Rishi Agarwal
Guest
|
Aisa Nahi Ki Tujhse Mohbbat Nahin Hain Humein.. Per Roz Roz Gum Sahne Ki Aadat Nahi Hai Humnin..
Her Bar Tere Samne Sir Jhuka Liya Meine.. Aur Phir Bhi Dekh Tujhse Shikayat Nahi Hai Humein..
Tu Aitbar Kar Ke To Dekh Tujhe Chahte Hai Hum.. Tere Siwa Kisi Aur Ki Chahat Bhi Nahi Hai Humein..
Hum Jante Hai Tum Tanha Nahi Ho Humare Bin.. Auro Se Puchane Ki Jarurat Nahi Hai Ab Humein..
Mujhe Malum Hai Ki Tujhe Ab Mujhse Mohbbat Nahi.. Phir Kyu Tumne Mohbbat Karna Sikhaya Tha Humein..
Kaise Rahenge Ab Tere Bin Ab Meri Ye Baat Manle.. Kyuki Tere Bagair Rahne Ki Ab Aadat Nahin Hai Humein..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #1 on: December 15, 2010, 09:19:12 AM » |
|
Bahut khoob Rishi Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #2 on: December 15, 2010, 09:19:50 AM » |
|
Shukriya Sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #3 on: December 15, 2010, 09:28:12 AM » |
|
bht hi dilkash peshkash rishi..dard aur pyar ka mila jula ehsaas ek majburi aur tadap nazar aai isme..... bht mast hai re
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #4 on: December 15, 2010, 09:30:02 AM » |
|
wah Rishi ji-- kya mast likha aapne. bahut khub jhakashh. *** ab tanha rahne ki aadat nhi hai hame aye dost apni yaadon ka hi sahara de jaa ***
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #5 on: December 15, 2010, 09:30:55 AM » |
|
Bahut Bahut Shukriya Kasak JI Kuch Aap Bhi Likhte To Aur Accha Lgta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #6 on: December 15, 2010, 09:31:35 AM » |
|
Bahut Bahut Shukriya Kb JI and nice Line
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #7 on: December 15, 2010, 12:36:39 PM » |
|
Rishi ji bahut badhiya...
ke ab bayaan us se bhi kya karna apni haalat... jo khud is haalat ki wajah ban gaya juda hokar... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #8 on: December 15, 2010, 01:02:40 PM » |
|
Rishi ji bahut badhiya...
ke ab bayaan us se bhi kya karna apni haalat... jo khud is haalat ki wajah ban gaya juda hokar... !
Shukriya.. And Nice Response
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #9 on: December 15, 2010, 01:12:01 PM » |
|
kuch likhne ki hasrat me chale aye hum yahan warna yun mud k dekhne ki aadat nahin hai hume
tum khafa ye sochkar hi saansein rukne lagi hain k har kiisko manane ki aadat nahin hai hume
judai k dar se hum har roz mar mar k jeete rahe jane diya tujhe k ghutkr jeene ki aadat nahin hai hume
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #10 on: December 15, 2010, 01:18:32 PM » |
|
.................. Rishi ji kuch likhna chahaa hai humne gaur farmaaiyega... !
meri mauzoodgi tujhe kuch ghutan diya karti hogi isliye rihaa tune apni qaid se mujhe kar diya hoga
likhna kehna to itna kuch raha nahin kabhi bhi bas uthti thi kalam jab khayaal tune mujhe diya hoga
ki khafa humse hua rab mera ab to lagta hai aise dard ko bhi mera pataa shayad tune hi diya hoga... !
Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #11 on: December 15, 2010, 01:32:55 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anilrbhardwaj
Guest
|
|
«Reply #13 on: December 16, 2010, 09:55:17 AM » |
|
shahyad yahi kasoor tha mera jo main mohobaat ko samjh nahi paya har baar us par yakeen karta raha par kabhi kuch keh nahi paya
Anil R Bhardwaj
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #14 on: December 16, 2010, 10:10:16 AM » |
|
.................. Rishi ji kuch likhna chahaa hai humne gaur farmaaiyega... !
meri mauzoodgi tujhe kuch ghutan diya karti hogi isliye rihaa tune apni qaid se mujhe kar diya hoga
likhna kehna to itna kuch raha nahin kabhi bhi bas uthti thi kalam jab khayaal tune mujhe diya hoga
ki khafa humse hua rab mera ab to lagta hai aise dard ko bhi mera pataa shayad tune hi diya hoga... !
Intezar !
bht khubb likha hai intezar ji aapne..kuch jawab meri taraf se...gaur farmaiye..
Na mile dard koi bhi tujhe kabhi meri wajah se Bas teri khushi ka soch k tujhse juda hui thi main
Likhte raho yunhi tum mahobbat bhare nagme din rein Dard ki aah na aaye labon pe isly tujhse juda hui thi main
Teri maujudgi se to milte rahe mujhe naye lafz har baar Na tere ehsaas chin lum main bas isily tujhse juda hui thi main…..
[/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|