** Pyar main dosti **

by kritika sharma on December 07, 2010, 12:57:41 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1948 times)
kritika sharma
Guest
Reply with quote


Tere bina ab har pal ander se toot rahi hun
Teri khatir hi is Jindgi ka bojh dho rahi hun,

Dosti se Pyar ka Safar tay karna to Aasan tha mere liye
Par Pyar ko Dosti ka Naam deke pal pal Mar rahi hun ,

Agar Dosti hi tere sang Umarbhar rehne ka ek tarika hai
To is Khudkhusi ko   karne ke liye bhi.. main Raaji hun ..
meri jaan !! tearyeyed


Dosti main pyar karna aasan hai par
Pyar main dosti karna bahut mushkil hai !! love9

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DOSTI ME PYAR by VIKRANT in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dosti V/s Pyar by manchanda in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar Vs dosti by imranshahid in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
dosti, pyar aur judaaii by kittoo in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
PYAR MAIN AR BAZAR MAIN...... by Dineshkumarjonty in Shayri for Khumar -e- Ishq
brokenbyluv
Guest
«Reply #1 on: December 07, 2010, 01:28:14 PM »
Reply with quote


Tere bina ab har pal ander se toot rahi hun
Teri khatir hi is Jindgi ka bojh dho rahi hun,

Dosti se Pyar ka Safar tay karna to Aasan tha mere liye
Par Pyar ko Dosti ka Naam deke pal pal Mar rahi hun ,

Agar Dosti hi tere sang Umarbhar rehne ka ek tarika hai
To is Khudkhusi ko   karne ke liye bhi.. main Raaji hun ..
meri jaan !! tearyeyed


Dosti main pyar karna aasan hai par
Pyar main dosti karna bahut mushkil hai !! love9



Waah kritika ji bahut khoob baat kahi hai apne apni kavita mein,sach hai jisse hum pyar karte hai unse dosti rakhna bahut mushkil ho jata hai kabhi kabhi kahin na kahin hamare dil k jazbaat beech mein aa hi jate...per agar us shakhs k kareeb rehne ka tarika yahi ho tou hum har dard ko sehene k liye khushi khushi raazi ho jate hai...khuda har us shakhs ko himmat de khushi de aur sukoon de jo is haal mein apni zindgi guzar rahe hai aur us shakhs ko aesa dil de jo unke jazbaato ki kadar kar unhe apni zindgi mein shaamil kar le...bahut khoob ji...take care..Usual Smile
Logged
veenavarsha
Guest
«Reply #2 on: December 07, 2010, 03:13:13 PM »
Reply with quote


Tere bina ab har pal ander se toot rahi hun
Teri khatir hi is Jindgi ka bojh dho rahi hun,

Dosti se Pyar ka Safar tay karna to Aasan tha mere liye
Par Pyar ko Dosti ka Naam deke pal pal Mar rahi hun ,

Agar Dosti hi tere sang Umarbhar rehne ka ek tarika hai
To is Khudkhusi ko   karne ke liye bhi.. main Raaji hun ..
meri jaan !! tearyeyed


Dosti main pyar karna aasan hai par
Pyar main dosti karna bahut mushkil hai !! love9




muskil  safar ka naam dosti hai

 humsafar to milte bahut zamane me
dost milte hai kisi kisi kinare
pyaar bhare pyaar se pyare
lage apne, ho sapne se
dosthote hai  jaan se pyaare
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #3 on: December 07, 2010, 03:29:40 PM »
Reply with quote
Kritika ji--
aapka dil se ehsaanmand hun ki aapne..iss topic pr ek nagma pesh kia..
bhot din se soch rha tha iss dard ko lafzon me utarne ki pr ho nhi paya mujhse..aaj aapka ye nagma bas..wahi hai jise mai likh nhi paya..
thanx a lot dear--
apne pyar ko ta-umra dost manna bahut muskil hai i knw.
lekin uski khusi ke liye ye bhi krte hai..
muskura kr dard sahte hai..
apne sapno qatl karte hain..
tadapte hain andar se fir bhi muskurate hai..
++++thanx again Kritika dear++++
Logged
kritika sharma
Guest
«Reply #4 on: December 07, 2010, 05:01:03 PM »
Reply with quote
shaukriya kill bill ji i m glad ki aapko ye pasand aaya but aapko mujhe thanks kehne ki rahi jaroort nahi yaar ....bas dil ka dard tha wo likh dia ok take care!!
Kritika ji--
aapka dil se ehsaanmand hun ki aapne..iss topic pr ek nagma pesh kia..
bhot din se soch rha tha iss dard ko lafzon me utarne ki pr ho nhi paya mujhse..aaj aapka ye nagma bas..wahi hai jise mai likh nhi paya..
thanx a lot dear--
apne pyar ko ta-umra dost manna bahut muskil hai i knw.
lekin uski khusi ke liye ye bhi krte hai..
muskura kr dard sahte hai..
apne sapno qatl karte hain..
tadapte hain andar se fir bhi muskurate hai..
++++thanx again Kritika dear++++
Logged
kritika sharma
Guest
«Reply #5 on: December 07, 2010, 05:03:07 PM »
Reply with quote
shukriya veena varsha !!

muskil  safar ka naam dosti hai

 humsafar to milte bahut zamane me
dost milte hai kisi kisi kinare
pyaar bhare pyaar se pyare
lage apne, ho sapne se
dosthote hai  jaan se pyaare
Logged
kritika sharma
Guest
«Reply #6 on: December 07, 2010, 07:15:09 PM »
Reply with quote
Shukriya shihab ji !!
Bahut Achha Topic Hai Kritika Ji
Khair Aaage Aur Kya Kahun Ab

Bas Khush Rahiye...

~Shihab~

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: December 07, 2010, 09:46:34 PM »
Reply with quote


Tere bina ab har pal ander se toot rahi hun
Teri khatir hi is Jindgi ka bojh dho rahi hun,

Dosti se Pyar ka Safar tay karna to Aasan tha mere liye
Par Pyar ko Dosti ka Naam deke pal pal Mar rahi hun ,

Agar Dosti hi tere sang Umarbhar rehne ka ek tarika hai
To is Khudkhusi ko   karne ke liye bhi.. main Raaji hun ..
meri jaan !! tearyeyed


Dosti main pyar karna aasan hai par
Pyar main dosti karna bahut mushkil hai !! love9



Wah! Bahut Khoob
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:48:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer