Teri Tasveer

by Pooja on November 09, 2007, 05:27:07 PM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13]
ReplyPrint
Author  (Read 12832 times)
smardia
Guest
«Reply #180 on: August 28, 2009, 12:31:34 PM »
Reply with quote
Poojaji bahut bahut aabhar aap ka...aap sab ko bahut himmat dilati hain...aap k prohatsaan se he yoindia par itni rounak hai....Sabhi aap k saath likhna aur saath dena chate hain....yahi tou aap ki khoobi hai.... icon_king                        Queen ka icon nahi mila....

Aap ki farmaish par pesh hain chand linne....

Aaj jab baith album mai tasveerein dekhta hu
Sochta hu Wo kaise din they,hum tum aur wo ped
Baith jiski chhav mai hum ghanto batiyate they
Wo tera hansna-mera muskrana,hamara ruthna-mannana
Aaj bhi wo tasveerein meri aankho mai basti hain...

Intzaar karte Barish mai bhigna,darte huye tera aana
Mera shikayat mai kuchh n kehna,chuppi ka tujhe akharna
Wo tera haath jod,aankho he aankho se maafi maangana
Mujhe achha lagta,fir hmara muskrate ek dusre mai kho jaana

Kuch tasveer app bhi khinch jaate to hum bhi kuch aor sikh lete apse!!

apke comments hamesha bahoot himmat badate hai!! Tahe dil se shukaria hamesha mera sath dene ke liye!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #181 on: August 28, 2009, 05:01:14 PM »
Reply with quote
Poojaji bahut bahut aabhar aap ka...aap sab ko bahut himmat dilati hain...aap k prohatsaan se he yoindia par itni rounak hai....Sabhi aap k saath likhna aur saath dena chate hain....yahi tou aap ki khoobi hai.... icon_king                        Queen ka icon nahi mila....

Aap ki farmaish par pesh hain chand linne....

Aaj jab baith album mai tasveerein dekhta hu
Sochta hu Wo kaise din they,hum tum aur wo ped
Baith jiski chhav mai hum ghanto batiyate they
Wo tera hansna-mera muskrana,hamara ruthna-mannana
Aaj bhi wo tasveerein meri aankho mai basti hain...

Intzaar karte Barish mai bhigna,darte huye tera aana
Mera shikayat mai kuchh n kehna,chuppi ka tujhe akharna
Wo tera haath jod,aankho he aankho se maafi maangana
Mujhe achha lagta,fir hmara muskrate ek dusre mai kho jaana
Aaj bhi wo tasveerein meri aankho mai basti hain...
Aaj bhi wo tasveerein meri aankho mai basti hain...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Koi King ya Queen nahi hota, yah bas dekhne wale ki nigah hoti hai jo agle insaan ko us roopmain dekhti hai!! Mai waise he bahoot hukum chalati rahti hu sab per.. ab yah Queen ka khitab dekar jayada adat na kharab kare  DOH DOH

bahoot he bhavikta se bhare shabdo main apne  tasveer bayan ki hai.. bahoot khob Clapping Smiley Clapping Smiley

Tasveer teri anlhon main liye gungunate hai
her beete pal ko phir se tere sung jiye jaate hai

wo mera alhardpan aor tera meri her baat per muskurana
teri yaadon ki madhoshi main ab to jiye jaate hai

Meri her galati thi tere liye mera bachpna,
teri her galti pe mera rooth jaana
apni is nasamjhi per,
ajj kabhi lubo se hans aor ankho se Ro jaate hai

Tasveer teri anlhon main liye gungunate hai
her beete pal ko phir se tere sung jiye jaate hai
Logged
smardia
Guest
«Reply #182 on: August 29, 2009, 12:26:22 PM »
Reply with quote
Poojaji aapki gungunahat yahan tak sunaai de rahi hai...Alhadpan ki madhoshi ka khumaar pure web mai chha raha hai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wo befikra logo se teri hansi
Dekh mujhe tera mand-mand muskarana
Aaj bhi jab wo pal yaad aata hai
Teri tasveer naino mai ubhar aati hai

Ateet k jhulo mai mujhe jhulati hai
Kabhi hansati tou kabhi rulati hai
Zindagi wo lamhe ab bhi nahi bhulati hai
Teri tasveer dilo-demaag mai chha jaati hai

jasbirsingh
Guest
«Reply #183 on: August 29, 2009, 03:44:56 PM »
Reply with quote
Poojaji bahut bahut aabhar aap ka...aap sab ko bahut himmat dilati hain...aap k prohatsaan se he yoindia par itni rounak hai....Sabhi aap k saath likhna aur saath dena chate hain....yahi tou aap ki khoobi hai.... icon_king                        Queen ka icon nahi mila....

Aap ki farmaish par pesh hain chand linne....

Aaj jab baith album mai tasveerein dekhta hu
Sochta hu Wo kaise din they,hum tum aur wo ped
Baith jiski chhav mai hum ghanto batiyate they
Wo tera hansna-mera muskrana,hamara ruthna-mannana
Aaj bhi wo tasveerein meri aankho mai basti hain...

Intzaar karte Barish mai bhigna,darte huye tera aana
Mera shikayat mai kuchh n kehna,chuppi ka tujhe akharna
Wo tera haath jod,aankho he aankho se maafi maangana
Mujhe achha lagta,fir hmara muskrate ek dusre mai kho jaana
Aaj bhi wo tasveerein meri aankho mai basti hain...
Aaj bhi wo tasveerein meri aankho mai basti hain...

wah bahut khoob SAM ji

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #184 on: August 29, 2009, 03:45:34 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Koi King ya Queen nahi hota, yah bas dekhne wale ki nigah hoti hai jo agle insaan ko us roopmain dekhti hai!! Mai waise he bahoot hukum chalati rahti hu sab per.. ab yah Queen ka khitab dekar jayada adat na kharab kare  DOH DOH

bahoot he bhavikta se bhare shabdo main apne  tasveer bayan ki hai.. bahoot khob Clapping Smiley Clapping Smiley

Tasveer teri anlhon main liye gungunate hai
her beete pal ko phir se tere sung jiye jaate hai

wo mera alhardpan aor tera meri her baat per muskurana
teri yaadon ki madhoshi main ab to jiye jaate hai

Meri her galati thi tere liye mera bachpna,
teri her galti pe mera rooth jaana
apni is nasamjhi per,
ajj kabhi lubo se hans aor ankho se Ro jaate hai

Tasveer teri anlhon main liye gungunate hai
her beete pal ko phir se tere sung jiye jaate hai

wah wah Pooja Ji

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #185 on: August 29, 2009, 03:46:11 PM »
Reply with quote
Poojaji aapki gungunahat yahan tak sunaai de rahi hai...Alhadpan ki madhoshi ka khumaar pure web mai chha raha hai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wo befikra logo se teri hansi
Dekh mujhe tera mand-mand muskarana
Aaj bhi jab wo pal yaad aata hai
Teri tasveer naino mai ubhar aati hai

Ateet k jhulo mai mujhe jhulati hai
Kabhi hansati tou kabhi rulati hai
Zindagi wo lamhe ab bhi nahi bhulati hai
Teri tasveer dilo-demaag mai chha jaati hai

wah wah wah wah SAM Ji, wah

jasbir singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #186 on: August 31, 2009, 04:27:14 AM »
Reply with quote
Poojaji aapki gungunahat yahan tak sunaai de rahi hai...Alhadpan ki madhoshi ka khumaar pure web mai chha raha hai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wo befikra logo se teri hansi
Dekh mujhe tera mand-mand muskarana
Aaj bhi jab wo pal yaad aata hai
Teri tasveer naino mai ubhar aati hai

Ateet k jhulo mai mujhe jhulati hai
Kabhi hansati tou kabhi rulati hai
Zindagi wo lamhe ab bhi nahi bhulati hai
Teri tasveer dilo-demaag mai chha jaati hai

shukaria and bahoot khoob smardia ji... jalad he kuch likhne ki koshish hogi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #187 on: August 31, 2009, 04:27:54 AM »
Reply with quote

wah wah Pooja Ji

Jasbir Singh

shukaria Jas ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #188 on: September 02, 2009, 05:10:00 PM »
Reply with quote
Poojaji aapki gungunahat yahan tak sunaai de rahi hai...Alhadpan ki madhoshi ka khumaar pure web mai chha raha hai... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wo befikra logo se teri hansi
Dekh mujhe tera mand-mand muskarana
Aaj bhi jab wo pal yaad aata hai
Teri tasveer naino mai ubhar aati hai

Ateet k jhulo mai mujhe jhulati hai
Kabhi hansati tou kabhi rulati hai
Zindagi wo lamhe ab bhi nahi bhulati hai
Teri tasveer dilo-demaag mai chha jaati hai

Apki yah char line.. laker kuch aor likhne ja rahi hu...

Ateet ter-mera, ek tasveer ban ankhon mai atta hai
her wo hansi ka lamha, ajj mujhe behad rulata hai

teri meethi meethi baatein, dil ko ajj bhi jaati hai gudguda
nahi ho sath mere ab, soch ka wo pal, kehar dha jaata hai

Kaash lout ayye wo din, phir se aor ek nai Tasveer bane
Teri ankhon main Pooja ka aks, jab humari zindagi ban jaata tha....
Logged
smardia
Guest
«Reply #189 on: September 02, 2009, 06:26:18 PM »
Reply with quote
Wah kya baat hai !!! bahut khoob.....Poojaji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tou lijiye kuchh aur lines....

Teri tasveer dekh kar mai aksar socha karta hu
Kyu main ab bhi teri yaado mai khoya rehta hu

Beete din kab louta karte hain,jaanta hu ye sach
Par chah kar bhi teri yaado se nahi paata hu bach

Bhul sab Banata hu phir-phir hamaari ek nai tasveer
Jisme tere-mere sapne palte they ek duje ki aankho mai

Apki yah char line.. laker kuch aor likhne ja rahi hu...

Ateet ter-mera, ek tasveer ban ankhon mai atta hai
her wo hansi ka lamha, ajj mujhe behad rulata hai

teri meethi meethi baatein, dil ko ajj bhi jaati hai gudguda
nahi ho sath mere ab, soch ka wo pal, kehar dha jaata hai

Kaash lout ayye wo din, phir se aor ek nai Tasveer bane
Teri ankhon main Pooja ka aks, jab humari zindagi ban jaata tha....

Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 08:51:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer