Shaq

by Sonu on May 22, 2006, 07:27:03 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6355 times)
Sonu
Guest
Reply with quote
Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana
na jaane kahan kho gaya vo zamana
tumhen bhuulane ki main koshish karungi
ye vaada karo ke na tum yaad aana
mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai
tumhen bevafaa kah raha hai zamana
meyrey humdum  meri qabr pe tum na aana
tumhen dekh kar shaq karega zamana
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shaq by salil2002 in Shayri-E-Dard
One Of My Fav. ----- Koi Shaq by Pooja in Share Video
Shaq-e-ada by manjot in Shayri for Khumar -e- Ishq
shaq bahut hai by briaina in Shayri-E-Dard
SHAQ by BADE NAWAB in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1 on: May 22, 2006, 01:14:20 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sonu Ji,..

Wohi Mizaaj Wohi Chaal Hai Zamaane Ki,..
Hume Bhi Hogai Hai Adat Ab Fareb Khaane Ki,..

Main Saare Sheher Mein Tanha Nahi Hua,..
Saza Mili Hai Tumhe Bhi To Dil Lagaane Ki,..

Sharaab Milti Hai Lekin Hamari Pyaas Se kam,..
Ajeeb Rasam Hai Saaqi Yahan Pilaane Ki,..

Nazar Bacha Ke Tumhe Dekhta Hoon Mehfil Mein,..
Nazar Lage Na Kahin Tumhe Is Deewaane Ki,..

________________________________________-NM-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #2 on: May 23, 2006, 06:11:12 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Sheen ji... apney bhi bahut acha likha hia.. :oops:

Tumne Bhi Rangoli Sajayi Hogi
Matwaali Diwaali Manayi Hogi
Bujha Hua Chirag Dekhkar
Humari Yaad to Aayi Hogi

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Sonu Ji,..

Wohi Mizaaj Wohi Chaal Hai Zamaane Ki,..
Hume Bhi Hogai Hai Adat Ab Fareb Khaane Ki,..

Main Saare Sheher Mein Tanha Nahi Hua,..
Saza Mili Hai Tumhe Bhi To Dil Lagaane Ki,..

Sharaab Milti Hai Lekin Hamari Pyaas Se kam,..
Ajeeb Rasam Hai Saaqi Yahan Pilaane Ki,..

Nazar Bacha Ke Tumhe Dekhta Hoon Mehfil Mein,..
Nazar Lage Na Kahin Tumhe Is Deewaane Ki,..

________________________________________-NM-
:oops:
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #3 on: May 23, 2006, 09:19:54 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Ji,,.
Please Sheen Na Bulaayein,,..
Jaanasheen Ya Azeem kahein.,.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #4 on: May 24, 2006, 06:22:17 AM »
Reply with quote
Sorry Azeem ji.... apka nam bahut lambha tha esleya meyney chuta ker deya tha maffi cahungi...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Ji,,.
Please Sheen Na Bulaayein,,..
Jaanasheen Ya Azeem kahein.,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: May 24, 2006, 10:56:18 AM »
Reply with quote
Ok Ji Lekin Mera Asal Naam,..
Azeem Hai,.

Sab Kuch Loota Ke Hosh Mein Aaye To Kya Kiya,..
Dil Ne Agar Charaag Jalaaye To Kya Kiya,..

Hum Badnaseeb Pyar Ki Ruswaai Ban Gaye,..
Khud Hi Lagaa Ke Aag Tamaashaai Ban Gaye,..
Daman Se Apne Shole Bujhaaye To Kya Kiya,..

Le Le Ke Haar Phoolon Ke Aaye To Thi Bahaar,..
Nazre Uthaa Ke Humne Hi Dekha Na Ek Baar,..
Aankhon Se Ab Parde Hataye To Kya Kiya,..

_________________________________-Talat Mehmood-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #6 on: May 25, 2006, 03:18:02 AM »
Reply with quote
Azeem ji apna nam bataney ka shukriya.. bahut acha likhtey hai app.. yep hi likhtey rahow....

na rasta na koi dagar hai yahan
magar sab ki qismat safar hai yahan

sunai na degii diloon kii sada
en ishq ki havaow main shor hi shor hai yahan

mat soch keya gey injam keya huga
eh diley nadan teyra anzam keya huga.

Quote from: "Jaanasheen"
Ok Ji Lekin Mera Asal Naam,..
Azeem Hai,.

Sab Kuch Loota Ke Hosh Mein Aaye To Kya Kiya,..
Dil Ne Agar Charaag Jalaaye To Kya Kiya,..

Hum Badnaseeb Pyar Ki Ruswaai Ban Gaye,..
Khud Hi Lagaa Ke Aag Tamaashaai Ban Gaye,..
Daman Se Apne Shole Bujhaaye To Kya Kiya,..

Le Le Ke Haar Phoolon Ke Aaye To Thi Bahaar,..
Nazre Uthaa Ke Humne Hi Dekha Na Ek Baar,..
Aankhon Se Ab Parde Hataye To Kya Kiya,..

_________________________________-Talat Mehmood-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #7 on: May 25, 2006, 04:34:23 AM »
Reply with quote
jindagi ki raah mein koi roshni nazar nahi aati
raat din jiski yaad aati hai uski ab koi khabar nahi aati

jaane kya baat hai aaj tak ke logo mein
woh pehle so mohabat ab nazar nahi aati

na jane woh kahan hai, kasie hain.......
ab toh unse milne ki koi surat nazar nahi aati................

bahut sundar  likha hai Sonu and Azeem bhai aapne...........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #8 on: May 25, 2006, 05:00:08 AM »
Reply with quote
Ranjana shukriyaa.... bahut acha likha hai apney...

dhimi kadmon se jab wo hamare kareeb aate hain
kya batayen hum kis jahan mein kho jaate hain
lafz girte nahi hothon se yaaron
hum kuch is kadar madhosh ho jaate hain.

bhulen naa kabhi aisi koi yaad de do
bhule se hi sahi,kabhi hamen aawaj de do
yahan maut ka kise gam hai
pal bhar ka tum gar saath de do.

gar saath do sanam to zara apne zakhmon ko see loon
bebasi ke har lamhe ko ek ghont mein pee loon
pal bhar muskura ke to dekho
saayad isi bahane do ghadi aur jee loon.

is dil mein aaj bhi kisi ka pyaar baki hai
is dil mein aaj bhi kisi ka intezaar baki hai
maut ke baad bhi khulee hain aankhen
kyonki aaj bhi kisi ka deedaar baki hai.

Quote from: "ranjana"
jindagi ki raah mein koi roshni nazar nahi aati
raat din jiski yaad aati hai uski ab koi khabar nahi aati

jaane kya baat hai aaj tak ke logo mein
woh pehle so mohabat ab nazar nahi aati

na jane woh kahan hai, kasie hain.......
ab toh unse milne ki koi surat nazar nahi aati................

bahut sundar  likha hai Sonu and Azeem bhai aapne...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: May 25, 2006, 08:30:11 AM »
Reply with quote
Shukriya ranjana And Soni Ji,..
Bahoot Acha Likha hai Apne,..

Judaai Bhi Teri Humse Pyaar Nibhaati Hai,..
Tu Door Hai Mujhse Phir Bhi Teri Yaad Aati Hai,..

Kya Hua Gar Hum Juda Hue Tujhse Jaanasheen,,.
Ke Teri Judaai Bhi Mujhe Pyaar Ka Ehsaas Dilaati Hai,..

Kabhi Aansoon Na Lana Tum Apne Aankhon Mein Hume Yaad Karke,,
Ke Aansoon Dil Aur Zindagi Ko Kamzor Banaati hai,..

Hume Na Bhool Jana Tum In Judaai Ke Lamhon Mein,..
Ke Tumhare Hi Dum Se Jaanasheen Meri Zindagi Guzarti Hai,..

_____________________-Azeem-_____________________
Logged
Sonu
Guest
«Reply #10 on: May 30, 2006, 06:15:12 AM »
Reply with quote
Azeem ji u r welcome...

bahut bahut shukriya Azeem ji jo apko humari shayri passend ahyee... bahut khoob... wonderful

ufano mein Kashti ko Kinaare bhi milte hai,
Jahan mein Logone ko Sahaare bhi milte hai,
Duniyan mein sabse Pyari hai Zindagi,
kuch log Zindagi se bhi Pyaare milte hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya ranjana And Soni Ji,..
Bahoot Acha Likha hai Apne,..

Judaai Bhi Teri Humse Pyaar Nibhaati Hai,..
Tu Door Hai Mujhse Phir Bhi Teri Yaad Aati Hai,..

Kya Hua Gar Hum Juda Hue Tujhse Jaanasheen,,.
Ke Teri Judaai Bhi Mujhe Pyaar Ka Ehsaas Dilaati Hai,..

Kabhi Aansoon Na Lana Tum Apne Aankhon Mein Hume Yaad Karke,,
Ke Aansoon Dil Aur Zindagi Ko Kamzor Banaati hai,..

Hume Na Bhool Jana Tum In Judaai Ke Lamhon Mein,..
Ke Tumhare Hi Dum Se Jaanasheen Meri Zindagi Guzarti Hai,..

_____________________-Azeem-_____________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: May 30, 2006, 01:06:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Azeem ji you r welcome...

Shukriya ji And Welcome,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #12 on: May 30, 2006, 09:39:01 PM »
Reply with quote
Thanks Azeem ji...

«Reply #13 on: May 30, 2006, 09:40:28 PM »
Reply with quote
Aandhi aati hain tufaaan chale jaate hain.

Yaadein rah jaati hain insaan chale jaate hain.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: June 01, 2006, 05:52:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Aandhi aati hain tufaaan chale jaate hain.

Yaadein rah jaati hain insaan chale jaate hain.

Nice One,..

Yaad Dil Se Teri Main Bhoolaane Chala,..
Teri Har Nishaani Ko Dilse Mitaane Chala,..

Yun To Yaad Tujhe Main Din Raat Karta Hoon,..
Aaj Tu Nahi Hai Ye Dil Ko Main Samjhaane Chala,..

Tujhse Kabhi Zindagi Jeene Ka Bahaana Milta,..
Aaj Usi Zindagi Par Khaakh Udaane Chala,..

Tune Tham Liya Haath Gair Ka Mujhe Khwaab Dikhakar,..
Aaj Teri Tasveer Ke Saath  Main Khud Ko Jalaane Chala,..

Tu Kar Ke Wadaa Mujhse Milne Ka Phir Kabhi Na Aayi,..
Yahi Wada Ab Dil Mein Liye Raahon Pe Teri Aane Chala,..

Tordi Kasmein Wafaa Ki Tune To Bas Ye Zamaane Ke Liye,..
Zamaane Se Bagaawat Karke Teri Kasmon Ko Main Nibhaane Chala,..

________________________-Azeem-________________________
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:49:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer