Shaq

by Sonu on May 22, 2006, 07:27:03 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6395 times)
Sonu
Guest
«Reply #30 on: June 30, 2006, 05:57:39 AM »
Reply with quote
Azeem brother bahut baut sukriya.....

bahut khoob... bahut acha likhtey hai app...

andhera qabra ka itne mein hi khush hai......
ki.... jalta hai koi diya upar to!

Quote
Shukriya Sonu Sis,..
Bahoot Acha Likha Hai Apne,...

Nigaahein Milakar Kiya Dil Ko Zakhmi,..
Adaaein Dikhakar Sitam Dhaa Rahe Ho,..
Wafaaon Ka Bhi Kya Khoob Badla Diya Hai,..
Taradpta Hua Chord Kar Jaa Rahe Ho,..[/b]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
shaq by salil2002 in Shayri-E-Dard
One Of My Fav. ----- Koi Shaq by Pooja in Share Video
Shaq-e-ada by manjot in Shayri for Khumar -e- Ishq
shaq bahut hai by briaina in Shayri-E-Dard
SHAQ by BADE NAWAB in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #31 on: June 30, 2006, 06:40:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Azeem brother bahut baut sukriya.....

bahut khoob... bahut acha likhtey hai app...

andhera qabra ka itne mein hi khush hai......
ki.... jalta hai koi diya upar to!

Quote
Shukriya Sonu Sis,..
Bahoot Acha Likha Hai Apne,...

Nigaahein Milakar Kiya Dil Ko Zakhmi,..
Adaaein Dikhakar Sitam Dhaa Rahe Ho,..
Wafaaon Ka Bhi Kya Khoob Badla Diya Hai,..
Taradpta Hua Chord Kar Jaa Rahe Ho,..[/b]

Shukriya and welcome Sis,..

Ujaala Mangne Aaya Tha Roshni Ki Bheek,..
Hum Apna Ghar Na Jalaate To Kya Karte,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #32 on: June 30, 2006, 06:49:33 AM »
Reply with quote
brother shukriya... bahut khoob...

ger deya jalatey to roshni dor talak jati
dil ki lou sadiow tak bujh na pati
tumney to qaper pey roshni kerney key leya apna ghar jala dala
jo gaya tha tumharey dar per bikh mangey tumney usi bhi jala dala....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Azeem brother bahut baut sukriya.....

bahut khoob... bahut acha likhtey hai app...

andhera qabra ka itne mein hi khush hai......
ki.... jalta hai koi diya upar to!

Quote
Shukriya Sonu Sis,..
Bahoot Acha Likha Hai Apne,...

Nigaahein Milakar Kiya Dil Ko Zakhmi,..
Adaaein Dikhakar Sitam Dhaa Rahe Ho,..
Wafaaon Ka Bhi Kya Khoob Badla Diya Hai,..
Taradpta Hua Chord Kar Jaa Rahe Ho,..[/b]

Shukriya and welcome Sis,..

Ujaala Mangne Aaya Tha Roshni Ki Bheek,..
Hum Apna Ghar Na Jalaate To Kya Karte,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #33 on: June 30, 2006, 06:59:26 AM »

Nice One Sonu Sis,..

Raste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne,...
Kar diya Dil Kisi Pathar Ke Hawaale Humne,..
Hum Ko Maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat,..
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #34 on: July 12, 2006, 10:35:07 PM »
Reply with quote
Azeem brother bahut khoob... yeo hi likhtey rahu
Logged
rock
Guest
«Reply #35 on: July 13, 2006, 07:09:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana
na jaane kahan kho gaya vo zamana
tumhen bhuulane ki main koshish karungi
ye vaada karo ke na tum yaad aana
mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai
tumhen bevafaa kah raha hai zamana
meyrey humdum  meri qabr pe tum na aana
tumhen dekh kar shaq karega zamana

dard kafi hai bekhudi ke liye maut jaruri hai jindagi ke liye kaun karta hai kisike liye may to jinda hu apane maut ke liye.
:D
Logged
Sonu
Guest
«Reply #36 on: July 13, 2006, 07:21:49 AM »
Reply with quote
Rock ji shukriya reply kerney ka... bahut khoob... welcome to yoinda.... :oops:

KHUDA UNHE SALAMAT RAKHE JO
NAFRAT HUMSE KARTE HAI
PYAR NAHI NAFRAT HI SAHI
KUCH TO HUM SE KARTE HAI....

Quote from: "rock"
Quote from: "Sonu"
Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana
na jaane kahan kho gaya vo zamana
tumhen bhuulane ki main koshish karungi
ye vaada karo ke na tum yaad aana
mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai
tumhen bevafaa kah raha hai zamana
meyrey humdum  meri qabr pe tum na aana
tumhen dekh kar shaq karega zamana

dard kafi hai bekhudi ke liye maut jaruri hai jindagi ke liye kaun karta hai kisike liye may to jinda hu apane maut ke liye.
:D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #37 on: July 14, 2006, 03:34:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Azeem brother bahut khoob... yeo hi likhtey rahu
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #38 on: July 14, 2006, 03:38:01 PM »
Reply with quote
Na Mili Jab Kisi Se Chahat Hume,..
Humne Nafrat Se Hi Mohabbat Karli,..
Jab Diya Doston Ne Zakahm Hume...
Humne Dushmaano Se Hi Apni Poori Zaroorat Karli,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #39 on: July 15, 2006, 03:02:54 AM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut  khoob....

Quote from: "Jaanasheen"
Na Mili Jab Kisi Se Chahat Hume,..
Humne Nafrat Se Hi Mohabbat Karli,..
Jab Diya Doston Ne Zakahm Hume...
Humne Dushmaano Se Hi Apni Poori Zaroorat Karli,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #40 on: July 15, 2006, 03:06:26 AM »
Reply with quote
her ek dil ko zindgi ke nazare yaad ayengye,
har ek dil ko Apne Pyar bharey din yaad ayenge,
log to Mile the Bahut Par,
tumare sath Guzare huye Waqt Yaad ayenge!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #41 on: July 18, 2006, 08:02:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Azeem bahi bahut  khoob....

Quote from: "Jaanasheen"
Na Mili Jab Kisi Se Chahat Hume,..
Humne Nafrat Se Hi Mohabbat Karli,..
Jab Diya Doston Ne Zakahm Hume...
Humne Dushmaano Se Hi Apni Poori Zaroorat Karli,..

________________________________-Jaanasheen-

Shukriya Sonu Didi,..

Pathar Jahan Ne Phenke Unse Koi Gila Nahi,..
Ghar Likhe The Kaanch ke Naseeb mein Mere,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #42 on: July 18, 2006, 08:43:59 AM »
Reply with quote
Azeem bahi tumney didi likha acha lega thanks.... bahut bahut shukriya...

bahut khoob chutey bahiya.. Usual Smile

Taroo kai andar bijli hoti hein
Suraj kai andar roshni hoti hein
gham kai peechai aansu hotai hai
aap ki khushi kai peechai
humhari dua hoti hai.............

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Azeem bahi bahut  khoob....

Quote from: "Jaanasheen"
Na Mili Jab Kisi Se Chahat Hume,..
Humne Nafrat Se Hi Mohabbat Karli,..
Jab Diya Doston Ne Zakahm Hume...
Humne Dushmaano Se Hi Apni Poori Zaroorat Karli,..

________________________________-Jaanasheen-

Shukriya Sonu Didi,..

Pathar Jahan Ne Phenke Unse Koi Gila Nahi,..
Ghar Likhe The Kaanch ke Naseeb mein Mere,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #43 on: July 18, 2006, 12:53:44 PM »

Ur Welcome Didi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #44 on: July 18, 2006, 12:54:26 PM »
Reply with quote
Jaane Kyun Dil Unpe Aajaata Hai,..
Jinse Kismat ke Sitaare Nahi Milte,.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:39:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer