Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 12828 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #105 on: November 27, 2008, 09:37:50 AM »
Reply with quote
Bohat Khoob Jaanasheen ji...

Shukriya Sajid Bhai,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #106 on: November 27, 2008, 09:39:38 AM »
Reply with quote
nice work Jannasheen and Jas

Shukriya Didi,.
Aap Kuch Likh Kar Jaate To Achcha Lagta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #107 on: November 27, 2008, 09:42:49 AM »
Reply with quote
Har Khwahish Meri Adhoori Reh Gayi,.
Mila Is Chahat Se Mujhe, To Bas Dard Ka Samander Doston,.

Doobta Chala Gaya Main, Door Door Tak Kinaara Na Dikha,.
Apne Hi Haaton Tabaah Kar Liya Maine, Apna Ghar Doston,.

______________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #108 on: November 27, 2008, 03:43:25 PM »
Reply with quote
great work jahanasheen


Jasbir Singh
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #109 on: November 27, 2008, 10:53:54 PM »
Reply with quote
Acha kaha Jansheen... keep it up..

Sajid Hadayat
Logged
Pooja
Guest
«Reply #110 on: November 27, 2008, 11:14:12 PM »
Reply with quote
lil bro bahoot acha likha hai.. magar ajj such main kalam bhi sadme main hai... kuch sanjh nahi aa raha hai....

tasveer uski ko jalaya kitani baar
yaadon uski ne hume rulaya kitani baar
ghar ki ek ek kan main najar jab wo ane laga
hume humare zakhmo ne, khoon ke ansoo rulaya her baar
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #111 on: November 28, 2008, 04:01:04 AM »
Reply with quote
Ek baar same Title se main khumar-e-Ishaq mai Post kiya tha.... Ajj same title se Judai mai likh rahi hu... ek hi tasveer ... magar...

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar, ek galati se sab kuch hum khote hai!!

Karte hai sari dil ki baat aor chup wo sunati rahti hai
Ro ro kar ab to her pal, teri tasveer ko ansuo se dhote hai

Kahe tujhse ajj hum kaya, khud hi to sab mitaya hai
Khud ko khud hi teri ankhon mai, bewafa sa sajaya hai

Kar ke yaad teri batein, her pal khud ko rulaate hai
Wo hansi ke pal, her pal dil ko tadpaate hai

Kaya kiya, kyun kiya, yah sab ek nashtar se chubhate hai
Le kar teri tasveer hatho main, apna her ek zakham dikhate hai

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar,  ek galati se sab kuch hum khote hai!!

Very Good one Pooja Ji
Hume chhor kar woh tasveer ko gale lagate hain
Humse katrate hain tasveer se pyaar jatate hain
Aisa kya mere tasveer mein hai jo mujhme nahin
Humse takrate hain to tasveer ko meri sahlate hain

Hume dikla kar woh tasveer meri chhuma karte hain
Humse ruth e hain aur meri tasveer ko apnate hain
Pata nahi kyon mere tasveer ko har pal dil se lagate hain
Humse nafrat karte hain aur tasveer se dil bahlate hain



Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #112 on: November 28, 2008, 07:33:46 AM »
Reply with quote
BAHUT khoob Rajesh


TASVIR KI BAAT BAHUT KHOOB KAHI
INHEY PYAR TASVIR SEY HAI, HUMSEY NAHI
TASVIR KOH WOH FIR BHI ROK LENGEY
HUM JOH AAGEY BADEY, HAMEY KAHA SEY ROK LENGEY


JASBIR SINGH
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #113 on: November 28, 2008, 07:43:02 PM »
Reply with quote
Good work Jasbir ji..... lagay rahien...

Bandoq say goli khatam ho jay mager
Papa ji k pass lafz khatam nahi hotay


Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #114 on: November 28, 2008, 08:02:13 PM »
Reply with quote
haa haaa Hadayat


LABZ KHATAM HO JAYE
FIR SHER KAHA
JASBAAT KHATAM HO JAYE
FIR BAAT KAHA



JASBIR SINGH
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #115 on: November 28, 2008, 08:15:17 PM »
Reply with quote
haa haaa Hadayat


LABZ KHATAM HO JAYE
FIR SHER KAHA
JASBAAT KHATAM HO JAYE
FIR BAAT KAHA



JASBIR SINGH

Kamal ker dita jay tusi... well said jeetay rahien..

Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #116 on: November 28, 2008, 08:16:14 PM »
Reply with quote
THANKS SAJID


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #117 on: November 29, 2008, 10:23:56 AM »
Reply with quote
lil bro bahoot acha likha hai.. magar ajj such main kalam bhi sadme main hai... kuch sanjh nahi aa raha hai....

tasveer uski ko jalaya kitani baar
yaadon uski ne hume rulaya kitani baar
ghar ki ek ek kan main najar jab wo ane laga
hume humare zakhmo ne, khoon ke ansoo rulaya her baar

Bahot Achche Didi,.

Jis Shayar Ke Dil Mein Dard Bhara Ho,.
Kalam Uski Bhala Kaise, Sadme Me Na Ho,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #118 on: November 29, 2008, 10:24:53 AM »
Reply with quote
Very Good one Pooja Ji
Hume chhor kar woh tasveer ko gale lagate hain
Humse katrate hain tasveer se pyaar jatate hain
Aisa kya mere tasveer mein hai jo mujhme nahin
Humse takrate hain to tasveer ko meri sahlate hain

Hume dikla kar woh tasveer meri chhuma karte hain
Humse ruth e hain aur meri tasveer ko apnate hain
Pata nahi kyon mere tasveer ko har pal dil se lagate hain
Humse nafrat karte hain aur tasveer se dil bahlate hain





Bohat Khoob Rajesh Bhai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #119 on: November 30, 2008, 09:26:17 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob Rajesh ji...

nice Jas and Lil bro (jaanasheen)
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:59:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer