Tanhaion Mein Kar Liya Basera

by Jaanasheen on April 14, 2006, 11:28:37 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2051 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Tujhse Bichardne Ke Baad Meri Zindagi Mein Na Hua koi Savera,..
Jab Bhi Kisi Ko Mohabbat Karte Hue To samne Aata Hai Tera Chehra,..

Laakhon Gham Sehne Paade Mujhe Tujhse Bichardne Ke Baad,..
Aur Mere Khushion Ke Taaron Ko Ghamon Ne Tha Ghera,..

Aaj Bhi Karta Hoon Afsos Us waqt Pe Jabb Tum Mujhse Juda Hue,..
Aur Us Waqt SE Maine Karliya Tanhaion Mein Basera,..

Aaj Kuch Is Tarah Se Karta Hoon Tera Intezaar,..
Ke Jis Raah Se Chala Tha Tu Kabhi Aaj Bhi Main Wahan Hoon Thehra,..

______________________-Azeem-__________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hamesha ke liye dil mein basa liya by Akant in Shayri-E-Dard
YAADON MEIN BASERA TERA by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
YAADON MEIN BASERA TERA by faizan's in Shayri for Khumar -e- Ishq
Palkon Mein Chupa Liya by honeyrose in Ghazals
Wafaa ke sheesh -mehal mein saja liya maine by hina ki talsah in Other Languages
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 14, 2006, 11:30:01 AM »
Reply with quote
Tere Jaane Ke Baad Ab Yahi Mere Saath Rahe,..
Teri yaadein aur Meri Tanhaaiyaan,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #2 on: April 14, 2006, 12:24:01 PM »
Reply with quote
tanhayee ke saye jab bhi gehraye
lab humare phir muskaye
koi ho na ho paass kise parwaf
teri yaadon ke hanseen khawab to aaye.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 15, 2006, 02:04:41 PM »
Reply with quote
Nice Vikas bhai,..

Tum To Na Rahe Hamare Saath,..
Phir Bhi Tumhari Yaad Har Pal Aati Hai,..
Tum To Bicharde Ho Humse, Jaane Kya Majboori thi,..
Ab Bhi Us Lamhe Ki Yaad Mujhe Bahoot Tardpaati hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 16, 2006, 02:39:55 PM »
Reply with quote
Basaliya Ghar Maine Tanha Nagri Mein,..
Kyun Ki Hume To adat Hogayi Tanhai Ki,....Unke Jaane Ke Baad,
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #5 on: April 17, 2006, 04:37:59 AM »
Reply with quote
taanhaai mai rehta hun
haawaon  tum chup rehna
fizaaon ki chubhan sehta hun
baharon tum shaant rehna
koi na bataye unko mere gumo ka
ayee dhadkna tum band rehna
milne ka vaada wo kar gaye the
aankho tum khuli rehna
saanse tum chalti rehna
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 17, 2006, 10:37:58 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Vikaas Bhai,..

Milne Ka Wadaa Wo Kar Gaye Isi Aas SE Jee Raha Hoon,..
Warna Marr Jaata Main Un Raahon Mein Jahan Se Wo Guzre The Kabhi,...
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #7 on: April 17, 2006, 12:32:32 PM »
Reply with quote
I love the way u write jaanasheen!vikas good ones from u aswell!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 17, 2006, 12:45:30 PM »
Reply with quote
Shukriya Fatima Ji,..

Jab Se Door Hue Tum Mujhse Mujhe Tanha Rehne Ki Adat Hogayi,..
Yaad Karte Karte Tumhari Un Yaadon Ko Na Jaane Zindagi Kahan Khogayi,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #9 on: April 19, 2006, 07:19:15 AM »
Reply with quote
Shukriya Jaanasheen and Sweety.

bahut khoob likha doston ne......
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #10 on: April 19, 2006, 07:24:01 AM »
Reply with quote
Tanhayia hai saath mere kaise kahun
jab teri yaaden basi hai seene mai
tanhaiyon ko apna saathi kaise kahun
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 19, 2006, 10:41:03 AM »
Reply with quote
Bahoot Ache Vikaas Bhai,..

Yaadein Bhi Kuch Pal ke Liye Saath Chord Jaati Hain,..
Aadmi To Tanha Hota Hai Zindagi Mein Aur Maut Ke Baad,..
Bhaale Hum Kitna Bhi Door Rakhe Tanhaai Ko,..
Jab Akele Hote Hain To Saath Dene Ke Liye Wo Aa Jaati hai,..
Kitna Bhi Nafrat Karein Hum Is Se Wo Humse Rishta Marne Ke Baad Bhi Nibhaati hai,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #12 on: April 21, 2006, 04:51:57 AM »
Reply with quote
thnaks Jaanasheen Ji and nice one again..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: April 21, 2006, 07:52:16 AM »
Reply with quote
Shukriya Vikaas Bhai,..

Teri Yaad Ko Bana Liya Maine Jeena Ka Sahara,..
Jab Se Juda Hue Tum Mujhse,,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: June 14, 2006, 01:22:51 PM »
Reply with quote
Tanhaa Rehkar Tanhaaion Mein Kar Liya Basera,..
Na Dekha Maine Raat Ko Na Dekha Koi Savera,..
Judaai Ne Teri Bahoor Buraa Haal Kiya Hai Mera,..
Ke Dekhoon Jahan Bhi Nazar Aata Hai Tera Chehra,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 08:10:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer