~~~~>>SISAKTE HAIN HUM USKI YAAD MEIN<<~~~~

by Ninaah on June 25, 2005, 09:17:54 AM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20
ReplyPrint
Author  (Read 22383 times)
Ninaah
Guest
«Reply #240 on: October 27, 2005, 11:09:12 AM »
Reply with quote
Its ok babu sahab......

just remember that we are always there where you want or need us.....

hope to see you in a good mood and with a good shayari tooo...

take care.....God bless you....

ninah

Quote from: "babuofusa"
Hello Ninah Thapa,

Alright, I'm taking my words back. Sorry, for the rude comment.

For the time being I'll just enjoy the talent you guys have shown so far. And when 'the pain' crosses the limit, I'll join your group.

Sorry again,

Babu
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #241 on: October 27, 2005, 11:16:31 AM »
Reply with quote
bahot badiya hai harash....aapki urdu to bahot acchi hai aur mein issi mein ganwar hoon........

chah kar bhi bhool na paaye, hum bade majboor hain,
kaise mitaayein ye faasle, ki hum bhi khade door hain,
na maaro taane humko yun tum o jamane walon,
ki unhi ki tarah, hum bhi yahan bethe be-kasoor hain..........

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji main yahaan aapke shabdon ki khobbsoorat ada kahoon ya our..aap badnaami bhi kerti hain unki our mohabbat bhi unse...kya khoob andaaz hai....akbhi ye socha ki unka kya jawaab hoga in per....kabhi koshish main safal hue unke jawaabon ke liye....
meri nazer main unka jawaab jo main apne nazer se dekhta hoon....

ker rahein badnaamian our bin adalat faisla,
Shaks jo paaye saza. bebas our mazboor hai.

kho chuke jo khud bharosa, kisko ab iljaam dein,
shaks ab bhi,chup kahrha use har saza manzoor hai.

ninaah wrote..

Quote
good one harash.........

dekh kar kisi ko hosh gawa bethe,
ye kisi ki nazron ka kasoor hai,
aaj dhoondhte phirte hain jamane mein usko,
ye jaante huve bhi ki wo humse bahot door hai............
Logged
babuofusa
Guest
«Reply #242 on: October 27, 2005, 04:32:07 PM »
Reply with quote
oooo God, you guys are awesome!!!! Mirza Ghalib has taught you?Huh?
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #243 on: October 27, 2005, 04:57:42 PM »
Reply with quote
wah!!!!!!!!  nice  work  Ninaah............Harsh.........aap  dono  ne kamaal  ka  likha hai.......
Is Tamashe  se  Tanhai  Acchi  hai  Ninaah
wahan kamse kam dil  to  apni awaaz  sunta hai..........

Quote from: "Ninaah"

«Reply #244 on: October 29, 2005, 03:37:00 AM »
Reply with quote
Hello Ninah,

How ya doin?

Your well-wishes worked pretty well. And now I'm sort of happy. Pls keep posting your beautiful works.

Thanks,

Babu
Logged
natural
Guest
«Reply #245 on: October 29, 2005, 04:37:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
bahot badiya hai harash....aapki urdu to bahot acchi hai aur mein issi mein ganwar hoon........

chah kar bhi bhool na paaye, hum bade majboor hain,
kaise mitaayein ye faasle, ki hum bhi khade door hain,
na maaro taane humko yun tum o jamane walon,
ki unhi ki tarah, hum bhi yahan bethe be-kasoor hain..........

Very Well Written Ninaah................. Usual Smile  Usual Smile  Really Nice
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #246 on: October 29, 2005, 05:17:52 AM »
Reply with quote
aaah harash and waheed are good teachers, so if you want i'll recommend you to them..... what you say........ha ha ha ha...

nahi baba everyone is expressing their feelings over here.... y dont you try it.....

Quote from: "babuofusa"
oooo God, you guys are awesome!!!! Mirza Ghalib has taught you?Huh?
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #247 on: October 29, 2005, 06:41:19 AM »
Reply with quote
thanks waheed.........

dil bhi kahan apni sunta hai,
iski tamanna to kisi ko paane ki hai,
kaise hum puri karein iski khawahish ko,
jabki kisi aur ki tamnna hume bhool jaane ki hai.........

Quote from: "waheed_rose2004"
wah!!!!!!!!  nice  work  Ninaah............Harsh.........aap  dono  ne kamaal  ka  likha hai.......
Is Tamashe  se  Tanhai  Acchi  hai  Ninaah
wahan kamse kam dil  to  apni awaaz  sunta hai..........

Quote from: "Ninaah"
bahot badiya hai harash....aapki urdu to bahot acchi hai aur mein issi mein ganwar hoon........

chah kar bhi bhool na paaye, hum bade majboor hain,
kaise mitaayein ye faasle, ki hum bhi khade door hain,
na maaro taane humko yun tum o jamane walon,
ki unhi ki tarah, hum bhi yahan bethe be-kasoor hain..........

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji main yahaan aapke shabdon ki khobbsoorat ada kahoon ya our..aap badnaami bhi kerti hain unki our mohabbat bhi unse...kya khoob andaaz hai....akbhi ye socha ki unka kya jawaab hoga in per....kabhi koshish main safal hue unke jawaabon ke liye....
meri nazer main unka jawaab jo main apne nazer se dekhta hoon....

ker rahein badnaamian our bin adalat faisla,
Shaks jo paaye saza. bebas our mazboor hai.

kho chuke jo khud bharosa, kisko ab iljaam dein,
shaks ab bhi,chup kahrha use har saza manzoor hai.

ninaah wrote..

Quote
good one harash.........

dekh kar kisi ko hosh gawa bethe,
ye kisi ki nazron ka kasoor hai,
aaj dhoondhte phirte hain jamane mein usko,
ye jaante huve bhi ki wo humse bahot door hai............
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #248 on: October 29, 2005, 06:43:29 AM »
Reply with quote
well i m very fine babu.... and its feeling good to see you again.....

take care....May god bless you and keep smiling

Quote from: "babuofusa"
Hello Ninah,

How ya doin?

Your well-wishes worked pretty well. And now I'm sort of happy. Pls keep posting your beautiful works.

Thanks,

Babu
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #249 on: October 29, 2005, 06:45:22 AM »
Reply with quote
oh thanks natural.........

kabhi basaya tha nigahon pe kisi ne,
aaj ussi ne jameen pe hume utara hai,
na pehchaan paaye hum uski bewafayee ko,
ab kise dosh dein, jabki kasoor humara hai.......

Quote from: "natural"
Quote from: "Ninaah"
bahot badiya hai harash....aapki urdu to bahot acchi hai aur mein issi mein ganwar hoon........

chah kar bhi bhool na paaye, hum bade majboor hain,
kaise mitaayein ye faasle, ki hum bhi khade door hain,
na maaro taane humko yun tum o jamane walon,
ki unhi ki tarah, hum bhi yahan bethe be-kasoor hain..........

Very Well Written Ninaah................. Usual Smile  Usual Smile  Really Nice
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #250 on: October 29, 2005, 06:23:03 PM »
Reply with quote
Thanxxxx  Ninaah.......  Harsh....... very  nice  sharing  Harh......Ninaah.....keep  it  continue............

agar  hoti  use  ulfat  to  aisa  kabhi  nahi  kahta
saari  umar  tumhare  saath  saath  rahta
jindagi  ke  kisi   mod  per  use  bhi  tumhari  yaad aayegi
ai  kaash  woh  tumhein bhool  jaane ko na  kahta.........

Quote from: "Ninaah"
thanks waheed.........

dil bhi kahan apni sunta hai,
iski tamanna to kisi ko paane ki hai,
kaise hum puri karein iski khawahish ko,
jabki kisi aur ki tamnna hume bhool jaane ki hai.........

Quote from: "waheed_rose2004"
wah!!!!!!!!  nice  work  Ninaah............Harsh.........aap  dono  ne kamaal  ka  likha hai.......
Is Tamashe  se  Tanhai  Acchi  hai  Ninaah
wahan kamse kam dil  to  apni awaaz  sunta hai..........

Quote from: "Ninaah"
bahot badiya hai harash....aapki urdu to bahot acchi hai aur mein issi mein ganwar hoon........

chah kar bhi bhool na paaye, hum bade majboor hain,
kaise mitaayein ye faasle, ki hum bhi khade door hain,
na maaro taane humko yun tum o jamane walon,
ki unhi ki tarah, hum bhi yahan bethe be-kasoor hain..........

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji main yahaan aapke shabdon ki khobbsoorat ada kahoon ya our..aap badnaami bhi kerti hain unki our mohabbat bhi unse...kya khoob andaaz hai....akbhi ye socha ki unka kya jawaab hoga in per....kabhi koshish main safal hue unke jawaabon ke liye....
meri nazer main unka jawaab jo main apne nazer se dekhta hoon....

ker rahein badnaamian our bin adalat faisla,
Shaks jo paaye saza. bebas our mazboor hai.

kho chuke jo khud bharosa, kisko ab iljaam dein,
shaks ab bhi,chup kahrha use har saza manzoor hai.

ninaah wrote..

Quote
good one harash.........

dekh kar kisi ko hosh gawa bethe,
ye kisi ki nazron ka kasoor hai,
aaj dhoondhte phirte hain jamane mein usko,
ye jaante huve bhi ki wo humse bahot door hai............
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #251 on: October 30, 2005, 09:01:39 AM »
Reply with quote
welcome waheeed........

chah kar bhi na bhula paaye,
kya ye humara pyar hai,
raah tak ti hain nigahein,
aaj bhi isse kisi ka intzaar hai......

Quote from: "waheed_rose2004"
Thanxxxx  Ninaah.......  Harsh....... very  nice  sharing  Harh......Ninaah.....keep  it  continue............

agar  hoti  use  ulfat  to  aisa  kabhi  nahi  kahta
saari  umar  tumhare  saath  saath  rahta
jindagi  ke  kisi   mod  per  use  bhi  tumhari  yaad aayegi
ai  kaash  woh  tumhein bhool  jaane ko na  kahta.........

Quote from: "Ninaah"
thanks waheed.........

dil bhi kahan apni sunta hai,
iski tamanna to kisi ko paane ki hai,
kaise hum puri karein iski khawahish ko,
jabki kisi aur ki tamnna hume bhool jaane ki hai.........

Quote from: "waheed_rose2004"
wah!!!!!!!!  nice  work  Ninaah............Harsh.........aap  dono  ne kamaal  ka  likha hai.......
Is Tamashe  se  Tanhai  Acchi  hai  Ninaah
wahan kamse kam dil  to  apni awaaz  sunta hai..........

Quote from: "Ninaah"
bahot badiya hai harash....aapki urdu to bahot acchi hai aur mein issi mein ganwar hoon........

chah kar bhi bhool na paaye, hum bade majboor hain,
kaise mitaayein ye faasle, ki hum bhi khade door hain,
na maaro taane humko yun tum o jamane walon,
ki unhi ki tarah, hum bhi yahan bethe be-kasoor hain..........

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji main yahaan aapke shabdon ki khobbsoorat ada kahoon ya our..aap badnaami bhi kerti hain unki our mohabbat bhi unse...kya khoob andaaz hai....akbhi ye socha ki unka kya jawaab hoga in per....kabhi koshish main safal hue unke jawaabon ke liye....
meri nazer main unka jawaab jo main apne nazer se dekhta hoon....

ker rahein badnaamian our bin adalat faisla,
Shaks jo paaye saza. bebas our mazboor hai.

kho chuke jo khud bharosa, kisko ab iljaam dein,
shaks ab bhi,chup kahrha use har saza manzoor hai.

ninaah wrote..

Quote
good one harash.........

dekh kar kisi ko hosh gawa bethe,
ye kisi ki nazron ka kasoor hai,
aaj dhoondhte phirte hain jamane mein usko,
ye jaante huve bhi ki wo humse bahot door hai............
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #252 on: October 31, 2005, 04:54:07 AM »
Reply with quote
waah bahoot khoob waahid ji....

koun kya kehta hai pyaar nahi usper mohtaaz
use toh yaad rehta hai apne hamsafer ka ek ek alfaaz.
ye bhi sach dil khayaalon se behlta nahi
per woh gair ki bahoon main hon toh nahi hota bardaasht,
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #253 on: October 31, 2005, 05:00:52 AM »
Reply with quote
ninaah ji tumhaari alfaazon ki keemat toh samajane waala hi jaane.....jo woh chalte hain toh  dill ke aar paar hoti hain....ager inko gazal main piro do shayad woh jiskey liye hon taar taar hon...

Dil hamesha yuin dehlta hai
raat bhar kerwatein badalta hai.
lagta hai dost ruk gayeein saanse,
dard jab mom sa pighalta hai.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #254 on: October 31, 2005, 08:29:31 AM »
Reply with quote
tumhari shayari bahot badiya hai........sach moooch.,..........

saamne dekh kar kisi ko,
na jaane kyon ashq beh chale,
bahot roka humne apne dil ko,
pur ankhein wo sab keh chale.......

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji tumhaari alfaazon ki keemat toh samajane waala hi jaane.....jo woh chalte hain toh  dill ke aar paar hoti hain....ager inko gazal main piro do shayad woh jiskey liye hon taar taar hon...

Dil hamesha yuin dehlta hai
raat bhar kerwatein badalta hai.
lagta hai dost ruk gayeein saanse,
dard jab mom sa pighalta hai.
Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:30:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer