~~~~>>SISAKTE HAIN HUM USKI YAAD MEIN<<~~~~

by Ninaah on June 25, 2005, 09:17:54 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 20
ReplyPrint
Author  (Read 22264 times)
Ninaah
Guest
«Reply #45 on: July 04, 2005, 10:17:38 AM »
Reply with quote
AB RAATON KE ANDHERE,
HUME RAAS AAYE HAIN,
HUMNE APNI ZIDNAGI MEIN,
SIRF GUM HE PAAYE HAIN....




Quote from: "harashmahajan"
Aaaaaaaaah!! hi nikal gayee aapkey kalam chalney se
.tehreer fisal gayee tumhaari gazal ko padne se....

Siyaah kaali raat main
doob chukay hain hum
ki roshni ko 'harsh'
khud hamney chura liya.


Ninnah wrote...

Quote
andhere mein rehna parvane ko pasand nahi,
wo to shama ko dekhte he machal jaata hai,
kya pyar hai uss parvane ka,
jo shama se milte he jal jaata hai....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #46 on: July 04, 2005, 04:30:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
AB RAATON KE ANDHERE,
HUME RAAS AAYE HAIN,
HUMNE APNI ZIDNAGI MEIN,
SIRF GUM HE PAAYE HAIN....




Quote from: "harashmahajan"
Aaaaaaaaah!! hi nikal gayee aapkey kalam chalney se
.tehreer fisal gayee tumhaari gazal ko padne se....

Siyaah kaali raat main
doob chukay hain hum
ki roshni ko 'harsh'
khud hamney chura liya.


Ninnah wrote...

Quote
andhere mein rehna parvane ko pasand nahi,
wo to shama ko dekhte he machal jaata hai,
kya pyar hai uss parvane ka,
jo shama se milte he jal jaata hai....
Dastak na do gamo ko tum
 is taraah baar baar
bade bereham ye chura lenge
 jo tere hamsaaye hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #47 on: July 04, 2005, 10:24:44 PM »
Reply with quote
--------------------------------------------------------------------------------

Humne dil tumko diya tha
aazmaane ke liye
aarzoo karne laga dil
paas aane ke liye

mere dil me tu hi tu hai
tere dil me saikdon
hum sanam tere liye aur
tu zamaane ke liye

jala daala un khaton ko
jo kabhi tune diye
bas zara si raakh rakh li
tujhe dikhane ke liye

jana hai to jaiye
mud ke phir na dekhiye
dhoondh lenge hum kisi ko
dil lagane ke liye.............
__________________
Logged
natural
Guest
«Reply #48 on: July 05, 2005, 04:57:42 AM »
Reply with quote
...
Logged
natural
Guest
«Reply #49 on: July 05, 2005, 05:23:21 AM »
Reply with quote
...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #50 on: July 05, 2005, 06:38:02 AM »
Reply with quote
Quote from: "natural"
Bechaini ya samet ke sare zaha ki,
Jab kuch n ban saka to mera dil bana diya.

Kaata samajh kar hamse n daaman bachae ye,
Gujri hui bahaar ki ek yadgar hu.

Koi aahat koi aawaz koi chah nahi,
Dil ki galiya badi sunsan hai aaye koi.

Na jane ashk se aakho me kyo hai aaye hue,
Gujar gaya hai jamana tuzhe bhula ye huye.(N/M)
nice
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #51 on: July 05, 2005, 06:43:23 AM »
Reply with quote
aurat he aadmi ko daga de,
iska hume aitbaar nahi,
jo sacche dil se na kiya jaaye,
wo jamane mein pyar nahi.....



Quote from: "fakharenaveed"
Jo Maal s Mohabbat Krta hai Qaroon Ban Jata hai
Jo Tib S Mohabbat Krta hai Luqman Ban Jata hai
Jo Zulam S Mohabat Krta hai Yazwwd Ban Jata hai
Jo Watan S Mohabat Krta hai Sikandar Ban Jata hai
Jo Ilaam S Mohabbat Krta hai Aflatoon Ban Jata hai
Jo Aurat S Mohabat Krta hai Majnun Ban Jata hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #52 on: July 05, 2005, 06:49:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
aurat he aadmi ko daga de,
iska hume aitbaar nahi,
jo sacche dil se na kiya jaaye,
wo jamane mein pyar nahi.....



Quote from: "fakharenaveed"
Jo Maal s Mohabbat Krta hai Qaroon Ban Jata hai
Jo Tib S Mohabbat Krta hai Luqman Ban Jata hai
Jo Zulam S Mohabat Krta hai Yazwwd Ban Jata hai
Jo Watan S Mohabat Krta hai Sikandar Ban Jata hai
Jo Ilaam S Mohabbat Krta hai Aflatoon Ban Jata hai
Jo Aurat S Mohabat Krta hai Majnun Ban Jata hai
Pyar Kia Nahin Jata Hai
Yeh Tu Ho Jata hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #53 on: July 05, 2005, 06:51:12 AM »
Reply with quote
I m very fine natural and how are you today?Huh?? waiting for your another quotation.....

kya baat hai bahot pyari shayeri ki hai aapne..... really nice one,... good wordings like you.....

inn baharon ko dekh kar bhi,
kyon man humara udas hai,
kyon aankhon mein nami hai,
kyon iss dil mein pyaas hai....




Quote from: "natural"
Nice Ninah...... Good job
Quote from: "Ninaah"
andhere mein rehna parvane ko pasand nahi,
wo to shama ko dekhte he machal jaata hai,
kya pyar hai uss parvane ka,
jo shama se milte he jal jaata hai....


Chehre pe haseen chaa jati hai
Aankhon main suroor aaa jata hai
Jab tum mujhe apna kahte ho
Apne pe guroor aa jata hai

Gul mohar ki kataar jaisi ho,
Wadiyon main bahaar jaisi ho,
Paayalon ki chum chum chum si,
Chand meri yaar , kaisi ho? (HOW ARE YOU Ninah.........)
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #54 on: July 05, 2005, 06:54:18 AM »
Reply with quote
haan faree sahi kaha,

pyar kiya nahi jata,
ho jaata hai,
dil diya nahi jata,
kahin kho jaata hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
aurat he aadmi ko daga de,
iska hume aitbaar nahi,
jo sacche dil se na kiya jaaye,
wo jamane mein pyar nahi.....



Quote from: "fakharenaveed"
Jo Maal s Mohabbat Krta hai Qaroon Ban Jata hai
Jo Tib S Mohabbat Krta hai Luqman Ban Jata hai
Jo Zulam S Mohabat Krta hai Yazwwd Ban Jata hai
Jo Watan S Mohabat Krta hai Sikandar Ban Jata hai
Jo Ilaam S Mohabbat Krta hai Aflatoon Ban Jata hai
Jo Aurat S Mohabat Krta hai Majnun Ban Jata hai
Pyar Kia Nahin Jata Hai
Yeh Tu Ho Jata hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #55 on: July 05, 2005, 06:57:35 AM »
Reply with quote
ashqon ko ponchne ki jaroorat nahi,
inhe yun he beh jaane do,
apne bandhan se inhe aazad karo,
apni kahani inhe keh jaane do....




Quote from: "natural"
Yeh mere aasu jinhe koi pochne wala bhi nahi,
Koi aanchal enhe milta to sitare hote.
(N/M)
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #56 on: July 05, 2005, 07:01:49 AM »
Reply with quote
Pyaar ki Batoon s Aab Mera Dil Uth GYa Hai
Jiase Koi Aapna Is Jahan S Uth Gya Hai
Logged
natural
Guest
«Reply #57 on: July 05, 2005, 07:09:20 AM »
Reply with quote
...
Logged
bhambra
Guest
«Reply #58 on: July 05, 2005, 07:11:02 AM »
Reply with quote
Hi all... Usual Smile


Reh Reh ker teri yaad aye tu kiya karu
yaad dil say na jay tu kiya karun
soncha tha hogi mulaqat khawab mai
agar neend na aye tu kiya karun ....[NM]...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #59 on: July 05, 2005, 07:14:56 AM »
Reply with quote
kya baat hai natural... jab bhi mein negative hoti hooon... aap accha quote kar ke mujhe optimistic bana dete ho.... thanks....

baharon ne bulaya tha kabhi,
phoolon ne hansaya tha kabhi,
ab yaadon ke lekar kya karein,
unhone bahot hume rulaya tha kabhi....


Quote from: "natural"
I am also very fine Neenah... Thanks

You too are writing Excellent Especially this one..

inn baharon ko dekh kar bhi,
kyon man humara udas hai,
kyon aankhon mein nami hai,
kyon iss dil mein pyaas hai....
Great............Yaar tum great ho......


inn baharon ko dekh kar bhi,kyon man humara udas hai,
Lagta hai aise jaisey wo yahin kahin aas paas hai,
Phir na jaane kyon ye man udas hai,
Lekin phir bhi ye pyara sa unka ehsaas hai.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 20
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:38:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer