Pyar ki manzil......

by Ninaah on February 17, 2005, 06:41:54 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11
ReplyPrint
Author  (Read 9999 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #105 on: June 07, 2005, 10:35:27 PM »
Reply with quote
NAZAR JUKI TO PEMAANE BANE,
DIL TUTE TO MAYKHANE BANE,
KOI TO BAAT AAP MAIN ZAROOR HAI,
AASE HI NAHI HUM AAPKE DIWANE BANE
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~MANZIL~~~ by Ravinder in Shayari-e-Parastish
manzil..... by roshni246 in Shayri-E-Dard
Manzil by sunny.22 in Shayri-E-Dard
Pyar Ki Manzil! by Shireen Hakani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyar ki manzil - Shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ninaah
Guest
«Reply #106 on: June 08, 2005, 07:49:07 AM »
Reply with quote
jab bhi nazar zhuki, ashqon se paimane bante hain,
jab pyar mein dil doobe to mehfil mein tarane bante hain,
pyar paane wala khushnaseeb hai iss jahan mein,
jiske mukaddar mein pyar nahi, wahan pyar ke fasane bante hain.....



Quote from: "fakharenaveed"
NAZAR JUKI TO PEMAANE BANE,
DIL TUTE TO MAYKHANE BANE,
KOI TO BAAT AAP MAIN ZAROOR HAI,
AASE HI NAHI HUM AAPKE DIWANE BANE
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #107 on: June 08, 2005, 09:11:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
jab bhi nazar zhuki, ashqon se paimane bante hain,
jab pyar mein dil doobe to mehfil mein tarane bante hain,
pyar paane wala khushnaseeb hai iss jahan mein,
jiske mukaddar mein pyar nahi, wahan pyar ke fasane bante hain.....



Quote from: "fakharenaveed"
NAZAR JUKI TO PEMAANE BANE,
DIL TUTE TO MAYKHANE BANE,
KOI TO BAAT AAP MAIN ZAROOR HAI,
AASE HI NAHI HUM AAPKE DIWANE BANE
SEENA-E-DIL MEIN PEHLE BHI TAMANAYEIN THI ZAMANE BHAR KI
AAPKE AANE SE SAB HALAAT BADAL GAYE
WO TAMANAYEIN BADAL GAYEE TALUKAAT BADAL GAYE
KABHIE CHAHI THI ZAMANE KI KHUSHI HUMNE'SAHAR'
AB CHAHAT BADAL GAYI SAARE SWALAAT BADAL GAYE
NO SOCHA THA KABHIE HUMNE ISHQ KE MAUZU PAR
AAPKI EK NAZAR SE SAARE KHAYALAAT BADAL GAYE
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #108 on: June 09, 2005, 10:08:30 AM »
Reply with quote
gur har tamanna puri ho jaaye,
to tamnaayon ki kadra kise ho,
har koi dil tod de har kisi ka,
phir pyar ki fikra kise ho.....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
jab bhi nazar zhuki, ashqon se paimane bante hain,
jab pyar mein dil doobe to mehfil mein tarane bante hain,
pyar paane wala khushnaseeb hai iss jahan mein,
jiske mukaddar mein pyar nahi, wahan pyar ke fasane bante hain.....



Quote from: "fakharenaveed"
NAZAR JUKI TO PEMAANE BANE,
DIL TUTE TO MAYKHANE BANE,
KOI TO BAAT AAP MAIN ZAROOR HAI,
AASE HI NAHI HUM AAPKE DIWANE BANE
SEENA-E-DIL MEIN PEHLE BHI TAMANAYEIN THI ZAMANE BHAR KI
AAPKE AANE SE SAB HALAAT BADAL GAYE
WO TAMANAYEIN BADAL GAYEE TALUKAAT BADAL GAYE
KABHIE CHAHI THI ZAMANE KI KHUSHI HUMNE'SAHAR'
AB CHAHAT BADAL GAYI SAARE SWALAAT BADAL GAYE
NO SOCHA THA KABHIE HUMNE ISHQ KE MAUZU PAR
AAPKI EK NAZAR SE SAARE KHAYALAAT BADAL GAYE
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #109 on: June 09, 2005, 10:00:33 PM »
Reply with quote
Maazi ki taraf dekhoon ga kisee roz
Yaad karoon ga tujay bhi kisee roz
Apnay ansoun say tujay bhi rula dun ga
Aesa toot kay barsoon ga kisee roz
Muj say alag hokar bohat kush hay woh
Mein bhi usay bhool jaoun ga kisee roz
Bohat andhera hogiya hay mere ghar mein
Utray ga sooraj mere bhi angan mein kisee roz
Tere bad rasta bhatak sa giya hon lakin
Mil he jay ge mujay manzil aakhir kisee roz
Mujay bhi apnay saath lay chalo apni duniya mein
Kahoon ga samandar ki le hroon say kisee roz
Suna hay kay tu sab say hans kar milnay laga hay
Aoun ga fursat mein tere seher kisee roz
Phir mein nay koi ghazal likhna shoroo kari
Yaad jo aai bohat shidat say us ki kisee roz .......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #110 on: June 21, 2005, 06:41:09 AM »
Reply with quote
yaadon ke sahare jiya nahi jaata,
zehar judai ka yun piya nahi jaata,
har zakhm uske yaadon ki tees deta hai,
har zakhm ko yun he siya nahi jaata....



Quote from: "fakharenaveed"
Maazi ki taraf dekhoon ga kisee roz
Yaad karoon ga tujay bhi kisee roz
Apnay ansoun say tujay bhi rula dun ga
Aesa toot kay barsoon ga kisee roz
Muj say alag hokar bohat kush hay woh
Mein bhi usay bhool jaoun ga kisee roz
Bohat andhera hogiya hay mere ghar mein
Utray ga sooraj mere bhi angan mein kisee roz
Tere bad rasta bhatak sa giya hon lakin
Mil he jay ge mujay manzil aakhir kisee roz
Mujay bhi apnay saath lay chalo apni duniya mein
Kahoon ga samandar ki le hroon say kisee roz
Suna hay kay tu sab say hans kar milnay laga hay
Aoun ga fursat mein tere seher kisee roz
Phir mein nay koi ghazal likhna shoroo kari
Yaad jo aai bohat shidat say us ki kisee roz .......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #111 on: June 21, 2005, 09:18:07 PM »
Reply with quote
Gam ki baat mat kar
humne patthar pighalte dekha hai .
Irada faulad tha zinka,
patto sa bikharta dekha hai.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #112 on: June 22, 2005, 06:21:43 AM »
Reply with quote
wo pathar he kya,
jo gum se pighal jaya karte hain,
gar irada faulad ka ho to,
patte bhi tufano mein sur uthaya karte hain....




Quote from: "fakharenaveed"
Gam ki baat mat kar
humne patthar pighalte dekha hai .
Irada faulad tha zinka,
patto sa bikharta dekha hai.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #113 on: June 22, 2005, 06:27:48 AM »
Reply with quote
am not agree iwd you



Pyar sacha ho tu toofanoon ko bhi modh deta hai
zaman kitan bhu dushman ho sab ko toddh deta hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #114 on: June 22, 2005, 10:20:20 AM »
Reply with quote
TUFANO MEIN KHUD KO KHO BETHE,
AB KISI AUR KA INTZAAR HAI,
KAISE KAHOON MEIN ISS JAMANE SE,
KIS MUJHE USS BEWAFA SE PYAR HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
am not agree iwd you



Pyar sacha ho tu toofanoon ko bhi modh deta hai
zaman kitan bhu dushman ho sab ko toddh deta hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #115 on: June 22, 2005, 07:19:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
TUFANO MEIN KHUD KO KHO BETHE,
AB KISI AUR KA INTZAAR HAI,
KAISE KAHOON MEIN ISS JAMANE SE,
KIS MUJHE USS BEWAFA SE PYAR HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
am not agree iwd you



Pyar sacha ho tu toofanoon ko bhi modh deta hai
zaman kitan bhu dushman ho sab ko toddh deta hai
Nice
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #116 on: June 23, 2005, 08:36:49 AM »
Reply with quote
thanks faree...........

mein usse dil se mita dungi ek yaad ki tarah,
mein usse bhula dungi ik maangi huyee fariyaad ki tarah......




Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
TUFANO MEIN KHUD KO KHO BETHE,
AB KISI AUR KA INTZAAR HAI,
KAISE KAHOON MEIN ISS JAMANE SE,
KIS MUJHE USS BEWAFA SE PYAR HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
am not agree iwd you



Pyar sacha ho tu toofanoon ko bhi modh deta hai
zaman kitan bhu dushman ho sab ko toddh deta hai
Nice
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #117 on: June 23, 2005, 06:57:40 PM »
Reply with quote
Bhula dena itan bhi asaan nahin hai NInaah
Jo Dil Mein bas jate hain woh bhulaye nahin jate
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #118 on: June 24, 2005, 05:54:53 AM »
Reply with quote
kisi ko yaad karna ab humare kismat mein nahi,
ab to usse bhulana he koshish hai humari,
hume uski yaadon se nizat dila de,
ab to yahi khuda se guzarish hai humari.....


Quote from: "fakharenaveed"
Bhula dena itan bhi asaan nahin hai NInaah
Jo Dil Mein bas jate hain woh bhulaye nahin jate
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #119 on: June 24, 2005, 06:19:54 AM »
Reply with quote
Khuda s guzarish bhi ki hai dua bhi kia hai
hum ney tere liye meri jaan kai kai na kia hai
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:08:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer