

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #29 on: May 22, 2009, 08:34:48 PM »
Reply with quote
Good going Vita dear and Jas ji

Thanks ROJA JI

aap ki aas meh hum yaha aaye
par aap ho ki hamey nazar na aaye
nazar aaye bhi toh kya dekha humney
aap ki kalam sey kuch alfaaz na aaye
aap ki aas meh hum yaha aaye


Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:04:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer