sochne se fursat nahi

by reofior on April 11, 2012, 07:57:25 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1924 times)
reofior
Guest
Reply with quote
usko sochne se fursat nahi mujhko
uske pyaar me kahi kho diya khudko
lamha lamha chal diya uske intezaar me
aur manzil ki khabar nahi khudko

ishq to hue hazaaro ko duniya me
mere ishq ka khuda bhi hisaab dhundhta raha
na mila koi aks uska
na mili uski  nishaaniya kisiko
fir bhi...
usko sochne se fursat nahi mujhko
uske pyaar me kahi kho diya khudko

woh aayegi ek din, yakeen uspe hai
sunti hogi meri awaaz kahi apne dil se
dekhu me raah uski har raho pe
dhund legi magar uski rahe mujhko

waqt bhi keh gaya mujhse aaj
ki kyu me karu waqt se bhi zyada intezaar
na ayi woh aaj tak tere kareeb kabhi
kyu deta hai itna sitam khudko

tere sawaalo k kayi jawaab hai mere paas
magar tujhe kahu bas yehi ek baat
(gaur kijiye)
tere sawaalo k kayi jawaab hai mere paas
magar tujhe kahu bas yehi ek baat
milti hai khushi aur rahate khuda se sabko
na mili to bas jannat duniya me kisiko

isiliye...
usko sochne se fursat nahi mujhko
uske pyaar me kahi kho diya khudko
lamha lamha chal diya uske intezaar me
aur manzil ki khabar nahi khudko


...............tera intezaar aaj bhi hai..................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Sochne Wali Baat Hai by Devdas_online in Shayri-E-Dard
usay fursat nahi rahi by SUMBUL QAISER in Shayri for Dard -e- Judai
unhe fursat nahi milti..................... by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
Gham-e-duniya se fursat nahi sar uthane ki by Khurmi in Shayri-E-Dard
FURSAT NAHI UNHE ___________~ROY~ by roy in Shayeri for Dard -e- Bewafai
soudagar
Guest
«Reply #1 on: April 11, 2012, 08:11:57 AM »
Reply with quote
bahut achhi sharing hai jiiii Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: April 11, 2012, 08:36:04 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #3 on: April 11, 2012, 09:44:20 AM »
Reply with quote
Beautifull
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #4 on: April 11, 2012, 10:35:49 AM »
Reply with quote
nice
usko sochne se fursat nahi mujhko
uske pyaar me kahi kho diya khudko
lamha lamha chal diya uske intezaar me
aur manzil ki khabar nahi khudko

ishq to hue hazaaro ko duniya me
mere ishq ka khuda bhi hisaab dhundhta raha
na mila koi aks uska
na mili uski  nishaaniya kisiko
fir bhi...
usko sochne se fursat nahi mujhko
uske pyaar me kahi kho diya khudko

woh aayegi ek din, yakeen uspe hai
sunti hogi meri awaaz kahi apne dil se
dekhu me raah uski har raho pe
dhund legi magar uski rahe mujhko

waqt bhi keh gaya mujhse aaj
ki kyu me karu waqt se bhi zyada intezaar
na ayi woh aaj tak tere kareeb kabhi
kyu deta hai itna sitam khudko

tere sawaalo k kayi jawaab hai mere paas
magar tujhe kahu bas yehi ek baat
(gaur kijiye)
tere sawaalo k kayi jawaab hai mere paas
magar tujhe kahu bas yehi ek baat
milti hai khushi aur rahate khuda se sabko
na mili to bas jannat duniya me kisiko

isiliye...
usko sochne se fursat nahi mujhko
uske pyaar me kahi kho diya khudko
lamha lamha chal diya uske intezaar me
aur manzil ki khabar nahi khudko


...............tera intezaar aaj bhi hai..................
Logged
theyash
Guest
«Reply #5 on: April 11, 2012, 10:50:55 AM »
Reply with quote
bahut khoob reofior...
Logged
dolly
Guest
«Reply #6 on: April 11, 2012, 12:19:51 PM »
Reply with quote
good...
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #7 on: April 11, 2012, 12:44:38 PM »
Reply with quote
boht khub farmaya hai apne
Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: April 11, 2012, 05:07:17 PM »
Reply with quote
usko sochne se fursat nahi mujhko
uske pyaar me kahi kho diya khudko
lamha lamha chal diya uske intezaar me
aur manzil ki khabar nahi khudko

ishq to hue hazaaro ko duniya me
mere ishq ka khuda bhi hisaab dhundhta raha
na mila koi aks uska
na mili uski  nishaaniya kisiko
fir bhi...
usko sochne se fursat nahi mujhko
uske pyaar me kahi kho diya khudko

woh aayegi ek din, yakeen uspe hai
sunti hogi meri awaaz kahi apne dil se
dekhu me raah uski har raho pe
dhund legi magar uski rahe mujhko

waqt bhi keh gaya mujhse aaj
ki kyu me karu waqt se bhi zyada intezaar
na ayi woh aaj tak tere kareeb kabhi
kyu deta hai itna sitam khudko

tere sawaalo k kayi jawaab hai mere paas
magar tujhe kahu bas yehi ek baat
(gaur kijiye)
tere sawaalo k kayi jawaab hai mere paas
magar tujhe kahu bas yehi ek baat
milti hai khushi aur rahate khuda se sabko
na mili to bas jannat duniya me kisiko

isiliye...
usko sochne se fursat nahi mujhko
uske pyaar me kahi kho diya khudko
lamha lamha chal diya uske intezaar me
aur manzil ki khabar nahi khudko


...............tera intezaar aaj bhi hai..................
very nice
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:14:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer