Pyar ki manzil......

by Ninaah on February 17, 2005, 06:41:54 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
ReplyPrint
Author  (Read 9993 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #15 on: March 02, 2005, 05:36:31 AM »
Reply with quote
BUHATA CHEY SANDHYA
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~MANZIL~~~ by Ravinder in Shayari-e-Parastish
manzil..... by roshni246 in Shayri-E-Dard
Manzil by sunny.22 in Shayri-E-Dard
Pyar Ki Manzil! by Shireen Hakani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyar ki manzil - Shikha by Shikha sanghvi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ninaah
Guest
«Reply #16 on: March 02, 2005, 05:43:00 AM »
Reply with quote
KYONKI INSAAN PUJNE KE KAABIL NAHI HOTA,
WO TO PYAR INSAAN KO KHUDA BANA DETA HAI,
VARNA YE INSAAN KHUDA MEIN SHAAMIL NAHI HOTA...



Quote from: "fakharenaveed"
IBAADAT TU KI JATI HAI BAS MUHABBAT KI
WERNA INSAN KO TU KOI POOJTA NAHIN
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #17 on: March 02, 2005, 05:44:42 AM »
Reply with quote
PYAR KI APNI HIAN RAHAIN
PYAR KI PANI HAIN MANZILAIN
HAR CHEEZ IS MEIN SMA NAHIN SKTI
KUCH AUR AAB HUM KO BHA NAHIN SKTI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #18 on: March 02, 2005, 05:48:05 AM »
Reply with quote
SANDHYA.....

ZINDAGI SE KABHI KOI KHUSH RAHA HAI, YE KEHNA MUSHKIL HAI,
PYAR MEIN JO DARD MILTA HAI, USSE SEHNA MUSHIL HAI,
LEKIN TUMHARE LIYE HUM KOSHISH KARENGE KHUSH REHNE KI,
VARNA ISS BEWAFA PYAAR MEIN CHUP REHNA MUSHKIL HAI.....



Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Ninaah"
thanks ARIFA.....

Gum-e-judai ko hum hee ne mehsoos kiya hai,
aur usne saare jamane mein humara tamasha khoob kiya hai....
bhale hee wo na chahe hume pur hum to usi ko chahte hain,
isiliye uski yaadon ko apne dil mein mehfooz kiya hai.....

 :cry: ninah :cry:



Quote from: "Arifa"
bohat ache NINAAH

meri aankhoo mein hai ye kaisi udasi chahi
mere dil se poocho shayid ye hai gum e judai




gume judai ko tum kyun samjte ho gum  sanam
gume judai kis liye jab tere saath hai hum sanam
yaadein jeene ke liye hoti hai zindagi main sanam
 jiyo inhe aur khush hoke karo hume khush sanam
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #19 on: March 02, 2005, 05:49:31 AM »
Reply with quote
ZINDGI TU UZBTOON KI SHIKAR HAI MERI
IS MEIN AAB KUCH NAHIN RHA HAI MERE LIYE
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #20 on: March 02, 2005, 05:55:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
SANDHYA.....

ZINDAGI SE KABHI KOI KHUSH RAHA HAI, YE KEHNA MUSHKIL HAI,
PYAR MEIN JO DARD MILTA HAI, USSE SEHNA MUSHIL HAI,
LEKIN TUMHARE LIYE HUM KOSHISH KARENGE KHUSH REHNE KI,
VARNA ISS BEWAFA PYAAR MEIN CHUP REHNA MUSHKIL HAI.....



Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Ninaah"
thanks ARIFA.....

Gum-e-judai ko hum hee ne mehsoos kiya hai,
aur usne saare jamane mein humara tamasha khoob kiya hai....
bhale hee wo na chahe hume pur hum to usi ko chahte hain,
isiliye uski yaadon ko apne dil mein mehfooz kiya hai.....

 :cry: ninah :cry:



Quote from: "Arifa"
bohat ache NINAAH

meri aankhoo mein hai ye kaisi udasi chahi
mere dil se poocho shayid ye hai gum e judai




gume judai ko tum kyun samjte ho gum  sanam
gume judai kis liye jab tere saath hai hum sanam
yaadein jeene ke liye hoti hai zindagi main sanam
 jiyo inhe aur khush hoke karo hume khush sanam


zindagi jine ke kabil nahi ye jante hai hum
jeete hai kyunki isse khuda ki baksish mante hai hum
dard tuh badata hai pyar ko ye samajte hai hum
issiliye tuh haste hue har dard pyar ka uthate hai hum
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #21 on: March 02, 2005, 05:57:16 AM »
Reply with quote
WAH BUHAT KHOOB
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #22 on: March 02, 2005, 05:57:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
BUHATA CHEY SANDHYA

sukriya fakar ji
aap sabki hi dua ka asar hai ye varna hum kya hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #23 on: March 02, 2005, 05:59:20 AM »
Reply with quote
DUAOON KA SAATH LE KR CHALO MERE DOST
YEHI UMER BHAR KA SRMYA HAIN DOST
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #24 on: March 02, 2005, 06:01:13 AM »
Reply with quote
YAKINAN PYAR KI APNI RAHEN HOTI HAIN,
AUR PYAR KI APNI MANZILEIN HOTI HAIN,
PUR YE DIL DARD MEHSOOS KARTA HAI,
AUR AANKHEIN ASHQON SE ROTI HAIN....


Quote from: "fakharenaveed"
PYAR KI APNI HIAN RAHAIN
PYAR KI PANI HAIN MANZILAIN
HAR CHEEZ IS MEIN SMA NAHIN SKTI
KUCH AUR AAB HUM KO BHA NAHIN SKTI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #25 on: March 02, 2005, 06:02:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
YAKINAN PYAR KI APNI RAHEN HOTI HAIN,
AUR PYAR KI APNI MANZILEIN HOTI HAIN,
PUR YE DIL DARD MEHSOOS KARTA HAI,
AUR AANKHEIN ASHQON SE ROTI HAIN....


Quote from: "fakharenaveed"
PYAR KI APNI HIAN RAHAIN
PYAR KI PANI HAIN MANZILAIN
HAR CHEEZ IS MEIN SMA NAHIN SKTI
KUCH AUR AAB HUM KO BHA NAHIN SKTI
ANKHOON KA QASOOR HAI TU SZA BHI ANKHEIN HI PAYEIN
KYUN PHIR DIN RAAT DIL NEY TRPNE KI SZA PAYI HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #26 on: March 02, 2005, 06:02:56 AM »
Reply with quote
ZINDAGI KO NA MARO THOKAR ITNI BEDARDI SE,
PYAR TO TANHA HAI, ISSE HASIL KARO SACCHI HUMDARDI SE...


Quote from: "fakharenaveed"
ZINDGI TU UZBTOON KI SHIKAR HAI MERI
IS MEIN AAB KUCH NAHIN RHA HAI MERE LIYE
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #27 on: March 02, 2005, 06:04:06 AM »
Reply with quote
WOH IS DOOR MEIN BHI DHNDTE HAIN SACHE DIL
AAB IS DUNIYA MEIN DIL E UNMOOL KHAN HAI?
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #28 on: March 02, 2005, 06:07:52 AM »
Reply with quote
HANSTE HUE DARD UTHANA AB KISMAT HAI HUMARI,
PYAR KE LIYE AB USSE NAHI JAROORAT HAI HUMARI,
JO ASHQ PYAR MEIN BEHTE HAIN, WO KHUSHI KE HAIN,
YE KEHNA!!! USSE CHAHNE KI FIRAT HAI HUMARI....


Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Ninaah"
SANDHYA.....

ZINDAGI SE KABHI KOI KHUSH RAHA HAI, YE KEHNA MUSHKIL HAI,
PYAR MEIN JO DARD MILTA HAI, USSE SEHNA MUSHIL HAI,
LEKIN TUMHARE LIYE HUM KOSHISH KARENGE KHUSH REHNE KI,
VARNA ISS BEWAFA PYAAR MEIN CHUP REHNA MUSHKIL HAI.....



Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Ninaah"
thanks ARIFA.....

Gum-e-judai ko hum hee ne mehsoos kiya hai,
aur usne saare jamane mein humara tamasha khoob kiya hai....
bhale hee wo na chahe hume pur hum to usi ko chahte hain,
isiliye uski yaadon ko apne dil mein mehfooz kiya hai.....

 :cry: ninah :cry:



Quote from: "Arifa"
bohat ache NINAAH

meri aankhoo mein hai ye kaisi udasi chahi
mere dil se poocho shayid ye hai gum e judai




gume judai ko tum kyun samjte ho gum  sanam
gume judai kis liye jab tere saath hai hum sanam
yaadein jeene ke liye hoti hai zindagi main sanam
 jiyo inhe aur khush hoke karo hume khush sanam


zindagi jine ke kabil nahi ye jante hai hum
jeete hai kyunki isse khuda ki baksish mante hai hum
dard tuh badata hai pyar ko ye samajte hai hum
issiliye tuh haste hue har dard pyar ka uthate hai hum
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #29 on: March 02, 2005, 06:10:09 AM »
Reply with quote
DUAON MEIN ASAR HOTA,
TO HUM APNI MOHABBAT KYON KHOTE,
JO CHALA GAYA APNI KHUSHIYON MEIN,
USS BEWAFA KE LIYE KYON ROTE.....

Quote from: "fakharenaveed"
DUAOON KA SAATH LE KR CHALO MERE DOST
YEHI UMER BHAR KA SRMYA HAIN DOST
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:36:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer