tera hi naam

by ranjana on May 04, 2006, 08:11:10 AM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 4910 times)
ranjana
Guest
«Reply #30 on: May 17, 2006, 10:23:25 AM »
Reply with quote
nice Bhai.....................

mere saath tum bhi dua karo yun kisi ke haq mein bura na ho
kahi aur ho na ye hadasa koi raste mein juda na ho..........bashir badre
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Toota jo aake lab pe, tera naam hi to hai by muneeb in Shayri-E-Dard
tera naam by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
JEE RAHE HAI BUS TERA HI NAAM LEKAR by chetanmamtora in SMS , mobile & JOKES
tera naam by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
rehta he is zabaan pe her dum tera hi naam by khalidrawat in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: May 17, 2006, 11:09:06 AM »
Reply with quote
Nice One Ranjana.,
Logged
ranjana
Guest
«Reply #32 on: May 19, 2006, 06:26:10 AM »
Reply with quote
shukriya Bhai..................
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: May 19, 2006, 03:21:59 PM »
Reply with quote
Ur Welcome Ranjana,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #34 on: June 15, 2006, 09:44:19 AM »
Reply with quote
raat aur din jab milte hain toh ek hawa si chalti hai
mere dil mein aaj bhi teri hi mohabbat ki aag jalti hai

jaise subeh dekhi maine ek umeed ki jahalk kirno mein
wasie hi aaj bhi tere milne ki ek umeed mere dil mein palti hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: June 15, 2006, 02:10:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
raat aur din jab milte hain toh ek hawa si chalti hai
mere dil mein aaj bhi teri hi mohabbat ki aag jalti hai

jaise subeh dekhi maine ek umeed ki jahalk kirno mein
wasie hi aaj bhi tere milne ki ek umeed mere dil mein palti hai


Nice One Ranjana,..

Milenge Hum Kisi Din "Jaanasheen" Nazron Mein Hamara Intezaar Rakhna,..
Aankh Na Pher Na Kabhi Hum Aa Bhi Jaaye To Dil Mein Hamare Liye Pyaar Rakhna,..

________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #36 on: June 19, 2006, 07:32:13 AM »
Reply with quote
duniya ne hamko ek dusre se juda kar diya
lekin is  judaai ne hamre pyaar ko aur bada diya
yeh thaa imithaan teri meri mohabbat ka shayed
rahi duriya jismo mein bhale hi ,per hamre dilo ko mila diya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: June 20, 2006, 07:35:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
duniya ne hamko ek dusre se juda kar diya
lekin is  judaai ne hamre pyaar ko aur bada diya
yeh thaa imithaan teri meri mohabbat ka shayed
rahi duriya jismo mein bhale hi ,per hamre dilo ko mila diya


Nice One Ranjana Sis,...

Duniya Ka Ye Dastoor Pooraana Hai,..
Judaa Karke Mohabbat Karne Waalon Ko Muskuraate Hain,..
Hain Lakhon Ched Unke Daman Mein "Ranjana",..
Phir Bhi Sabke Haal Par Rone Ko Aa Jaate Hain,..

________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #38 on: June 20, 2006, 11:43:10 AM »
Reply with quote
azeem bahi khub..............

kuch zakham abhi taaza hai mohbbat ke
inko  abhi apne daman se hawa mat dena
jab puche koi rishta tumse hamara  
toh haqaikat se parada uthane na dena
Logged
gumnam
Guest
«Reply #39 on: June 26, 2006, 08:52:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
azeem bahi khub..............

kuch zakham abhi taaza hai mohbbat ke
inko  abhi apne daman se hawa mat dena
jab puche koi rishta tumse hamara  
toh haqaikat se parada uthane na dena
BAHUT KHUB RANJANA JI.......

UDASI KA YE PATHHAR AANSUO SE NAM NAHI HOTA,
HAZARO JUGNUO SE BHI ANDHERA KAM NAHI HOTA..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #40 on: June 26, 2006, 10:59:08 AM »
Reply with quote
nice gumnam ji............

jindagi hame azmaati rahi ,hum jindagi ko azmaate rahe
yeh safar yun hi chalata  raha,tum bahut der tak yaad aate rahe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: June 29, 2006, 06:22:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
azeem bahi khub..............

kuch zakham abhi taaza hai mohbbat ke
inko  abhi apne daman se hawa mat dena
jab puche koi rishta tumse hamara  
toh haqaikat se parada uthane na dena


Shukriya Ranjana Sis,...

Jee Rahe Hain Hum Ye Aas Lekar Ke Tumhe Apna Keh Sakoon,..
Aur Tum Kehte Ho Ke Is Baat Ko Choopaane Ki Baat Karte Ho,..
Zakham Mohabbat Ke Khaane Ki Ab Adat Si Hogayi Hai Ranjana,..
Muskuraa Raha Hoon Gham Sehkar Bhi Main Yahan, Tum Ho Ke Rone Ki Baat Karte Ho,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: June 29, 2006, 06:25:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
azeem bahi khub..............

kuch zakham abhi taaza hai mohbbat ke
inko  abhi apne daman se hawa mat dena
jab puche koi rishta tumse hamara  
toh haqaikat se parada uthane na dena
BAHUT KHUB RANJANA JI.......

UDASI KA YE PATHHAR AANSUO SE NAM NAHI HOTA,
HAZARO JUGNUO SE BHI ANDHERA KAM NAHI HOTA..


Nice One Gumnam Bhai,..

Gham Jo Mile Hain Mujhe Wo Andhere Se Bhi Tanhaa Hai,..
Main To Tha Pehle Se Hi Tanha Ab To Kabar Bhi Tanhaa Hai,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #43 on: June 29, 2006, 03:04:59 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
nice gumnam ji............

jindagi hame azmaati rahi ,hum jindagi ko azmaate rahe
yeh safar yun hi chalata  raha,tum bahut der tak yaad aate rahe
nice one ranjana ji.....


Kitni mohbbat hai hume unse,
Kaash ki unhe ye ehsaas ho jaaye.
Magar aisa na ho ki unhe hosh tab aaye,
Jab humari jindagi gehri neen mein so jaaye.
Logged
gumnam
Guest
«Reply #44 on: June 29, 2006, 03:06:59 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
azeem bahi khub..............

kuch zakham abhi taaza hai mohbbat ke
inko  abhi apne daman se hawa mat dena
jab puche koi rishta tumse hamara  
toh haqaikat se parada uthane na dena
BAHUT KHUB RANJANA JI.......

UDASI KA YE PATHHAR AANSUO SE NAM NAHI HOTA,
HAZARO JUGNUO SE BHI ANDHERA KAM NAHI HOTA..


Nice One Gumnam Bhai,..

Gham Jo Mile Hain Mujhe Wo Andhere Se Bhi Tanhaa Hai,..
Main To Tha Pehle Se Hi Tanha Ab To Kabar Bhi Tanhaa Hai,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
thanks jaanasheen n nice one....bahut achha likhte ho.....
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:20:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer