~~~~>>SISAKTE HAIN HUM USKI YAAD MEIN<<~~~~

by Ninaah on June 25, 2005, 09:17:54 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 20
ReplyPrint
Author  (Read 22184 times)
Ninaah
Guest
«Reply #75 on: July 05, 2005, 01:41:00 PM »
Reply with quote
thanks for being with me natural......

dosti ka haath badhaya hai tumne,
humne usse maathe se lagaya hai,
jahan jahan aap honge,
wohin mera saaya hai....



Quote from: "natural"
Quote from: "Ninaah"
you are most welcome natural.....

kabhi humne bhi kisi ke liye dua maangi thi,
kisi ke bahon tale pyar ki panah maangi thi,
na khuda ki dua mili aur na wo panah,
jiss ke liye khuda se umra kaid ki saza maangi thi....





Quote from: "natural"
Thanks Ninaah....................
Quote from: "Ninaah"
aapne baharon ko bulaya hai,
inhe to phir aana hee tha,
ye humare naseeb mein nahi hain,
har ashq kisi ki yaad ka paimana tha.....

aap ek baar karo,
hum 100 baar hans kar dikhayenge,
aapke he tahreeron se,
apni dosti ke phool ko mehkayenge....

thanks natural!!!!!! you are really sweet like nature.....



Quote from: "natural"
baharon ke intzaar mein,
aankhein tak pathra gayee,
Arey mur ker to dekho jara
baharen phir se aa gayi.

Agar tum ney udas honey ki kasam khai hai,
To hum bhi tumhe manayenge,
Dekhtey hain hujur kab tak na Hanskar dikhayengey.


Agar aansu aankh mein aaye teri
to woh khushi ka ho ye dua hai meri,
Na kabhi Shikan aaye surat pe teri
Bas ab to rab se yahi dua hai meri...................

Arey jo hua use bhool jaao, Jamaney mein aur bhi bahoot rang hain,
Aur koi na ho to na sahi per hum tumhare sang sang hain.
Logged
natural
Guest
«Reply #76 on: July 06, 2005, 05:19:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
thanks for being with me natural......

dosti ka haath badhaya hai tumne,
humne usse maathe se lagaya hai,
jahan jahan aap honge,
wohin mera saaya hai....


Agar dosti kuchh is kadar aap Nibhayengey
hum to aapko kabhi bhool Na payengey,
Umar bhar yaad rakhengey hum tumhen
Aur dosti ke inn rango se khud ko mehkayengey.

Dur hote huve bhi
Dosti ka Rishta nibhate hai aap,
Na jane kyun Dil ko lubhate hai aap,
Yeh kaisa karishma hai aap ka,
Jo hum ko itna yaad aate hai aap.
Logged
bhambra
Guest
«Reply #77 on: July 06, 2005, 05:41:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
wow bhambra jeeee ultimate wordings..... marvelous....

Log maut tak he apne hamsafar ki raah takte hain,
aap humara kabra mein bhi intzaar karte hain,
hum bekar he apni kimat ko rote the,
hume kya pata tha ki aap humse itna pyar karte hain.....



Quote from: "bhambra"
Chale bhi aao ki hum tumse pyar karte hain.
Yeh woh gunah hai jo hum bar bar karte hain.
Log maut tak hi dilbar ki raah takte hain,
Hum hai ki kabar mein tera intezaar karte hain...[NM]


Thanks Ninaah, I like it  :D
Logged
bhambra
Guest
«Reply #78 on: July 06, 2005, 05:46:42 AM »
Reply with quote
Kaash tum raat hoti, Kaash tum raat hoti,
hota jub bhi main tanha, tum mere aas paas hoti. .......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #79 on: July 06, 2005, 07:07:01 AM »
Reply with quote
YOU ARE MOST WELCOME..... ANYTIME.......BHAMBRA....


Quote from: "bhambra"
Quote from: "Ninaah"
wow bhambra jeeee ultimate wordings..... marvelous....

Log maut tak he apne hamsafar ki raah takte hain,
aap humara kabra mein bhi intzaar karte hain,
hum bekar he apni kimat ko rote the,
hume kya pata tha ki aap humse itna pyar karte hain.....



Quote from: "bhambra"
Chale bhi aao ki hum tumse pyar karte hain.
Yeh woh gunah hai jo hum bar bar karte hain.
Log maut tak hi dilbar ki raah takte hain,
Hum hai ki kabar mein tera intezaar karte hain...[NM]


Thanks Ninaah, I like it  :D
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #80 on: July 06, 2005, 07:19:38 AM »
Reply with quote
aaj bhi mein syaah kaali raat hoon,
aaj bhi mein syaah kaali raat hoon,
jab bhi chaho sur utha ke dekh lo,
mein to tumhare pass hoon....



Quote from: "bhambra"
Kaash tum raat hoti, Kaash tum raat hoti,
hota jub bhi main tanha, tum mere aas paas hoti. .......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #81 on: July 06, 2005, 10:43:39 PM »
Reply with quote

Phoolon say achi uski khushboo
Kaliyon say pyari muskaan
sitaaron sa chamakta hua chehra
koyal say meethi zabaan
chaand bhi chup jaye yeh keh kay
Aasmaan pay ab kya mera kaam
chaandni to aa nikli zameen say
Kaisi hai yeh qudrat ki shaan
Fursat say banaya hoga rub nay
Farishton ka nahi yeh kaam
Mitti say banay hain hum sab
Us main sona ko milaya hoga
Hooron nay bhi hasrat say dekha hoga
Pariyon say sunder yeh insaan
Alfaaz bhi kum partay hain kahne ko
Aisi hai meri jaaaaaaaaaaaaaaaaaaan

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #82 on: July 08, 2005, 11:36:46 AM »
Reply with quote
hum bhatak rahe hain pyar ke sehra mein,
aur har jagah hume sirf aandhi nazar aati hai....



Quote from: "fakharenaveed"

Phoolon say achi uski khushboo
Kaliyon say pyari muskaan
sitaaron sa chamakta hua chehra
koyal say meethi zabaan
chaand bhi chup jaye yeh keh kay
Aasmaan pay ab kya mera kaam
chaandni to aa nikli zameen say
Kaisi hai yeh qudrat ki shaan
Fursat say banaya hoga rub nay
Farishton ka nahi yeh kaam
Mitti say banay hain hum sab
Us main sona ko milaya hoga
Hooron nay bhi hasrat say dekha hoga
Pariyon say sunder yeh insaan
Alfaaz bhi kum partay hain kahne ko
Aisi hai meri jaaaaaaaaaaaaaaaaaaan

Logged
natural
Guest
«Reply #83 on: July 08, 2005, 12:44:05 PM »
Reply with quote
Wow Excellent.........
hum bhatak rahe hain pyar ke sehra mein,
aur har jagah hume sirf aandhi nazar aati hai....


Woh to kab ka bhula chuke hain hamein,
Per phir bhi hum ye ardaas kartey hain,
Na kabhi koi gum mile unko jinhe hum pyar kartey hain................

Unki raahon ke kaante bhi phool ban ker khiley,
Jinhey wo chahte hain wo unhe jaroor milay.......................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #84 on: July 08, 2005, 11:40:33 PM »
Reply with quote








In Sehraoon S Kuch Aagay Nikal Kr Tum Dekhoo
In Aandhion S Nikal Kr Baghoon Ko Tum Dekhoo










Quote from: "Ninaah"
hum bhatak rahe hain pyar ke sehra mein,
aur har jagah hume sirf aandhi nazar aati hai....



Quote from: "fakharenaveed"

Phoolon say achi uski khushboo
Kaliyon say pyari muskaan
sitaaron sa chamakta hua chehra
koyal say meethi zabaan
chaand bhi chup jaye yeh keh kay
Aasmaan pay ab kya mera kaam
chaandni to aa nikli zameen say
Kaisi hai yeh qudrat ki shaan
Fursat say banaya hoga rub nay
Farishton ka nahi yeh kaam
Mitti say banay hain hum sab
Us main sona ko milaya hoga
Hooron nay bhi hasrat say dekha hoga
Pariyon say sunder yeh insaan
Alfaaz bhi kum partay hain kahne ko
Aisi hai meri jaaaaaaaaaaaaaaaaaaan

Logged
natural
Guest
«Reply #85 on: July 11, 2005, 12:11:52 PM »
Reply with quote
Kasam khai hai hamney usey kabhi na yaad karengey,
Per phir bhi khush rahe woh yahi fariyaad karengey.
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #86 on: July 12, 2005, 01:19:13 AM »
Reply with quote
frayd tu yehi niklti hai aab us k liye
har khushi ho aab bas us k liye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #87 on: July 12, 2005, 08:52:55 AM »
Reply with quote
nice one natural........

dekhein shayad tumhari dua asar dikhaye,
shayad hume bhi humara pyar mil jaaye,
zindagi to waise he banjar hai,
kya pata iss sehra mein bhi koi phool khil jaaye....


Quote from: "natural"
Wow Excellent.........
hum bhatak rahe hain pyar ke sehra mein,
aur har jagah hume sirf aandhi nazar aati hai....


Woh to kab ka bhula chuke hain hamein,
Per phir bhi hum ye ardaas kartey hain,
Na kabhi koi gum mile unko jinhe hum pyar kartey hain................

Unki raahon ke kaante bhi phool ban ker khiley,
Jinhey wo chahte hain wo unhe jaroor milay.......................
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #88 on: July 12, 2005, 06:59:50 PM »
Reply with quote
bhoolne bhulaane ki ab yahaan kya baat kertey ho
hum wafa ki  kertey hain baat our tum usi ko raat kertey ho.
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #89 on: July 13, 2005, 09:52:48 AM »
Reply with quote
sheshe k gharon main rehte hain aur pathron s khelte hain
pyar bhi krtay hain aur logon k dilon s khelte hain
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 20
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:04:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer