Shaq

by Sonu on May 22, 2006, 07:27:03 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6356 times)
Sonu
Guest
«Reply #15 on: June 01, 2006, 08:47:07 AM »
Reply with quote
Azeem bahi shukriya.... bahut khoob likhtey hai app .. yeohi likhtey rahow... wonderful...


woh ujali subah kuch khaas thi jab dil se nikli ek aawaz thi.
toh kya hua yadi surat dono hi anjaan thi.
khud rishte me chipi ek pahchaan thi.
haan! dosti dilo ki dosti iska naam hai.
bikhri khwahiso ki dagar me jiske javaa hue har armaan hai.
na koi sharte, na koi shikwe, hai yeh ek aaisa ahsaas hai
mila saanso ko meri jiska vardaan hai.
par kya waqt ye yu, yugo tak rahta ek samaan hai.
shayad nahi, tabhi toh yu, badle rishte,badle unka har naam hai.
issi badalte waqt ka natija kii aaj khud ki dhadkano ne kiya badnaam hai.
jo chadhaa ulfat-e-nasha in ragoN me, payaa dosti ne maano apna mukaam hai.
aaya phir jo ye aaya, samay ki dhaar me aandhi- toofan hai.
chuta kinara, doobi kashti, yaari majdhaar hai.
wo saalo safar tai karne par bhi, hum khade chouraahe par benaam hai.
shayad yahi wo raaj hai
shayad yahi wo shaam hai
kii waqt ke badalte rishte
haan! yahi is chahat ka naya naam hai.


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Aandhi aati hain tufaaan chale jaate hain.

Yaadein rah jaati hain insaan chale jaate hain.


Nice One,..

Yaad Dil Se Teri Main Bhoolaane Chala,..
Teri Har Nishaani Ko Dilse Mitaane Chala,..

Yun To Yaad Tujhe Main Din Raat Karta Hoon,..
Aaj Tu Nahi Hai Ye Dil Ko Main Samjhaane Chala,..

Tujhse Kabhi Zindagi Jeene Ka Bahaana Milta,..
Aaj Usi Zindagi Par Khaakh Udaane Chala,..

Tune Tham Liya Haath Gair Ka Mujhe Khwaab Dikhakar,..
Aaj Teri Tasveer Ke Saath  Main Khud Ko Jalaane Chala,..

Tu Kar Ke Wadaa Mujhse Milne Ka Phir Kabhi Na Aayi,..
Yahi Wada Ab Dil Mein Liye Raahon Pe Teri Aane Chala,..

Tordi Kasmein Wafaa Ki Tune To Bas Ye Zamaane Ke Liye,..
Zamaane Se Bagaawat Karke Teri Kasmon Ko Main Nibhaane Chala,..

________________________-Azeem-________________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shaq by salil2002 in Shayri-E-Dard
One Of My Fav. ----- Koi Shaq by Pooja in Share Video
Shaq-e-ada by manjot in Shayri for Khumar -e- Ishq
shaq bahut hai by briaina in Shayri-E-Dard
SHAQ by BADE NAWAB in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: June 03, 2006, 08:34:47 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis Appne Bahoot Acha Likha Hai,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: June 07, 2006, 05:56:18 AM »
Reply with quote
Azeem brother u r most welcome.... bahut bahut shukriya apko shayri humnari passend ahye

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis Appne Bahoot Acha Likha Hai,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #18 on: June 07, 2006, 05:59:00 AM »
Reply with quote
bharoo key phool rahye or no kabhi na murjhaye
tum sedha hanstey muskuratey raho
loog tumhey kabhi na sataye
hum miley na miley kal yea kon janey
per milney ki umeed berkaraar raheygi
jindgi rahey na rahey mager hasrantey abaad rahngi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: June 07, 2006, 06:58:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
bharoo key phool rahye or no kabhi na murjhaye
tum sedha hanstey muskuratey raho
loog tumhey kabhi na sataye
hum miley na miley kal yea kon janey
per milney ki umeed berkaraar raheygi
jindgi rahey na rahey mager hasrantey abaad rahngi

Waah Sis Bahoot Khoob,..

Baharon Ke Phool Murjhaa Rahe Hain Teri Yaad Mein,..
Tu To Khush Hai Paakar Chaman Bahar Ka,..
Mil Rahi Hai Tujhe Har Mord Pe Wafaaein,..
Tu Kya Jaane Dard Kya Hota Hai Pyaar Ka,..
Tune Na Beetaya Waqt Kabhi Kisi Ki Raah Mein,...
Beeta Di Maine Zindagi Apni Teri Raah Mein Ye Mera Hadd Tha Tere Intezaar Ka,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #20 on: June 07, 2006, 07:03:46 AM »
Reply with quote
Azeem brother shukriya.... app ney bhi bahut acha likha hia...

siskiyeaa bhari bhari ratey
kes sey kahey hum dil ki batey
tamenaa hai bujhi bujhi
neyno mey rahey ahsoo dol
veh nahi samjhey meyrey pyar ka mol
savapen pankhdeyaa jhadi jhadi
pethjhad ki kahey khari khari
ketney hi arman tut ker bikhar gaye
kha nahi humney muh sey bol
veh nahi samjhey meyrey pyar ka mol...


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
bharoo key phool rahye or no kabhi na murjhaye
tum sedha hanstey muskuratey raho
loog tumhey kabhi na sataye
hum miley na miley kal yea kon janey
per milney ki umeed berkaraar raheygi
jindgi rahey na rahey mager hasrantey abaad rahngi

Waah Sis Bahoot Khoob,..

Baharon Ke Phool Murjhaa Rahe Hain Teri Yaad Mein,..
Tu To Khush Hai Paakar Chaman Bahar Ka,..
Mil Rahi Hai Tujhe Har Mord Pe Wafaaein,..
Tu Kya Jaane Dard Kya Hota Hai Pyaar Ka,..
Tune Na Beetaya Waqt Kabhi Kisi Ki Raah Mein,...
Beeta Di Maine Zindagi Apni Teri Raah Mein Ye Mera Hadd Tha Tere Intezaar Ka,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: June 07, 2006, 07:15:51 AM »
Reply with quote
Shukriya Sis,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne,...

Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: June 08, 2006, 04:16:21 AM »
Reply with quote
your most welcome azeem brother....

bahut bahut shukriya jo apku humara shar passend ahya

eh rab terey hazoor mai sajda kia to hai
jannat humey milay na milay aasra to hai


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sis,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne,...

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: June 08, 2006, 10:11:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
your most welcome azeem brother....

bahut bahut shukriya jo apku humara shar passend ahya

eh rab terey hazoor mai sajda kia to hai
jannat humey milay na milay aasra to hai


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sis,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne,...



Nice One Again Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #24 on: June 09, 2006, 05:11:11 AM »
Reply with quote
Thanks Azeem bahi.... bahut bahut shukriyaa...

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
your most welcome azeem brother....

bahut bahut shukriya jo apku humara shar passend ahya

eh rab terey hazoor mai sajda kia to hai
jannat humey milay na milay aasra to hai


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sis,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne,...



Nice One Again Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: June 09, 2006, 05:18:53 AM »
Reply with quote
Zindagi meri ek saza ban gayi
Meri muhabbat mera hi gunah ban gayi

Humne kiya izhaar to khatawar thehre
Aur unKi khamoshi unki wafa ban gayi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: June 11, 2006, 07:44:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Zindagi meri ek saza ban gayi
Meri muhabbat mera hi gunah ban gayi

Humne kiya izhaar to khatawar thehre
Aur unKi khamoshi unki wafa ban gayi


Bahoot Khoob Sonu Sis,...

Zindagi Meri Bhi Ban Gayi Hai Sazaa Jaisi,..
Na Ye Rooh Se Alag Hoti Hai Na Jeene Ki Aas Dilaati Hai,..
Main Hogaya Hoon Bebas Lachaar Hokar Tujhse Judaa,..
Aur Ye Hai Ki Har Pal Mujhe Teri Hi Yaad Dilaati Hai,..
Saans Bhi Leta Hoon Main To Zakhmo  Ko Hawaa Lagti Hai,..
Pal Pal Mujhe Dekar Zakhm Ye Mera Wajood Mitaati Hai,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #27 on: June 12, 2006, 02:43:56 AM »
Reply with quote
Azeem brother shukirya... bahut khoob.... keya bat hai... yeo hi likhtey rahow

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Zindagi meri ek saza ban gayi
Meri muhabbat mera hi gunah ban gayi

Humne kiya izhaar to khatawar thehre
Aur unKi khamoshi unki wafa ban gayi


Bahoot Khoob Sonu Sis,...

Zindagi Meri Bhi Ban Gayi Hai Sazaa Jaisi,..
Na Ye Rooh Se Alag Hoti Hai Na Jeene Ki Aas Dilaati Hai,..
Main Hogaya Hoon Bebas Lachaar Hokar Tujhse Judaa,..
Aur Ye Hai Ki Har Pal Mujhe Teri Hi Yaad Dilaati Hai,..
Saans Bhi Leta Hoon Main To Zakhmo  Ko Hawaa Lagti Hai,..
Pal Pal Mujhe Dekar Zakhm Ye Mera Wajood Mitaati Hai,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #28 on: June 12, 2006, 02:44:36 AM »
Reply with quote
Chehra mera thaa, nigaahein thi uss ki....,
Khaamoshi mein bhi, woh baatein uss ki....
Mere chehre pe ghazal likhta gaya...
Sher kehti gayi aankhein uss ki..!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: June 12, 2006, 07:45:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Chehra mera thaa, nigaahein thi uss ki....,
Khaamoshi mein bhi, woh baatein uss ki....
Mere chehre pe ghazal likhta gaya...
Sher kehti gayi aankhein uss ki..!!!


Shukriya Sonu Sis,..
Bahoot Acha Likha Hai Apne,...

Nigaahein Milakar Kiya Dil Ko Zakhmi,..
Adaaein Dikhakar Sitam Dhaa Rahe Ho,..
Wafaaon Ka Bhi Kya Khoob Badla Diya Hai,..
Taradpta Hua Chord Kar Jaa Rahe Ho,..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:58:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer