Pyar ki manzil......

by Ninaah on February 17, 2005, 06:41:54 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
ReplyPrint
Author  (Read 9997 times)
sandhaya
Guest
«Reply #120 on: June 24, 2005, 06:20:48 AM »
Reply with quote
pana aur khona hot ahi kismat main
yaad tuh apne bas main hoti hai
kuch hote hai jo aksar yaad aate hai hume
kuch ko yaad nahi karte hum kyunki unhe bhulne ki gunjaish nahi hoti hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~MANZIL~~~ by Ravinder in Shayari-e-Parastish
manzil..... by roshni246 in Shayri-E-Dard
Manzil by sunny.22 in Shayri-E-Dard
Pyar Ki Manzil! by Shireen Hakani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyar ki manzil - Shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
fakharenaveed
Guest
«Reply #121 on: June 24, 2005, 06:28:12 AM »
Reply with quote
Zindgi bahr mein tukroon mein bita raha hoon
aik unkahi bata ban k mein  kaghz pe raha hoon
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #122 on: June 24, 2005, 06:47:26 AM »
Reply with quote
kisi ko paa kar zindagi badi acchi lagti hai,
pur kisi ko kho kar kyon dil toot jaata hai,
har pal kisi ki yaad mein,
sabse kyon dil rooth jata hai....




Quote from: "sandhaya"
pana aur khona hot ahi kismat main
yaad tuh apne bas main hoti hai
kuch hote hai jo aksar yaad aate hai hume
kuch ko yaad nahi karte hum kyunki unhe bhulne ki gunjaish nahi hoti hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #123 on: June 24, 2005, 06:49:25 AM »
Reply with quote
har kisi ki apni kahani hoti hai,
pur kuch he mashoor ho paati hai,
har koi kahan kismat wala hai tumhari tarah,
jise kismat apne haathon se sajati hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Zindgi bahr mein tukroon mein bita raha hoon
aik unkahi bata ban k mein  kaghz pe raha hoon
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #124 on: June 24, 2005, 06:53:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
kisi ko paa kar zindagi badi acchi lagti hai,
pur kisi ko kho kar kyon dil toot jaata hai,
har pal kisi ki yaad mein,
sabse kyon dil rooth jata hai....




Quote from: "sandhaya"
pana aur khona hot ahi kismat main
yaad tuh apne bas main hoti hai
kuch hote hai jo aksar yaad aate hai hume
kuch ko yaad nahi karte hum kyunki unhe bhulne ki gunjaish nahi hoti hai
kyunki zindagi khush hoti hai kisi ko pakar
jab chod jaye koi tuh gujarti hai aansu bahakar
par kyun uski bewafai ki saja hum dete apno ko
jina bhul kar apni  jindagi ko jahanum banakar
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #125 on: June 24, 2005, 06:55:15 AM »
Reply with quote
Tum s mere dil ko ajab sa rishta lgta hai
tu sadion s mera hi  apan sa lgta hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #126 on: June 24, 2005, 06:56:07 AM »
Reply with quote
har jagah kisi ka chehra dikhayee deta hai,
har kone mein kisi ka fasana sunayee deta hai....



Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Ninaah"
kisi ko paa kar zindagi badi acchi lagti hai,
pur kisi ko kho kar kyon dil toot jaata hai,
har pal kisi ki yaad mein,
sabse kyon dil rooth jata hai....




Quote from: "sandhaya"
pana aur khona hot ahi kismat main
yaad tuh apne bas main hoti hai
kuch hote hai jo aksar yaad aate hai hume
kuch ko yaad nahi karte hum kyunki unhe bhulne ki gunjaish nahi hoti hai
kyunki zindagi khush hoti hai kisi ko pakar
jab chod jaye koi tuh gujarti hai aansu bahakar
par kyun uski bewafai ki saja hum dete apno ko
jina bhul kar apni  jindagi ko jahanum banakar
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #127 on: June 24, 2005, 06:57:45 AM »
Reply with quote
mein tumhare mein se he ek hoon,
mujh mein tumhara saaya hai,
jab chaha kisi dost ko,
to sirf tu he nazar aayaa hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Tum s mere dil ko ajab sa rishta lgta hai
tu sadion s mera hi  apan sa lgta hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #128 on: June 24, 2005, 07:01:47 AM »
Reply with quote
tum bhi meri zindgi emin isi trah bas gaye ho
jaise sansoon ak rishta dahdknons  band gya hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #129 on: June 24, 2005, 07:04:50 AM »
Reply with quote
har dosti chahat ka naya rang laati hai,
dosti to zindagi jeena ka paigam de jaati hai....



Quote from: "fakharenaveed"
tum bhi meri zindgi emin isi trah bas gaye ho
jaise sansoon ak rishta dahdknons  band gya hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #130 on: June 24, 2005, 07:09:08 AM »
Reply with quote
dosti dosti sabhi kuch tu mera hai
jo nahin hai emra woh bhi aab mera hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #131 on: June 24, 2005, 07:11:38 AM »
Reply with quote
dost zindagi se itna mat badguman ho,
tum khuda nahi sirf ek insaan ho....



Quote from: "fakharenaveed"
dosti dosti sabhi kuch tu mera hai
jo nahin hai emra woh bhi aab mera hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #132 on: June 24, 2005, 07:19:30 AM »
Reply with quote
Insaan hoon isi liye tu Azaab e  hijar mein hoon
Aap k saath hoon isi liye sukoone jigar mein hoon
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #133 on: June 24, 2005, 07:21:56 AM »
Reply with quote
GUM SE NA GHABRANA,
YE KHUDA KI AAJMAAYEESH HAI,
TUM BHI GUMO SE NIZAT PAAOGE,
YAHI ZINDAGI KI FARMAYEESH HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
Insaan hoon isi liye tu Azaab e  hijar mein hoon
Aap k saath hoon isi liye sukoone jigar mein hoon
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #134 on: June 24, 2005, 07:32:10 AM »
Reply with quote
aap ki har frmyash poori hi yehi dua hai
aap khush rhoo sda yehi meri dua hai
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 06:53:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer