Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 12779 times)
sahood
Guest
«Reply #15 on: January 19, 2008, 12:46:21 PM »
Reply with quote
poem acha hai lekin phir bhi thoda accha ban sakta tha
jaise ki oshwin ne kaha jab koi tasveer takleef ban jaye
agar aise use karti to bahut acha hota
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: January 20, 2008, 11:33:07 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,.
And Nice One Of U Both,.
Nice One Sahood Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 20, 2008, 11:37:13 AM »
Reply with quote
Tasweer Aaj Bhi Dhundli Hai Tere Yaadon Ki,.
Rang Zindagi Ka Tune Judaai Ke Sanf Udaa Diya,.

Ek Aas Thi Hume Zindagi Basar Karne Ki "Jaanasheen",.
Intezaar Ke Lamhe Aur Dekar Tune Wo Bhi Mitaa Diya,.

__________________________________-Azeem-
Logged
shri
Guest
«Reply #18 on: January 22, 2008, 11:28:49 AM »
Reply with quote
Wo to pani ki boond hai jo ankho se beh jaye,
Aansu to wo hai jo aankho mei hi reh jaye,
Wo pyar kya jo lafjo mei byan ho,
Pyar to wo hai joa ankhoan main nazar aaye
Logged
Roja
Guest
«Reply #19 on: January 24, 2008, 02:12:17 AM »
Reply with quote
Tasweer Aaj Bhi Dhundli Hai Tere Yaadon Ki,.
Rang Zindagi Ka Tune Judaai Ke Sanf Udaa Diya,.

Ek Aas Thi Hume Zindagi Basar Karne Ki "Jaanasheen",.
Intezaar Ke Lamhe Aur Dekar Tune Wo Bhi Mitaa Diya,.

__________________________________-Azeem-


Nice wordings Jaanasheen ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: January 24, 2008, 05:29:09 PM »
Reply with quote
bahoot khoob shood, shri and Lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: January 25, 2008, 11:31:14 AM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Didi And Roja Sis,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: February 12, 2008, 04:10:09 PM »
Reply with quote
ZAB TASVEER TAKLEEF BAN JAYE - TERI,
                KAR KOI TADBEER NA YE TAKDEER BAN JAYE - TERI
          EK BAAR TU AAZMA KAI TO DEK APNA HOUSLA,
                SHAYAD YUN HI SAHI,  TAKDEER BAN ZAYE TERI.

bahoot khoob oshwin ji!! app kaha kho gaye??
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #23 on: February 22, 2008, 11:41:55 AM »
Reply with quote
Ek baar same Title se main khumar-e-Ishaq mai Post kiya tha.... Ajj same title se Judai mai likh rahi hu... ek hi tasveer ... magar...

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar, ek galati se sab kuch hum khote hai!!

Karte hai sari dil ki baat aor chup wo sunati rahti hai
Ro ro kar ab to her pal, teri tasveer ko ansuo se dhote hai

Kahe tujhse ajj hum kaya, khud hi to sab mitaya hai
Khud ko khud hi teri ankhon mai, bewafa sa sajaya hai

Kar ke yaad teri batein, her pal khud ko rulaate hai
Wo hansi ke pal, her pal dil ko tadpaate hai

Kaya kiya, kyun kiya, yah sab ek nashtar se chubhate hai
Le kar teri tasveer hatho main, apna her ek zakham dikhate hai

Teri tasveer ko gale se laga kar rote hai
Pata nahi chalta kai baar,  ek galati se sab kuch hum khote hai!!

Teri tasweer ko aaj bhi seene se laga rakha hai!
Ujde hue jungle mein teri yaad ka diya jala rakha hai!

Na koi humsafar, na sahara na rahbar hai kahin,
aas ke is sahra mein ummeed ka mukaam bana rakha hai!

Tere khayaalon mein hain Zinda teri hi dhun mein magan,
Tere tassawur ke siwa meri zindagi mein aur bhala kya rakha hai!

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: February 22, 2008, 01:24:38 PM »
Reply with quote
Nice One Sharma Ji,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: February 22, 2008, 07:43:43 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob aks ji!!!
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #26 on: February 23, 2008, 09:15:46 AM »
Reply with quote
Thank you Janasheen ji  & Pooja ji!!!
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #27 on: February 23, 2008, 09:34:39 AM »
Reply with quote
Teri tasveer teri he tarah baatein nahin karti humsey
kambhkat kyonkar maan li humney bolti Tasweeron ki baatein...

[ people mosty poet used to say tasweer bolti hai ]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: February 24, 2008, 02:55:41 PM »
Reply with quote
Nice One Zakhmola Ji,.
And U are Welcome,.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #29 on: February 24, 2008, 02:58:36 PM »
Reply with quote
tasveer se dil bahlaya nahi jaata
tujh bin ab aor akele raha nahi jaata
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 11:04:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer