Tanha hai is qadar....

by Saba_Saba on August 31, 2006, 05:16:16 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 10140 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: October 20, 2006, 02:29:13 PM »
Reply with quote
Nice One Dost,..
Keep Going
Logged
FAREE
Guest
«Reply #16 on: October 29, 2006, 07:27:36 PM »
Reply with quote
Dil lagane ko ek bewafa dhoodh raha hoon
Teri aankhon me aaina dhoondh raha hoon...

Hasti tak mit gayi humari aapke ishq me
Jo kuch reh gaya bacha,dhoondh raha hoon...

Jis* ki khushiyon se mehroom** rahe sada
Tere labon pe wo maza dhoondh raha hoon...

Na jane aakhir aisi kya khasiyat hai tujhme
Jo ek ajnabi me koi apna dhoondh raha hoon...

Itna ishq karne ki khata jo ki hai ab humne
Jare-jarre me uski saza dhoondh raha hoon...

Ashkon ke thapedon se jo hue hum“Faree”
Ab har dard me apni dawa dhoondh raha hoon..

Dil lagane ko ek bewafa dhoodh raha hoon
Ab har dard me apni dawa dhoondh raha hoon..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: October 30, 2006, 02:39:26 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob faree Bhaijaan,..
Nice One,..
Logged
FAREE
Guest
«Reply #18 on: October 31, 2006, 03:40:55 AM »
Reply with quote
Thank You


tere chehra, mehphil me phir najar aayaa.
humkho jeene me, phir majaa aayaa.
phir tere aankho se, shaam phee hamne.
phir wohi, pehle sa nasha chaayaa.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: October 31, 2006, 01:06:09 PM »
Reply with quote
Ur Welcome Bhai,..

Mehfil Se Jab Hum Uth Kar Jaane Lage,..
Mere Fasaane Sab Mehfil Mein Gaane Lage,..

Ab Kya Kisi Ko Bataayein Hum Judaai Ka Manzar,..
Mera Haal Dekh Kar Sab Muskuraane Lage,..

__________________________-jaanasheen-
Logged
FAREE
Guest
«Reply #20 on: October 31, 2006, 07:57:32 PM »
Reply with quote

Honton pe tera naam hai, aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai
Tune kaha tha laut ke aayegi tu zuroor
Is aas pe main jeeta raha hoke tujhse door
Vaade pe tere ab bhi mujhe aitbaar hai
Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai, aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai
Duniya kahe na bewafa tujhko ae hamnasheen
Ilzaam koi pyaar pe aa jaaye na kahin
Tu aayi na agar to mohabbat ki haar hai
Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai, aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai
Logged
FAREE
Guest
«Reply #21 on: November 02, 2006, 08:09:47 PM »
Reply with quote
Kya Mila Tumhe Socho, Humko Azmaane Mein
Aag Lag Gayi Aakhir, Har Taraf Zamane Mein.

Tum To Chaar Din-May-Hi, Apna Honsla Kho Bethe
Umar Beet Jati Hai, Ruthne-Manane Mein...

Tumne Sab Luta diye Ashq Meri Palko Ke,
Ik Zamaana Lagta Hai, Aainey Sajaane Mein.

Aaj hai Sabhi Masroof, Farak Sirf Itna Hai,
Koi Ghar Banane Mein, To Koi Ghar Jalane Mein.

Aaj Dil Hai Diwana, Uska Rukh Na Pehchana,
Saazishen Bhi Shamil Hain Jiske Muskurane Mein
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: November 04, 2006, 01:11:51 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Fareed Bhai,..

Kamaal Ka Likha Tahe Ho Bhaijaan,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: November 04, 2006, 01:12:29 PM »
Reply with quote
Meri Tanhaai Na Pehchaan Saka Koi,..
Ke Adat Thi Hamari Ye Mehfilein Banaane Ki,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
FAREE
Guest
«Reply #24 on: November 04, 2006, 07:24:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Meri Tanhaai Na Pehchaan Saka Koi,..
Ke Adat Thi Hamari Ye Mehfilein Banaane Ki,..

__________________________-Jaanasheen-
Waqat na jaane zamane ko kahan lejaega
hum to ruk jaainge lakin waqat chalta jayega

koun chalta hai sada sung karwane waqat ke
har musafir thak ke koi rah pe ruk jayega

zindagi wo khawab hai tootega jab uth jaainge
mout ki aaghosh main jab har bashar so jayega

kia mohabat kia khushi kia dosti kia dushmani
waqat ka sab khail hai aur sab khatam ho jayega

sochta hoon mai janaza dekh ker jaate hue
ik kafan he hai mera jo saath mere jaayega
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: November 06, 2006, 01:13:01 PM »
Reply with quote
bvahoot Khoob faree Bhai Jaan,..
Kamaal Ka Likha Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: November 06, 2006, 01:15:09 PM »
Reply with quote
Hogi Naseeb Mein Mere Judaai Ye Maloom Na Tha,..
Warna Dil Na Lagaate Kabhi Hum Judaai Ka Khauff Kar Ke,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tanhadil
Guest
«Reply #27 on: November 06, 2006, 08:16:18 PM »
Reply with quote
Code:
[list][img]wah wah wah kya bat hai janab 

Bhulna apne khuda ko  kisi ke bas ki bat nahi
Fasla apne rab se ye sachche dil ki fariyad nahi
Khafa ho jaye aapse aise mere halat nahi
Dil jo de diya tumhe kisi aur se lagate nahi
Tum kal bhi mere the aaj bhi mere ho
Bas apna kahne ke aaj mere halat nahi
Chah kar bhi na pa saki tumhe ye meri badnasibi hai
Warna tumhe khokar jinda to meri lash bhi nahi
Tum wahi ho jise main apna kaha karti thi
Magar aaj kaise kah du,aaj  main jinda nahi main jinda

[/img][/list]
[/b]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: November 08, 2006, 02:47:50 PM »
Reply with quote
Nice One Tanhaa Dil,..
Once Again,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: November 08, 2006, 02:54:21 PM »
Reply with quote
Ur always Welcome Sis,..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:56:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer