Tere Baigair .... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on March 23, 2009, 10:20:04 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 891 times)
jasbirsingh
Guest
Reply with quote



AISI HAWA CHALI KI SAB PHOOL JAL GAYE
SABSEY AZEEZ DOST BHI KITNEY BADAL GAYE
TERE BAIGAIR JINEY KA KISS KOH GUMAAN THA
HUM KHUDD BHI SOCHTEY HAI KI KAISEY SAMBHAL GAYE



NM



JASBIR SINGH


Logged
k.shael
Guest
«Reply #1 on: March 23, 2009, 11:22:51 AM »
Reply with quote



AISI HAWA CHALI KI SAB PHOOL JAL GAYE
SABSEY AZEEZ DOST BHI KITNEY BADAL GAYE
TERE BAIGAIR JINEY KA KISS KOH GUMAAN THA
HUM KHUDD BHI SOCHTEY HAI KI KAISEY SAMBHAL GAYE



NM



JASBIR SINGH




Good One Jas Ji,

Jo apne the wo bhi aaj badal gaye,
Rishte khoon ke ho ya dil ke sab bikhar gaye,
Ye meri kismat ya hai kamjori meri ki jitne
bhi chale saath piche choot gaye...

Shally.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: March 23, 2009, 11:29:50 AM »
Reply with quote
Good One Jas Ji,

Jo apne the wo bhi aaj badal gaye,
Rishte khoon ke ho ya dil ke sab bikhar gaye,
Ye meri kismat ya hai kamjori meri ki jitne
bhi chale saath piche choot gaye...

Shally.


wah bahut khoob SHALLY



APNOH KA SAATH KU CHOOT JAYA KARTA HAI
DIL APNOH SEY KU LAG JAYA KARTA HAI
SAATH CHALNEY KI KASMEY TOH KHATEY HAI
CHALTEY CHALTEY, SAATH KU CHOOT JAYA KARTA HAI



JASBIR SINGH


Logged
k.shael
Guest
«Reply #3 on: March 23, 2009, 11:38:13 AM »
Reply with quote

wah bahut khoob SHALLY



APNOH KA SAATH KU CHOOT JAYA KARTA HAI
DIL APNOH SEY KU LAG JAYA KARTA HAI
SAATH CHALNEY KI KASMEY TOH KHATEY HAI
CHALTEY CHALTEY, SAATH KU CHOOT JAYA KARTA HAI



JASBIR SINGH




Good One Jas Ji,

Dost iss duniyaa me uss khuda ke siwa koi apna nahi,
Toot hi jaata hai ek din koi poora hota sapna nahi,
Ye to weham hai ham jaise dildaaro ke par sach hai
Keh dene se koi apna hota nahi...

Shally.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: March 23, 2009, 11:48:33 AM »
Reply with quote
Good One Jas Ji,

Dost iss duniyaa me uss khuda ke siwa koi apna nahi,
Toot hi jaata hai ek din koi poora hota sapna nahi,
Ye to weham hai ham jaise dildaaro ke par sach hai
Keh dene se koi apna hota nahi...

Shally.





WAH WAH WAH SHALLY



RABB KI MARJI SEY JAHA MEH CHALA AAYA THA
YAHA AAKAR SAB KOH ACCHAA INSAAN PAYA THA
FIR KU ACHANAK CHODD GAYE YEH LOG
SAATH NIBHANEY KA JINHONEY WADA KHAYA THA



JASBIR SINGH

Logged
k.shael
Guest
«Reply #5 on: March 23, 2009, 11:52:46 AM »
Reply with quote



WAH WAH WAH SHALLY



RABB KI MARJI SEY JAHA MEH CHALA AAYA THA
YAHA AAKAR SAB KOH ACCHAA INSAAN PAYA THA
FIR KU ACHANAK CHODD GAYE YEH LOG
SAATH NIBHANEY KA JINHONEY WADA KHAYA THA



JASBIR SINGH



Good One Jas Ji,

Khud ki marzi se banaye the rishte,
Aur rishto ki marzi se ham toot.te gaye,

Shally.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: March 23, 2009, 11:56:34 AM »
Reply with quote
Good One Jas Ji,

Khud ki marzi se banaye the rishte,
Aur rishto ki marzi se ham toot.te gaye,

Shally.


THANKS SHALLY


YEH RISHTEY BHI AJEEB HO JATEY HAI
PAL MEH BANTEY AUR MIT JATEY HAI
KAISEY YAKEEN KAREY KOI INN RISHTOH PAR
RISHTEY HI KAMJOR PADD JATEY HAI


JASBIR SINGH
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:29:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer