~~~~>>SISAKTE HAIN HUM USKI YAAD MEIN<<~~~~

by Ninaah on June 25, 2005, 09:17:54 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 20
ReplyPrint
Author  (Read 22267 times)
Ninaah
Guest
«Reply #90 on: July 13, 2005, 12:28:36 PM »
Reply with quote
zindagi humari andhiyon mein guzar jaayegi,
pur har andhi mein bhi teri tasveer nazar aayegi,
bina tere zindagi humari adhuri hai,
bina tere nigahon mein humare sirf veerani he chayegi....



Quote from: "fakharenaveed"








In Sehraoon S Kuch Aagay Nikal Kr Tum Dekhoo
In Aandhion S Nikal Kr Baghoon Ko Tum Dekhoo










Quote from: "Ninaah"
hum bhatak rahe hain pyar ke sehra mein,
aur har jagah hume sirf aandhi nazar aati hai....



Quote from: "fakharenaveed"

Phoolon say achi uski khushboo
Kaliyon say pyari muskaan
sitaaron sa chamakta hua chehra
koyal say meethi zabaan
chaand bhi chup jaye yeh keh kay
Aasmaan pay ab kya mera kaam
chaandni to aa nikli zameen say
Kaisi hai yeh qudrat ki shaan
Fursat say banaya hoga rub nay
Farishton ka nahi yeh kaam
Mitti say banay hain hum sab
Us main sona ko milaya hoga
Hooron nay bhi hasrat say dekha hoga
Pariyon say sunder yeh insaan
Alfaaz bhi kum partay hain kahne ko
Aisi hai meri jaaaaaaaaaaaaaaaaaaan

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #91 on: July 13, 2005, 12:31:58 PM »
Reply with quote
duaon se kisi ki zindagi abaad hoti hai,
baduaon se kisi ki zindagi barbaad hoti hai,
pur hum usse baddua bhi na de paate,
ye humare toote huve dil ki fariyaad hoti hai....



Quote from: "natural"
Kasam khai hai hamney usey kabhi na yaad karengey,
Per phir bhi khush rahe woh yahi fariyaad karengey.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #92 on: July 13, 2005, 12:34:21 PM »
Reply with quote
khusiyan ka aashiyana nahi hai humare ghar mein,
hum to sirf baste hain gumo ko shehar mein....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
frayd tu yehi niklti hai aab us k liye
har khushi ho aab bas us k liye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #93 on: July 13, 2005, 12:39:29 PM »
Reply with quote
hi harsh.....

kabhi bhuli-bisri kahani yaad aati hai,
jo beet chuki hai wo baat purani yaad aati hai,
hum to mashgool the apne gumon mein,
apne pyar ki kahani kisi aur ki jubani yaad aati hai....



Quote from: "harashmahajan"
bhoolne bhulaane ki ab yahaan kya baat kertey ho
hum wafa ki  kertey hain baat our tum usi ko raat kertey ho.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #94 on: July 13, 2005, 12:42:42 PM »
Reply with quote
sheeshe ke gharon mein rehkar bhi,
patharon se khelna unki bhaata hai,
wo pyar ke dard ko kya samjhenge,
unhe to sirf dilon se khelna aata hai....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
sheshe k gharon main rehte hain aur pathron s khelte hain
pyar bhi krtay hain aur logon k dilon s khelte hain
Logged
Bharat
Guest
«Reply #95 on: July 13, 2005, 04:52:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
sheeshe ke gharon mein rehkar bhi,
patharon se khelna unki bhaata hai,
wo pyar ke dard ko kya samjhenge,
unhe to sirf dilon se khelna aata hai....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
sheshe k gharon main rehte hain aur pathron s khelte hain
pyar bhi krtay hain aur logon k dilon s khelte hain



Laila aur Shiri ki tarah tu hame pyar kare, ye hamari jeed na thi
Ek pal me rishta todke begana kar degi, ye hame ummeed na thi
Logged
Meena
Guest
«Reply #96 on: July 13, 2005, 05:31:38 PM »
Reply with quote
gud one desai ji!!!

unke saath ki umeed thi hume, jo puri na hui,
humari chahat unke liye hi shayad zaroori na hui!
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #97 on: July 13, 2005, 11:52:20 PM »
Reply with quote
dil main un k hai kuch dard chupa huwa
ankhoon main un k hai koi ansoo ruka huwa
Logged
Bharat
Guest
«Reply #98 on: July 14, 2005, 02:40:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
gud one desai ji!!!

unke saath ki umeed thi hume, jo puri na hui,
humari chahat unke liye hi shayad zaroori na hui!



Thank you very much, Meenaji,
Bharat
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #99 on: July 14, 2005, 02:48:00 AM »
Reply with quote
Marne ka tere gam me Irada nahi
 
Hai Isqh, magar itna zyada bhi nahi
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #100 on: July 14, 2005, 07:10:49 AM »
Reply with quote
nice one bharat......

pyar jeed se nahi,
balki dil se hota hai,
ye aasani se nahi,
ye badi mushkil se hota hai....


Quote from: "Bharat_Desai"
Quote from: "Ninaah"
sheeshe ke gharon mein rehkar bhi,
patharon se khelna unki bhaata hai,
wo pyar ke dard ko kya samjhenge,
unhe to sirf dilon se khelna aata hai....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
sheshe k gharon main rehte hain aur pathron s khelte hain
pyar bhi krtay hain aur logon k dilon s khelte hain



Laila aur Shiri ki tarah tu hame pyar kare, ye hamari jeed na thi
Ek pal me rishta todke begana kar degi, ye hame ummeed na thi
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #101 on: July 14, 2005, 07:16:58 AM »
Reply with quote
Mushikloon ka naam hi zindgi hai pyar hai
jahan khushi hain waheen zindgi hai pyar hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #102 on: July 14, 2005, 07:31:30 AM »
Reply with quote
ultimate meena.....

gur chahat ka humari usko ilm hota,
to wo bhi shayad humse pyar karta,
jaise bethe hain hum uski raahon mein,
woh bhi shayad humara intzaar karta.....



Quote from: "Meena"
gud one desai ji!!!

unke saath ki umeed thi hume, jo puri na hui,
humari chahat unke liye hi shayad zaroori na hui!
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #103 on: July 14, 2005, 07:34:59 AM »
Reply with quote
tu jitna bhi kre gi humray saath izhaar e pyarrr
hum na krein gay judayi s aab inkaar
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #104 on: July 14, 2005, 07:40:29 AM »
Reply with quote
ashqon ka kya hai,
ye to unhe dekhkte he nikal aate hain,
chahe jitne zakhm diye ho unhone hume,
pur nigahein unko dekh kar pighal jaate hain....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
dil main un k hai kuch dard chupa huwa
ankhoon main un k hai koi ansoo ruka huwa
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 20
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 08:18:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer