Roye hum bhi bahut the

by theyash on December 18, 2015, 04:54:49 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1046 times)
theyash
Guest
Reply with quote
Roye hum bhi bahut the unhe rulane ke baad...
yaad aur aayi bhul jane ki koshish ke baad...

mumkin nahi hamara jee pana unke bagair...
koun samjhaye unhe unke rooth jaane ke baad...

yakin nahi ab unhe hum par kya kare...
ki hai khata hamne bhi aisi dil dukhaya unka...

par karte bhi to kya majboor the hum...
unhe apna kahte bhi to kaise kisi aur ka hone ke baad...

Roye hum bhi bahut the unhe rulane ke baad...
yaad aur aayi bhul jane ki koshish ke baad...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Roye hain bahut...(NM) by maya01 in Shayri-E-Dard
ROYE BAHUT....... by pandit in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
roye he bahut by anandjaiswal in Shayri for Dard -e- Judai
SAINI JI--JANMDIN BAHUT BAHUT MUBARAQ HO-ghansham das ahuja by ahujagd in Occassion Specific Poetry
Hum Bahut Roye .. by Kaushal Sharma in Shayri-E-Dard
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: December 18, 2015, 08:14:46 PM »
Reply with quote
Roye hum bhi bahut the unhe rulane ke baad...
yaad aur bhi aayi bhul jane ki koshish ke baad...

mumkin nahi hamara jee pana unke bagair...
koun samjhaye unhe unke rooth jaane ke baad...

yakin nahi ab unhe hum par kya kare...
ki hai khata hamne bhi aisi dil dukhaya unka...
Chahe hum kitna pachtaye unhen rulane ke baad...

par karte bhi to kya majboor the hum...
unhe apna kahte bhi to kaise kisi aur ka hone ke baad...

Roye hum bhi bahut the unhe rulane ke baad...
yaad aur bhi aayi bhul jane ki koshish ke baad...
bahut khoob.  Applause Applause Applause Applause Please note suggested changes.
Logged
sanchit
Guest
«Reply #2 on: December 19, 2015, 12:58:20 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #3 on: January 02, 2016, 10:23:33 AM »
Reply with quote
Waaahhh bohat khuuubbb
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 22, 2016, 10:41:40 AM »
Reply with quote
Roye hum bhi bahut, unhe rulane ke baad.
seekha bhi sab, chot khane ke baad.
teri maujudgi ka fark, meri zindgi mein kya hai.
ehsaash khub hua per, tere jaane ke baad.

her shaam ko ye paimana, jaam talasta hai.
jaise madhooshi, mai ke aane ke baad.
teri deedar ko kitna tarsa hu mein,
samjhegi tu bhi mujhe paanr ke baad.

roye hum bhi bahut, unhe rulane ke baad.
seekha bhi sab, choot khane ke baad.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:41:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer