Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13
ReplyPrint
Author  (Read 12767 times)
Pooja
Guest
«Reply #165 on: February 10, 2009, 06:04:26 AM »
Reply with quote
Shukaria Fatima ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
jasbirsingh
Guest
«Reply #166 on: February 20, 2009, 01:08:30 AM »
Reply with quote
Jindagi veeran hai meri kuch is kadar,
Ke kissi ko bhi mere pyar ki nahi hai kadar,
Jindagi jeene ke liye bass ek dost dhoondta hu,
Koi padh le isse toa jaroor lena meri khabar…

WAH Pardeep, bahut khoob

KHABAR LENEY HUM AA JAYENGEY
DIL MILANEY HUM AA JAYENGEY
TERI TASVIR SEY KUCH BAAT KAR LU
NAZREY MILANEY HUM AA JAYENGEY

JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #167 on: March 30, 2009, 10:10:17 PM »
Reply with quote
Teri tasveer hamein her pal tadpati hai..
Mere seene ki her dhadkan ke saath yaad teri aati hai

Teri tasveer na dekhu to neend nahi aati
Mujhse juda kyu ho gaye?.. Yahi soch tadpati hai..

Aisi bi kya kata ho gayi humse ye sanam mere
Jo Peecha chudane chahte ho hamari barson ki pehchaan se?

Na jane kya naam doge tum "roja" ki halat ko
Magar sari dunia toh isko Jhooti Mohabbat Jatayi batati hai..!!

[/color]

bahoot khoob!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #168 on: March 31, 2009, 02:45:36 AM »
Reply with quote
bahoot khoob!!

Thank you di.. (Aapne aage conti.. kyu nai ki?  Is it SO! )
Logged
Pooja
Guest
«Reply #169 on: April 22, 2009, 04:27:54 AM »
Reply with quote
abhi koi bhi tasveer nahi hai man main tongue3   J/k jalad likhugi
Logged
pandit
Guest
«Reply #170 on: June 22, 2009, 01:52:25 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai Jasbir!!

Rishta nibhaya jaaye tabhi to wo dil se hota hai
jo insaan na pehchan sake, wo ek din khoon ke ansoo rota hai
takdeer kheilti hai apne kheil, iske samne insaan bebas hota hai
her bahane se samjhaya sarthika ko, per dard to bas dard hota hai

BAHUT KHOOB SARTHIKA JEE..
Logged
pandit
Guest
«Reply #171 on: June 22, 2009, 01:52:46 AM »
Reply with quote
WAH Pardeep, bahut khoob

KHABAR LENEY HUM AA JAYENGEY
DIL MILANEY HUM AA JAYENGEY
TERI TASVIR SEY KUCH BAAT KAR LU
NAZREY MILANEY HUM AA JAYENGEY

JASBIR SINGH

BAHUT ACCHE JASBIR JEE..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #172 on: August 19, 2009, 06:28:10 PM »
Reply with quote
Quote

Goongi tasveerein  jo bole
Bholi juban se woh izhar nahi hota

Jo baat khamoshi se byan ho jaye
usse lafzon ka sahara nahi hota

baand aakhein jo khawaab sajjaien
usse pyara koi duniya ka nazara nahi hota

bin badal,barsaat  mein jab koi deewana bheege
uske liye woh pal,kissi khaazane se kam nahi hota

Door Hi sahi tum,lekin ehsaas toh mujhe bhi hai
Ab tanhai mein bhi main kabhi, tanha nahi hota

bolti toh teri bhi tasveerien hain Ashiq se bhut kuch
lekin Uss se woh shayari mein kalam nahi hota...!!!

============

Teri Tasveer Bas chuki hai mann mein iss tarah
Ser jhuka kar abb tera deedar hota hai

Mere dil main ajj bhi teri tasveer basati hai
Kahti nahi kuch bhi… khamoshi se..Mere dil ke sung sung siskati hai

Her tasveer aati hai ankhon ke samne ajj bhi
Jaise jaise zindagi meri, tere bin Gujarati hai

Wo hansi, wo ladai, wo jhooth mooth ke natak
Teri chat per ajj bhi, meri rooh bhatakti hai

Wo barsaat ki boondein aor thund main thithurarna humara
Yaadon ke raste, wo boondein, ajj ankhon se tapakati hai

Wo peela duptta, wo pajeb, wo tera sajana mujhko
Aaine ke agge, ek ek yaad, ahein bharati hai

Mere dil main ajj bhi teri tasveer basati hai
Kahti nahi kuch bhi… khamoshi se..Mere dil ke sung sung siskati hai
Logged
Roja
Guest
«Reply #173 on: August 20, 2009, 02:57:53 AM »

wow... (lagta hai tasvir mann mein utargayi hai abhi  tongue3 )
Nice 1 di  Thumbs UP
Logged
Pooja
Guest
«Reply #174 on: August 20, 2009, 10:23:49 PM »
Reply with quote

wow... (lagta hai tasvir mann mein utargayi hai abhi  tongue3 )
Nice 1 di  Thumbs UP

Thanks Dear!! ab app bhi to kuch likhati!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #175 on: August 22, 2009, 08:16:42 PM »
Reply with quote
BAHUT ACCHE JASBIR JEE..

THANKS PANDIT JI

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #176 on: August 22, 2009, 08:21:35 PM »
Reply with quote
Mere dil main ajj bhi teri tasveer basati hai
Kahti nahi kuch bhi… khamoshi se..Mere dil ke sung sung siskati hai

Her tasveer aati hai ankhon ke samne ajj bhi
Jaise jaise zindagi meri, tere bin Gujarati hai

Wo hansi, wo ladai, wo jhooth mooth ke natak
Teri chat per ajj bhi, meri rooh bhatakti hai

Wo barsaat ki boondein aor thund main thithurarna humara
Yaadon ke raste, wo boondein, ajj ankhon se tapakati hai

Wo peela duptta, wo pajeb, wo tera sajana mujhko
Aaine ke agge, ek ek yaad, ahein bharati hai

Mere dil main ajj bhi teri tasveer basati hai
Kahti nahi kuch bhi… khamoshi se..Mere dil ke sung sung siskati hai

WAH WAH POOJA JI.. WAH

JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #177 on: August 26, 2009, 11:08:19 PM »
Reply with quote

WAH WAH POOJA JI.. WAH

JASBIR SINGH

shukaria Jas ji!!
Logged
smardia
Guest
«Reply #178 on: August 27, 2009, 02:02:45 PM »
Reply with quote
Bade achhe bhav aur shabd hain aap k.....sunder rachna...Bina camera k aap ne tou tasveer khich di...hame tou picture film ki reel si prateet ho rahi hai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP

Mere dil main ajj bhi teri tasveer basati hai
Kahti nahi kuch bhi… khamoshi se..Mere dil ke sung sung siskati hai

Her tasveer aati hai ankhon ke samne ajj bhi
Jaise jaise zindagi meri, tere bin Gujarati hai

Wo hansi, wo ladai, wo jhooth mooth ke natak
Teri chat per ajj bhi, meri rooh bhatakti hai

Wo barsaat ki boondein aor thund main thithurarna humara
Yaadon ke raste, wo boondein, ajj ankhon se tapakati hai

Wo peela duptta, wo pajeb, wo tera sajana mujhko
Aaine ke agge, ek ek yaad, ahein bharati hai

Mere dil main ajj bhi teri tasveer basati hai
Kahti nahi kuch bhi… khamoshi se..Mere dil ke sung sung siskati hai

Logged
Pooja
Guest
«Reply #179 on: August 27, 2009, 04:24:55 PM »
Reply with quote
Bade achhe bhav aur shabd hain aap k.....sunder rachna...Bina camera k aap ne tou tasveer khich di...hame tou picture film ki reel si prateet ho rahi hai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP

Kuch tasveer app bhi khinch jaate to hum bhi kuch aor sikh lete apse!!

apke comments hamesha bahoot himmat badate hai!! Tahe dil se shukaria hamesha mera sath dene ke liye!!
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 06:10:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer